na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha
dhadke dil mil mil ke nikle arma
dhadke dil mil mil ke nikle arma
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha
yuhi gaate rahe gungunate rahe
yuhi gaate rahe gungunate rahe
furkat ke ghum na sahe
furkat ke ghum na sahe
yuhi hum aapko yaad aate rahe
milke ye do dil kahe
yuhi hum aapko yaad aate rahe
milke ye do dil kahe
kabhi aaye na apne chaman me khiza
kabhi aaye na apne chaman me khiza
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha
kahi apna banake na dena daga
kahi apna banake na dena daga
hai ye duniya bewafa
hai ye duniya bewafa
nahi mumkin ke tumse karu main jafa
honge na hum tum juda
nahi mumkin ke tumse karu main jafa
honge na hum tum juda
rahe yuhi humari mohabbat jawa
rahe yuhi humari mohabbat jawa
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha
man ka panchhi shor machaaye
aaja tujh bin chain na aaye
man ka panchhi shor machaaye
aaja tujh bin chain na aaye
raate laaye, sukh ka sandesha
saari duniya soye
raate laaye, sukh ka sandesha
saari duniya soye
huk si uthe mere dil mein
dard jigar mein hoye
dard jigar mein hoye
aankhen tarse neend na aaye
aaja tujh bin chain na aaye
chaand ko chhede chanchal taare
ithlaaye ujiyaali
chaand ko chhede chanchal taare
ithlaaye ujiyaali
kis ko chhedu, tere bina main
mera pehlu khaali
mera pehlu khaali
dil se mere nikle haaye
aaja tujh bin chain na aaye
aankh mein aansu, lab par aahen
dil mein dard basa le
aankh mein aansu, lab par aahen
dil mein dard basa le
dil ka sauda dil se kar le
kuchh kho le kuchh paa le
kuchh kho le kuchh paa le
dekh jawaani beeti jaaye
aaja tujh bin chain na aaye
man ka panchhi shor machaaye
aaja tujh bin chain na aaye
aa o kisne mujhe sada di kisne mujhe pukara
awaz dene wale awaz de dobara
maine tumhe sada di maine tumhe pukara
tum arzu ho meri mai khwab hu tumhara
har sham jgamagaye taro bhare gagan mein
har subah muskurau phoolo bhare chaman mein
bankar diya jalu main beor anjuman mein
mujhko na dur samjho main hun tumhare man mein
karti nahi tamanna dil se kabhi kinara
tum arzu ho meri mai khwab hu tumhara
poonam ki raat aayi dil ki murade layi
poonam ki raat aayi dil ki murade layi
poonam ki raat aayi poonam ki raat aayi
dil ki murade layi dil ki murade layi
poonam ki raat aayi
madira barse aaj gagan se geet ki dara futi man se
madira barse aaj gagan se geet ki dara futi man se
jivan le le angdayi jivan le le angdayi
poonam ki raat aayi
pritam pritam koi pukare
koi kisi ki baat nihare koi kisi ki baat nihare
aaj na chode tanhai saath na chode tanhai
poonam ki raat aayi
darsan biksa magat neena dharm daya ho aaj ki rena
darsan biksa magat neena dharm daya ho aaj ki rena
dekho naa ho jag ruswai dekho naa ho jag ruswai
poonam ki raat aayi
aa a a
na phulo ki duniya, na taro ki duniya
ye hai bas khayal-e-baharo ki duniya
na phulo ki duniya, na taro ki duniya
ye hai bas khayal-e-baharo ki duniya
yahan mast nazare bahakane ko tarase
umago bhare dil dhadakane ko tarase
ye hai pyar ke besaharo ki duniya
yahan gam hai lakho, masarrat nahi hai
tadapane ki lekin ijazat nahi hai
ye hai ishq ke beqararo ki duniya
na phulo ki duniya, na taro ki duniya
ye hai bas khayal-e-baharo ki duniya
aa a a
payaliya bavari baje, payaliya mori jhanana jhanana
jhana jhananana baje, payaliya bavari baje
aa a a, aaj sakhi more pi ghar aye
aa a a, aaj sakhi more pi ghar aye
dekh-dekh chhab jiyara jaye
bar bar mora man laharaye
payaliya bavari baje, payaliya mori jhanana jhanana
jhana jhananana baje, payaliya bavari mori
sat suro ke dip jalake aa, sat suro ke dip jalake
prem bin ki dhun par gake, aaj nachun mai piya ko pake
payaliya bavari baje, payaliya mori jhanana jhanana
jhana jhananana baje, payaliya bavari mori
aa a a
dil kee mehfil sajee hai chale aayiye
dil kee mehfil sajee hai chale aayiye
aapakee bas kamee hai chale aayiye
dil kee mehfil sajee hai chale aayiye
husnwaalo kaa koyee bharosa nahee
kya pata aap aate bhee hai ya nahee
kya pata aap aate bhee hai ya nahee
aankh dar pe lagee hai chale aayiye
dil kee mehfil sajee hai chale aayiye
dil dukhaane lagee dillagee aapakee
maar daalegee yeh berukhee aapakee
maar daalegee yeh berukhee aapakee
jaan par ban gayee hai chale aayiye
dil kee mehfil sajee hai chale aayiye
kya suhaana sama, kya hasin raat hai
waada kar ke naa aana buree baat hai
waada kar ke naa aana buree baat hai
abb toh hadh ho chukee hai chale aayiye
dil kee mehfil saji hai chale aayiye
aap kee bas kamee hai chale aayiye
dil kee mehfil lagee hai chale aayiye
pyar ki rah bahar ki manzil pyar ki rah bahar ki manzil
pane wale paa hi gaye preet ki reet nibhane wale
preet ki reet nibhane wale banke sathi aa hi gaye
dil se hua hai dil ka milan dharti ko jhuk jhuk chume gagan
jhum uthi aasha ki ghata nach utha ulfat ka chaman
phul bhi dekhle ru tera janeman sharma hi gaye
pyar ki rah bahar ki manzil pyar ki rah bahar ki manzil
pane wale paa hi gaye
deep khsuhi ke dil me jale gum ke ghanere saye dhale
lagta hai aisa pake tumhe dunia hai jaise pawo tale
preet ki reet nibhane wale preet ki reet nibhane wale
banke sathi aa hi gaye
jan se pyara hai ye safar sham hai apni apni shahar
kaid se panchi chhut gaye dur hua sayyad kadar
pyar ki mauj me dub ke do dil aaj kinara paa hi gaye
pyar ki rah bahar ki manzil pyar ki rah bahar ki manzil
pane wale paa hi gaye
saz ho tum aawaz hu mai
tum vina ho mai hu tar
saz ho tum aawaz hu mai
tum vina ho mai hu tar
rok sako to rok lo apni payal ki jhankar
saz ho tum aawaz hu mai
mere geet ko geet na samjho
pyar ki hai sargum
mere rag ki har ek sur me
ghunghru bole cham cham
preet ki lay par jhum ke nacho
ab na karo inkar
ab na karo inkar
rok sako to rok lo apni payal ki jhankar
saz ho tum aawaz hu mai
prem tarana rang pe aaya
rup ne li angdayi
tal me man ki jhanjhar chanki
jhanjhar chanki chan chan chan
tal me man ki jhanjhar chanki
patli kamar bal khai
kamar bal khai
sudh budh khokar bekhudh hokar
nach uthi gulnad
nach uthi gulnad
rok sako to rok lo apni payal ki jhankar
saz ho tum aawaz hu mai
tan man jhume gagan ko chume
preet hui matwali
preet hui matwali
aaj mila jiwan se jiwan
pyar ne manjil pali
dil ki bazi jeet ke maine
jeet liya sansar
jeet liya sansar
rok sako to rok lo apni payal ki jhankar
saz ho tum aawaz hu mai
dulhan ban ke aayi
dulhan ban ke aayi
umango ki sham
umango ki sham sham
mere meharbano ko mera salam
dulhan ban ke aayi
dulhan ban ke aayi
umango ki sham
umango ki sham sham
mere meharbano ko mera salam
koi leke aaya sitare gagan me
koi leke aaya bahare chaman se
koi leke aaya mohabbat ka jaam
koi leke aaya mohabbat ka jaam jaam
mere meharbano ko mera salam
ho khushi aaj mujhko gale se lagaye
khushi aaj mujhko gale se lagaye
kisi badnazar ki nazar lag na jaye
kisi badnazar ki nazar lag na jaye
meri zindagi me nahi gham ka naam
meri zindagi me nahi gham ka naam naam
mere meharbano ko mera salam
dulhan ban ke aayi
dulhan ban ke aayi
umango ki sham
umango ki sham sham
mere meharbano ko mera salam
ye payal ki rimjhim ye geeto ki barkha
ye man ki tarange ye masti ki dhara
o mere sath jhume zamana sama
mere sath jhume zamana sama
mere meharbano ko mera salam
dulhan ban ke aayi
dulhan ban ke aayi
umango ki sham
umango ki sham sham
mere meharbano ko mera salam
tum ishk ki mafil ho tum husn kaa jalva ho
ya saaj-e-mohabbat par chheda huwa nagma ho
ek baar phir kaho jara ek baar phir kaho jara
shayir ho musavvir ho maalum nahi kya ho
lagta hai mujhe aisa tum meri tamnna ho
ek baar phir kaho jara
ek baar phir kaho jara
julfe hain ghata jaisi chehra hai kamal jaisa
marmar kaa badan pyaara
marmar kaa badan pyaara
hai taajmahal jaisa
jaise tumhe kudrat ne haatho se banaaya ho
haatho se banaaya ho
tum ishk ki mahfil ho tum husn kaa jalva ho
ya saaj-e-mohabbat par chheda huwa nagma ho
ek baar phir kaho jara
ek baar phir kaho jara
tum kya mile ulfat ki tasvir najar aayi
mujhko mere kwaabo ki taabir najar aayi
bharta nahi dil jisse tum aisa najara ho
tum aisa najara ho
shayir ho musavvir ho maalum nahi kya ho
lagta hai mujhe aisa tum meri tamanna ho
ek baar phir kaho jara
ek baar phir kaho jara