People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Jeetenge
Singer: B Praak
Music: Arko
Lyricist: Kumar Vishwas
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=1G4wIq0iVXo
Video:
Hum Saath Chale To Jeetenge
Haath Mein Haath Chale To Jeetenge
Hum Saath Chale To Jeetenge
Haath Mein Haath Chale To Jeetenge

Jeetenge Saare Daave Saare Vaade Jeetenge
Jeetenge Dil Ke Ye Majboot Irade Jeetenge

Jeetenge Har Manzar Ko Har Mushkil Ko Jeetenge
Jeetenge Sabki Nazre Sab Ke Dil Ko Jeetenge

Hum Saath Chale To Jeetenge
Haath Mein Haath Chale To Jeetenge
Hum Saath Chale To Jeetenge
Haath Mein Haath Chale To Jeetenge


Daava Hai Daava Hai Jeetenge
Vaada Hai Vaada Hai Jeetenge
Daava Hai Daava Hai Jeetenge
Vaada Hai Vaada Hai Jeetenge

Tum Aur Main Agar Hum Ho Jaye
To Hi Bas Hum Jeetenge
Warna Jeete Bhi To Andar
Andar Bas Gham Jeetenge

To Haath Chhodna Mat
Jazbaat Todna Mat
Hum Toofaano Mein Banke Phaulad Chale To Jeetenge

Hum Saath Chale To Jeetenge
Haath Mein Haath Chale To Jeetenge
Hum Saath Chale To Jeetenge
Haath Mein Haath Chale To Jeetenge

Daava Hai Daava Hai Jeetenge
Vaada Hai Vaada Hai Jeetenge
Daava Hai Daava Hai Jeetenge
Vaada Hai Vaada Hai Jeetenge

Har Parvat Ko Dikkat Ko Todenge
Apano Se Apano Ko Jodenge
Har Parvat Ko Dikkat Ko Todenge
Apano Se Apano Ko Jodenge
Jai Jai Ram
Music: A.R. Rahman
Lyricist: Kumar Vishwas
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=yWNPxS0sXnE
Video:
Jai Jai Ram Jai Jai Ram
Meri Pooja Mere Ram
Jai Jai Ram Jai Jai Ram Jai Jai Ram

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
Ram Narayanam Janaki Vallabham
Ram Narayanam Janaki Vallabham

Hum Pe Itni Kripa Bas Vidhata Rahe
Ram Ka Naam Hothon Pe Aata Rahe

Jai Jai Ram Jai Jai Ram
Meri Pooja Mere Ram
Jai Jai Ram Jai Jai Ram Jai Jai Ram

Mere Ram Jai Jai Ram
Charon Dhaam Mere Ram
Mere Ram Mere Ram Jai Jai Ram

Jagat Ke Andhiyare
Humko Ghere Saare
Hum Jo Mann Mein Darte Hain
Tab Japte Hain Ram Sita Ram

Hamare Tum Swami
Tum Ho Antaryami
Sabke Sukh Dukh Jaano
Apna Maano Hey Ram Ram

Tumhre Bina Jag Mein Humara
Koi Nahi Hai Rakhwara

Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram
Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram

Jai Jai Ram Jai Jai Ram
Meri Pooja Mere Ram
Jai Jai Ram Jai Jai Ram
Jai Jai Ram Jai Jai Ram

Mere Ram Mere Ram
Charon Dhaam Mere Ram
Mere Ram Jai Jai Ram
Jai Jai Ram Jai Jai Ram

Jai Jai Ram Jai Jai Ram
Meri Pooja Mere Ram
Jai Jai Ram Jai Jai Ram Jai Jai Ram
Ravana Tandav
Lyricist: Kumar Vishwas
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=UrJ5jy5YEsM
Video:
Hey Om Hey Om
Hey Om Hey Om
Hey
Hey Om Hey Om

Jatatavigalajjala Pravahapavitasthale
Gale’Valambya Lambitam Bhujangattungamalikam
Damaddamaddamaddama Nninadavaddamarvayam
Chakara Chandatandavam Tanotu Nah Shivah Shivam
Shiva

Gharar Gharar Jharar Samar Asur Pasar Jai Jai
Chalat Hilat Karak Khilat Vikat Milat Jai Jai
Shakra Vijita Shakra Vijita Shakra Vijita Jai Jai
Darsha Darsha Ravana Darsha

Ra Ra Ra Ravana
Ra Ra Ra Ravana
Ra Ra Ra Ravana
Ra Ra Ra Ravana

Ravana
Ravana
Ravana
Dainyam Varsham Ravana
Jagatam Jagatam Bhramsham
Main Ram
Singer: Sachet Tandon
Lyricist: Kumar Vishwas
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=582g4whHt7Y
Video:
Dharti Jal Agan Suno
Gagan Suno Sameer Suno

Dharti Jal Agan Suno
Gagan Suno Sameer Suno
O Bhagya Vidhatao
Ab Tum Ram Adheer Suno

Ab Tak Sab Saha
Kuch Bhi Na Kaha
Par Ab Na Sahunga Ye

Main Ram Main Ram
Dashrath Putra Main Ram
Main Ram Main Ram
Dashrath Putra Main Ram

Ghar Raaj Taaj Chhoda;
Apno Se Bhi Mukh Moda
Ye Jeevan Jinse Tha
Maine Un Sabko Chhoda

