khwahisho ka chehra kyun dhundhla sa lagta hai
kyun anginat khwahishe hai
khwahisho ka pehra kyun thehra sa lagta hai
kyun ye galat khwaishe hai
har mod par phir se mud jaati hai
khilte huye pal me murjhaati hai
hai besharam phir bhi sharmaati hai khwahishe
zindagi ko dhire dhire dasti hai khwahishe
aansun ko peete peete hansti hai khwahishe
uljhi hui kashmakash me umar kat jaati hai
aankhe mich jaye jo ujaalo me kis kaam ki aisi roshni
bhatka ke na laye jo kinaro pe kis kaam ki aisi kashti
aandhi ye dhire se lati hai, waada kar dhokha de jati hai
muh pher ke hans ke chidaati hai khwahishe
zindagi ko dhire dhire dasti hai khwahishe
aansun ko peete peete hansti hai khwahishe
zindagi ko dhire dhire dasti hai khwahishe
uljhi hui kashmakash me umar kat jaati hai
Hey hey hey hey
Nazaara hai kuch khoyi khoyi
Yaadon ka nazaara hai
Kuch bhoolon se khayalon ka
Aankhon mein pal raha
Har ghadi khal raha
Ruke na ruke na bas
Har ghadi chal raha
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Koi andekhi tasveer ka
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Koi nasha hai sazaa hai
Kya yeh bala hai khata hai
Beetein pal ke katron ka
Aise waise khatron ka
Soye hue the jo ab tak
Khoob saare barso ka
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Koi andekhi tasveer ka
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Kaisa samaa hai khuma hai
Thoda dhua sa yahaan hai
Jaise koi khwaaab sa
Behki koi raah ka
Bikhre hue kuch na
Jaane se kisso ka kaise
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Koi andekhi tasveer ka
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey
Nazaara hai hey.