Meri ye nazar pe junoon sa
Meri rago mein lahoo sa
Behta hai desh mera
Tere liye jo mar jaaye
Hum kya hai desh mera
Kuch bhi na maine kiya hai
Tera hi tujhko diya hai
Kaisa wo majhab jisne ghile hai
Naam pe jisne jhakhm diye hai
Meri ye nazar pe junoon sa
Wo hai rabb, wo hai nabi
Wo ram hai
Uske naam pe phir kaisi jung hai
Kaum ke sab rang saath tirange pe mere
Kaise juda phir do kaumo ke rang hai
Jo beet gayi wo baat gayi
Ye daur naya hai naya jahaan
Aab majhab ki deewar na ho
Nafrat ka rahe na koi nishaan
Hum hi se banta watan hai
Humse hai aur humhi mein
Rehta hai desh mera
Kuch bhi na maine kiya hai
Tera hi tujhko diya hai
Kaisa wo majhab jisne ghire hai
Naam pe jisne jhakhm mile hai
Meri ye nazar pe hmm…
Meri rago mein hmm..
Behta hai desh.
Bewajah hai fizaa mein
Rask yahan hai
Roota hai chupke kyun
Sach bejubaan hai
Teri nazar mein
Ek sabhi dil
Ishwar allah tere jahaan mein
Nafrat kyun hai?
Jung hai kyun?
Tera dil toh itna bada hai
Insaan ka dil tang hai kyun?
Allah..
Kadam kadam par
Sarhad kyun hai?
Saari jameen jo teri hai
Suraj ki fere karti hai
Phir kyun itni andheri hai?
Is duniya ke daaman par
Insaan ke lahoo ka rang hai kyun?
Gunj rahi hai kitni cheenkhein
Pyar ki batein kaun sune?
Tutt rahe hai kitne sapne
Inke tukde kaun chune
Dil ke darwajo par taale
Taalo par ye jung hai kyun?
Aane do, aane do
Namo namo, namo namo
Gunjega ye desh mein
Namo namo, namo namo
Na koi bhi hoga race mein
Namo namo, namo namo
Gunjega ye desh mein
Namo namo, namo namo
Na koi bhi hoga race mein
56 inch ki chhati aur soch khurafati
Akele bande ne hai dekho duniya hila di
Alag hai iske paintre ye jhukta na zara bhi
Karta aise kaam soti ankhe hai jaga di
Pahle din se aisi soch leke chalta tha ye roj
Badlega ye bharat bemisaal banda banke josh
Itna jyada isme khoon khaulega sabhi ka
Sikha dega ye duniya ko bharat ka tarika
Jab modi hai neele
Chal thoda sa jee le
Aankho ke kore kyu peele
Jab modi hai neele
Chal thoda sa jee le
Aankho ke kore kyu peele
Aane jo, aage badhta bina dar ke
Aane jo, saare rahte hai sambhal ke
Aane jo, aage badhta bina dar ke
Aane jo, saare rahte hai sambhal ke
Gujrat nu sher aavyo ghum gaa ke saver la
Mishal devi chee chali saal se desh la
Pachad koi vaar na phariyo
Pachad koi vaar na jodiyo
Thai te kari laiye
Je panjoyi ne rong dhoye
Socha na khud ko jyada kabhi par
Na hi kisi se hai kam
Chalta hai aankho mein leke ye sapna
Bharat ho no. 1
Iski baato mein dikhta saara sach
Irado mein dikhta dum
Tabhi to 100 crore ki
Aabadi chalegi iske saath
Jab modi hai neele
Chal thoda sa jee le
Aankho ke kore kyu peele
Jab modi hai neele
Chal thoda sa jee le
Aankho ke kore kyu peele
Namo namo, namo namo
Gunjega ye desh mein
Namo namo, namo namo
Na koi bhi hoga race mein.