Ab Tak Sab Saha
Kuch Bhi Na Kaha
Par Ab Na Sahunga Ye

Main Ram Main Ram
Main Meri Siya Ka Ram
Main Ram Main Ram
Hai Vachan Mera Main Ram
Mangal Rang
Lyricist: Kumar Vishwas
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=z_e1d5_VVfw
Video:
Tu Hi Mujhe Nirgun Ka Sargun
Abhimaan Bhi Tu
Tu Hi Hai Dharti Ki Mahima
Sammaan Bhi Tu

Tere Hone Se Hi Mera Hona Hai
Janmo Se Sang Tere

Yeh Tera Mera Rang Hai Rang Hai Mangal Rang Hai
Prem Ke Rango Ka Sangam
Haan Rang Hai Rang Hai Mangal Rang Hai
Prem Ke Rango Ka Sangam

Meri Hai Aas Tu Main Bansuri Hu Saans Tu
Man Gagan Ke Chandrama Chandni Teri
Tu Sur Mera Main Hu Raagini Teri
Tu Hi Hai Janmo Sadiyon Se

Tu Hi Hai Maathe Ka Sindoor Saubhagya Bhi Tu
Tu Hai in Haathon Ki Rekha Maryaada Bhi Tu

Tere Hone Se Hi Mera Hona Hai
Janmo Se Sang Tere

Yeh Tera Mera Rang Hai Rang Hai Mangal Rang Hai
Prem Ke Rango Ka Sangam
Haan Rang Hai Rang Hai Mangal Rang Hai
Janki Ram Ka Sangam
Judi Jodi
Music: A.R. Rahman
Lyricist: Kumar Vishwas
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=sQ74S7cZ3Kg
Video:
Jodi Jodi Janam Janmon Ki
Janak Ghar Goonje Hai Siya Siya Ram
Varmala Ke Khul Gaye Bhaag
to Gaa Uthi Siya Siya Siya Siya Ram

Jodi Jodi Janam Janmon Ki
Janak Ghar Goonje Hai Siya Siya Ram

Mangal Gaao Re Dharti Sajaao Re
Is Jodi Se Jaana Hai Jag Ne Pyaar

Jodi Jodi Janam Janmon Ki
Janak Ghar Goonje Hai Siya Siya Ram

Jitna Prem Aapne Ab Tak Mujhe Diya Hai
Aasha Karta Hoon Utna Hi Prem Aap Sab
Sita Ko Bhi Denge

Ghar Aaya Re Sang Laaya Re
Raghukul Ka Abhimaan
Ghar Aaya Re Var Laaya Re
Mithila Ka Sammaan

Dev Aao Re Phool Bichhao Re
Shubh Din Aaya Re Mori Nagari Mein Aaj

Ye Jodi Hai Kisne Jodi
Jagat Mein Goonja Hai Siya Siya Ram

Jodi Jodi Janam Janmon Ki
Janak Ghar Goonje Hai Siya Siya Ram
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain
Lyricist: Kumar Vishwas
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=V5B-XZ9C2d8
Video:
Ram Shrishta Bhi Hain Aur Shrishti Bhi Hain
Ram Shrishta Bhi Hain Aur Shrishti Bhi Hain
Ram Drishta Bhi Hain Aur Drishti Bhi Hain
Ram Drishta Bhi Hain Aur Drishti Bhi Hain

Ram Jeevan Bhi Hain Ram Mukti Bhi Hain
Ram Jeevan Bhi Hain Ram Mukti Bhi Hain
Ram Hain Khoj Bhi Ram Yukti Bhi Hain
Ram Hain Khoj Bhi Ram Yukti Bhi Hain

Ram Manhar Bhi Hain Aur Manasvi Bhi Hain
Ram Manhar Bhi Hain Aur Manasvi Bhi Hain
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain

Siya Balram Raghunandan Raghupati Dashrath
Siya Balram Maryada Puroshattam Dhanushdhari Siya Ram

Ram Aaraadhya Hain Ram Aaraadhana
Ram Aaraadhya Hain Ram Aaraadhana
Ram Hain Saadhya Bhi Ram Hi Saadhana
Ram Hain Saadhya Bhi Ram Hi Saadhana

Ram Maanas Bhi Hain Ram Geeta Bhi Hain
Ram Maanas Bhi Hain Ram Geeta Bhi Hain
Ram Hain Ram Bhi Ram Sita Bhi Hain
Ram Hain Ram Bhi Ram Sita Bhi Hain

Ram Hai Dhaarana Ram Hi Dharm Bhi
Ram Hai Dhaarana Ram Hi Dharm Bhi
Ram Kaaran Bhi Hain Ram Hi Karm Bhi
Ram Kaaran Bhi Hain Ram Hi Karm Bhi

Ram Mahalon Mein Hain Ram Jungle Mein Hain
Ram Mahalon Mein Hain Ram Jungle Mein Hain
Ram Hain Shok Mein Ram Mangal Mein Hain
Ram Hain Shok Mein Ram Mangal Mein Hain

Ram Har Yug Mein Hain Ram Har Pal Mein Hain
Ram Har Yug Mein Hain Ram Har Pal Mein Hain
Ram Hain Aaj Mein Ram Hi Kal Mein Hain
Ram Hain Aaj Mein Ram Hi Kal Mein Hain

Ram Grihasth Hain Ram Hain Sant Bhi
Ram Grihasth Hain Ram Hain Sant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi