bhule afsane fir se yaad aaye
bhule afsane fir se yaad aaye
aaj duniya me fir se ham bhi hai
fir mohabbat ne chuskiya li hai
fir teri julf ke chha gaye saaye
bhule afsane fir se yaad aaye
bhule afsane fir se yaad aaye
fir wahi me hu aur wahi yaade
fir wahi dil hai, dil me fariyaade
aake mil jaoge sabar aa jaye
bhule afsane fir se yaad aaye
bhule afsane fir se yaad aaye
teri mahfil se uth gaye the ham
tod baithe the pyar ke sab bharm
aaj nikli hai lab se fir wahi haye
bhule afsane fir se yaad aaye
bhule afsane fir se yaad aaye
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
yaad tadpayegi tum chale aaoge
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
banke dhadkan mai dil me utar jaaungi
aap tadpungi aur tumko tadpaungi
sham ho ya sahar tum na kal paoge
yaad tadpayegi tum chale aaoge
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
chhodkar is tarah mujhko jaaoge tum
yaad rakhna bahut dukh uthaaoge tum
mai nahi vo jise tum bhula paaoge
yaad tadpayegi tum chale aaoge
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
teri tasveer se aakhe meri kyo hatti nhi
teri tasveer se aakhe meri kyo hatti nhi
sochta hu ise kahte na ho pyar khi haye
miti si hai besharmiya or chain nhi
sochta hu ise kahte na ho pyar khi haye
miti si hai besarmiya or chen nhi
din gujar jaye yuhi raat bhi kat jaye yu
jee yhi chahe sur me tere beti rhu
bekrari me hi ab mujhko karar aata hai
chen kahte hai jise mere liye chen nhi
teri tasveer se aakhe meri kyo hatti nhi
agar yhi pyar hai to is pyar pe pyar aaye hame
or tadpaye hame or bhi tadpaye hame
dil ye kahta hai mhobbat ka ye dastur nhi
teri becheniya tham jaye ye manjur nhi
teri tasveer se aakhe meri kyo hatti nhi
man ka ye panchhi haye kare kya
sone ke pinjre me kaid ho gaya
zindagi ye fadfada ke haye rah gayi
zalim zamane ne kaat diye par
man ka ye panchhi haye kare kya
sone ke pinjre me kaid ho gaya
zindagi ye fadfada ke haye rah gayi
zalim zamane ne kaat diye par
man ka ye panchhi haye kare kya
sone ke pinjre me kaid ho gaya
aag humare dil me lagi hai
phir bhi jawani naach rahi hai
aag humare dil me lagi hai
phir bhi jawani naach rahi hai
apne kiye pe khush hai zamana
hum to bane hai sabka nishana
zindagi ye fadfada ke haye rah gayi
zalim zamane ne kaat diye par
man ka ye panchhi haye kare kya
sone ke pinjre me kaid ho gaya
jaye kahan par ud sake na dil
raahe andheri haye re mushkil
jaye kahan par ud sake na dil
raahe andheri haye re mushkil
duniya ke bhid me hosh kho gaya
milta nahi hai koi raasta
zindagi ye fadfada ke haye rah gayi
zalim zamane ne kaat diye par
man ka ye panchhi haye kare kya
sone ke pinjre me kaid ho gaya
hamne aisa pyar nibhaya chuti kardi
us budhe ko khub banaya chuti kardi
chuti kardi are re re chuti kardi
hamne aisa pyar nibhaya chuti kardi
us budhe ko khub banaya chuti kardi
rang me baba bhang na dalo
muh se kuch na bat niklao
aashik bankar chup sale badmash
aashik bankar nam kamaya chuti kardi
chuti kardi are re re chuti kardi
us budhe ko khub banaya chuti kardi
ghar me kaise jalta chulha
jo na mai banta ji dulha
hamne aisa chup sale badmash
hamne aisa ishk ladaya chuti kardi
chuti kardi are re re chuti kardi
us budhe ko khub banaya chuti kardi
har gaye tum hamse babu
apne dil par rakho kabu
beta ladki chup sale badmash
beta ladki lekar aaya chuti kardi
us budhe ko khub banaya chuti kardi
chuti kardi are re re chuti kardi
hamne aisa pyar nibhaya chuti kardi
us budhe ko khub banaya chuti kardi
chameli mera nam aur champa mera nam
chameli mera nam aur champa mera nam
tum dono ka diawna mai bhawra mera nam
chameli mera nam aur champa mera nam
sun meri pyari saheli
chandi si chamakti chameli
diwano ki gali na jana bhule se tu akeli
ye sab hai ri harjai nahi rakhna inse kam
chameli mera nam aur champa mera nam
tum dono ka diawna mai bhawra mera nam
chameli mera nam aur champa mera nam
harjai nahi diwane hai hum
tere chahne wale hai
aa pyar se lag ja mere gale
hum aashik to dilwale hai
yu chahne walo ko meri ja karte nahi badnam
chameli mera nam aur champa mera nam
tum dono ka diawna mai bhawra mera nam
chameli mera nam aur champa mera nam
sun meri saheli champa rang tera sone jaisa
awara ye lutne aaya dekho yowan kaisa
aise diwane se to bas mujhko bachaye ram
chameli mera nam aur champa mera nam
tum dono ka diawna mai bhawra mera nam
chameli mera nam aur champa mera nam
wo jidhar dekh rahe hai sab udhar dekh rahe hai
wo jidhar dekh rahe hai sab udhar dekh rahe hai
hum to bas dekhne walo ki najar dekh rahe hai
wo jidhar dekh rahe hai sab udhar dekh rahe hai
kisi ke aane se ronak hai aaj mahfil me
kisi ke aane se ronak hai aaj mahfil me
ham to bas sham se khushiyo ki sahar dekh rahe hai
hum to bas dekhne walo ki najar dekh rahe hai
wo jidhar dekh rahe hai sab udhar dekh rahe hai
bahut kharab hai gairo se bate karte hai
bahut kharab hai gairo se bate karte hai
aji suniye hum idhar kya udhar dekh rahe hai
hum to bas dekhne walo ki najar dekh rahe hai
wo jidhar dekh rahe hai sab udhar dekh rahe hai
barkha bairan, zara tham ke barso
pee mere aa jaye to
chahe jam ke fir barso
barkha bairan, zara tham ke barso
pee mere aa jaye to
chahe jam ke fir barso
barkha bairan
pee se hai mera milan, kyu hai ri tujhko jalan
pee se hai mera milan, kyu hai ri tujhko jalan
haye re papan jara ruk ja, jara tham ja
barkha bairan, zara tham ke barso
pee mere aa jaye to
chahe jam ke fir barso
barkha bairan
pee ko mere aane de, ang se lag jane de
pee ko mere aane de, ang se lag jane de
fir to dushman yu barasna
jane paye wo na re
barkha bairan, zara tham ke barso
pee mere aa jaye to
chahe jam ke fir barso
barkha bairan
barkhaa raani, zaraa jam ke barso
meraa dilbar jaa naa paye, jhumkar barso
barkhaa raani, zaraa jam ke barso
meraa dilbar jaa naa paye, jhumkar barso
barkhaa raani
ye abhi to aaye hai
kahte hai ham jaaye hai
ye abhi to aaye hai
kahte hai ham jaaye hai
tu baras barso baras
ye umr bhar naa jaaye re
barkhaa raani, zaraa jam ke barso
meraa dilbar jaa naa paye, jhumkar barso
barkhaa raani
mast saavan ki ghataa
bijuriyaa chamkaa zaraa
mast saavan ki ghataa
bijuriyaa chamkaa zaraa
yaar meraa dar ke mere
sine se laga jaaye re
barkhaa raani, zaraa jam ke barso
meraa dilbar jaa naa paye, jhumkar barso
barkhaa raani, zaraa jam ke barso
meraa dilbar jaa naa paye, jhumkar barso
barkhaa raani
bacho suno kahta hu mai tumse meri sachi kahani
bacho suno kahta hu mai tumse meri sachi kahani
koi nahi jane jise aisi hai ye dil ki kahani
sapna mera jhakhami hua sahne ko gam tanha raha
jane kaha mai chal diya manzil meri hai lapata
bacho suno kahta hu mai tumse meri sachi kahani
pide sitam khata raha fir bhi too mai gaata raha
tum jo mile bhula hu gam sapne dukhe dil ki kasam
bacho suno kahta hu mai tumse meri sachi kahani
mera sabak pura nahi ho jayega pura kabhi
bacho tumhe batlauga fir mai use dohraunga
bacho suno kahta hu mai tumse meri sachi kahani
koi bhi na jane ise aisi hai dil ki kahani
nautak mangta ke pau ser mangta
nautak mangta ke pau ser mangta
bolo mainu bolo tumko kya mangta
adha mangta ke pauwa mangta
bolo mainu bolo tumko kya mangta
nautak mangta ke pau ser mangta
bolo mainu bolo tumko kya mangta
aaike aaika aaika pandu ba taja hai mal pahli dhar ka
ghe ghe re ghe ghe re sahiba isme mila hai rang pyar ka
aaike aaika aaika pandu ba taja hai mal pahli dhar
ghe ghe re ghe ghe re sahiba isme mila hai rang pyar ka
peele peele chiz badi majedar hai
manle tu kahna yar apne yar ka
itna acha mal hai ye sabko mangta sabko manta
bolo mainu bolo tumko kya mangta
nautak mangta ke pau ser mangta
bolo mainu bolo tumko kya mangta
aaj jo piye bas wahi jiye life me kal ka bharosha hai kya
shayad tujhe pine na de wife ka ghar me bharosha hai kya
aaj jo piye bas wahi jiye life me kal ka bharosha hai kya
shayad tujhe pine na de wife ka ghar me bharosha hai kya
thodi thodi nahi men bindas pee
gum mitale dil ke tu sochta hai kya
soda mangta ke pani mangta ke pau ser mangta
bolo mainu bolo tumko kya mangta
marne ke bad hamari yaad me aansu bahate hai
nawazish hai ye unki aaj wo
do gul chadate hai
mazare ishq to kaanto ke bhi
kabil nahi hota, allah
wo sar khole hamari
kabr pe diwana war aaye
are isi ko maut kahte hai to ya rab
bar bar aaye
ke aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
mujhse nasib achhe hai
mujhse nasib achhe hai
are mere mazar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai, aaye hai, are aaye hai, aaye hai
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
ab to wo bhi ishq ke maare najar aane lage
are unki bhi nind ud gayi
tare najar aane lagi
are dil paresha, are aankh veera
ha ha julf barham, lab khamosh
ab to wo kuch aur bhi pyare najar aane lage
aake hamari kabar pe tune jo muskura diya
bijli chamak ke gir padi sara kafan jala diya
haye chain se so raha tha mai, allah
chain se so raha tha mai
odhe kafan mazar me
aur yaha bhi satane aa gaye
kisne pata bata diya
yaha bhi satane aa gaye
kisne pata bata diya
aaye hai, aaye hai, are aaye hai, aaye hai
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
mujhse nasib achhe hai
mujhse nasib achhe hai
mere mazar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
bijli kabhi giri, kabhi sayyad aa gaya
hamne to char din bhi na dekhe bahar ke
hamne to char din bhi na dekhe bahar ke
sayyad tere hukme rihai ka shukariya
hum to kafas me kaat chuke din bahar ke
hum to kafas me kaat chuke din bahar ke
hum to kafas me kaat chuke din bahar ke
are wada wo kar gaye the
suno mujhse sham ka
wada wo kar gaye the
suno mujhse sham ka
to kaise katenge char pahar intzar ke
to kaise katenge char pahar intzar ke
to kaise katenge char pahar intzar ke
kiya tha wada ke aayenge wo charag jale
tamam raat charago se dil ke daag jale
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, ha dekha tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ke haye, ke haye kaise kate umariya
aas hi aas me, biti jaye
hamre nayan darsh bin tarse
tum bin balam kachhu na suhaye
tori preet ke karan mose
ruthe apne paraye
sab ruthe, ek tum mat ruthiyo
tum ruthio to gazab ho jaye re
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, ha dekha tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
aise naa the ham jaisi hamaari ki rusawaayi logo ne
kuchh tumne kuchh tun ne, badnaam kiya kuchh
aag lagaayi logo ne, aise naa the ham
ho sakta hai tumne jo dekha ho, sanam tumhaari najaro kaa dokha ho
dil se naa dur karo yaar hame, hamne kiya hai pyaar tumhe
ho sakta hai tumne jo dekha ho, sanam tumhaari najaro kaa dokha ho
ek jara si baat pe kya kya baat banaayi logo ne
kuchh tumne kuchh tumne badnaam kiya, kuchh aag lagaayi logo ne
thokar me iss dil ko liye, thod ke tum tho chal bhee diye
tumko khabar kya sheher me uss din, id manaayee logo ne
kuchh tumne kuchh tumne badnaam kiya, kuchh aag lagaayee logo ne
aise naa the ham, jaisi hamaari, ki rusawaayi logon ne,
kuchh tum ne, kuchh tun ne, badnaam kiya kuchh
aag lagaayi logo ne, aise naa the ham
bunde nahi sitaare tapake hai kahakashaa se
sadake utar rahe hai tum par ye aasmaa se
bunde nahi sitaare tapake hai kahkashaa se
moti ke rang rut ke qatare damak rahe hai
yaa reshami lato me juganu chamak rahe hai
aanchal me jaise bijali kaunde yahaan vahaan se
sadake utar rahe hai tum par ye aasmaa se
dekhe to koi aalam bhige se pairahan kaa
paani me hai ye shulaa, yaa nur hai badan kaa
angadaai le rahe hai, aramaa javaa javaa se
sadake utar rahe hai tum par ye aasmaa se
pahalu me aake mere kyaa chiz lag rahi ho
baaho ke daayare me tasvir lag rahi ho
hairaa hu ke tumako dekhun kahaan kahaan se
sadake utar rahe hai tum par ye aasmaa se
bunde nahi sitaare tapake hai kahakashaa se
sadake utar rahe hai tum par ye aasmaa se
bunde nahi sitaare tapake hai kahkashaa se
jiske liye sabko choda, usi ne mere dil ko toda
jiske liye sabko choda, usi ne mere dil ko toda
wo bewafa, wo bewafa kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
tujhse pyara koi mila, choda tujhe to kyu hai gila
tujhse pyara koi mila, choda tujhe to kyu hai gila
mai bewafa ha mai bewafa kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
jiske liye sabko choda, usi ne mere dil ko toda
dekho kya khush hoke payal ko jhankare
jal ke rah jaye dil aise kare ishare
dekho kya khus hoke payal ko jhankare
jal ke rah jaye dil aise kare ishare
aage mere sitamgar gair ke dil me baske
kaisi besharmi se bat kare has has ke
kaise kahu kya ho gaya, kal mera dil thi jo dilruba
kaise kahu kya ho gaya, kal mera dil thi jo dilruba
wo bewafa, wo bewafa kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
tujhse pyara koi mila, choda tujhe to kyu hai gila
mai tu hu ek titli udne firne wali
kaise rahungi baithi ek hi dil ki dali
mai tu hu ek titli udne firne wali
kaise rahungi baithi ek hi dil ki dali
jab ik se ik badhke hai pyar ke najare
fir kyu na lahrau, kyu na karu ishare
kaisi sharam kaisi haya, jab se mila hai sathi naya
kaisi sharam kaisi haya, jab se mila hai sathi naya
mai bewafa ho mai bewafa kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
jiske liye sabko choda, usi ne mere dil ko toda
pyar nasha hai aisa jispe cha jata hai
aas pas bhi usko kam hi najar aata hai
pyar nasha hai aisa jispe cha jata hai
aas pas bhi usko kam hi najar aata hai
mana ke mere dil me pyari is ek ladki
aan basi hai fir se banke shama mere ghar ki
chaha use to kya hua, isme kisi ka jata hai kya
chaha use to kya hua, isme kisi ka jata hai kya
wo bewafa ha mai bewafa kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
o jani o jani jani tum o jani tum
o jani o jani jani tum o jani tum
ruthe ruthe ache lagte ho
bade pyare pyare lagte ho
o jani o jani jani tum o jani tum
pahli bar dekha hai apka diwanapan
dil ko pyar aa gaya is ada pe janeman
yu hi raho ruthe hue meri kasam
o jani o jani jani tum o jani tum
bade pyare pyare lagte ho
o jani o jani jani tum o jani tum
ruth ke chale ho to mud ke dekhte ho kyu
hum tumhe manyenge aisa sochte ho kyu
jana hai jan le o sanam
o jani o jani jani tum o jani tum
bade pyare pyare lagte ho
o jani o jani jani tum o jani tum
dil yaha hai apka ap kaha jayenge
kache dage se bandhe khud hi chale ayenge
dekhiye ruk rahe hai kadam
o jani o jani jani tum o jani tum
bade pyare pyare lagte ho
o jani o jani jani tum o jani tum
o jani o jani
sata sata ke khush hote ho tum bhi ho kya insano jaise
sata sata ke khush hote ho tum bhi ho kya insano jaise
tab mane bhagwan tumhe jab kam karo bhagwano jaise
om hari om om hari om sata sata ke khush hote ho
tum bhi ho kya insano jaise tab mane bhagwan tumhe
jab kam karo bhagwano jaise om hari om om hari om
dekhe na jisne bahar bhi us kali ko tod rahe ho
kaun kahega tumhe khiawaya bhawar me chhod rahe ho
namam hokar khus hote ho tum bhi ho kya tufano jaise
tab mane bhagwan tumhe jab kam karo bhagwano jaise
om hari om om hari om
mamta par kya beet rahi hai kaise pahchaoge
mamta par kya beet rahi hai kaise pahchaoge
maa ka dil ban kar dekho tab dard mera janoge
tum to antaryami ho phir chup ho kyu anjano jaise
tab mane bhagwan tumhe jab kam karo bhagwano jaise
om hari om om hari om sata sata ke khush hote ho
tum bhi ho kya insano jaise tab mane bhagwan tumhe
jab kam karo bhagwano jaise om hari om om hari om
om hari om om hari om om hari om om hari om
om hari om om hari om om hari om om hari om
om hari om om hari om om hari om om hari om
om hari om om hari om
apna sab ko rup dikhau jab ishwar ke man me aaya
tab na usne tujhko babnaya tujhme apna rup sajaya
ab tera maa janamdin aaya
happy birthdar o mamma dear mamma
happy birthday to you o mamma dear mamma
happy birthday to you la lala lala la lala la la
jiwan ke jitne pal humne god me teri gujare
jiwan ke jitne pal humne god me teri gujare
lagte hai sabse pyare o mamma dear mamma
o mamma pyari mamma happy birthday to you
o mamma dear mamma happy birthday to you
pyar ko tu anurog samjhke sab kuch hampe lutaye
pyar ko tu anurog samjhke sab kuch hampe lutaye
lakho hi upkar kare upkar kabhi jataye o mamma dear mamma
o mamma pyari mamma happy birthday to you
o mamma dear mamma happy birthday to you
hum hai tere pyar ki kaliya
tu mamata ki dali hum hai tere pyar ki kaliya
tu mamata ki dali janam diwas ho tujhko mubarak
humko janam dene wali o mamma dear mamma
o mamma pyari mamma happy birthday to you
o mamma dear mamma happy birthday to you
o mamma dear mamma happy birthday to you
o mamma dear mamma happy birthday to you
la lala lala la lala la la
madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
jina uska jina hai jo oro ko jiwan deta hai
madhuban khusbu deta hai
suraj na ban paye to
banke deepak jalta chal
suraj na ban paye to
banke deepak jalta chal
pul mile ya angare
sach ki raho pe chalta chal
pyar dilo ko deta hai
ashko ko daman deta hai
jina uska jina hai jo oro ko
jiwan deta hai
madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
madhuban khusbu deta hai
chalti hai laharake pawan
ke sans sabhi ki chalti rahe
chalti hai laharake pawan
ke sans sabhi ki chalti rahe
logo ne tyag diye jiwan
ke preet dilo me palti rahe
ke preet dilo me palti rahe
dil wo dil hai jo
oro ko apni dhadkan deta hai
jina uska jo oro ko jiwan deta hai
madhuban khusbu sagar jiwan deta hai
madhuban khusbu
jijaji jijaji hone vale jijaji
jijaji jijaji hone vale jijaji
shadi ke phere hai saat aur hamari sharte saat
tumko ho manzur agar tabhi milega didi ka hath
jijaji jijaji hone vale jijaji
jijaji jijaji hone vale jijaji
pahali shart aapko bata de ki didi khana nahi pakayegi
are iski mujhe paravah nahi hotel se khana manga lunga
dusari ye shart hai hamari ki nain kisi se nahi ladaoge
are divana hu in naino ka in se mai nain ladaunga
sali o saliji hone vali saliji
jijaji jijaji hone vale jijaji
tisari ye shart hai hamari ki sidhe daftar se ghar aaoge
oye ghar ke siva jana kaha ghar me hi daftar bana lunga
aur chauthi shart hai hamari ki didi ko tum sari kamayi doge
na rakhunga mai kuchh apne liye sab kuch inhe mai de dunga
sali o saliji hone vali saliji
jijaji jijaji hone vali jijaji
aur panchavi shart to suniye
didi jab bhi mayike me jayegi to jaldi vapas nahi bulaoge
are ghar-vali bin ghabaraya dil to saliji tumako bula lunga
chhathi shart to suniye
didi ki tarif me hamesha nayi kavita roz sunaoge
kavita meri na bhayegi to tulsi ke dohe suna dunga
satvi ye shart hai hamari ki didi bache nahi khilayegi
are didi ko kasht na dunga kabhi bacho ko khud hi sambhalunga
meri bhi ek shart suno ji, are bas, bas, bas
shadi zara hone to do jo bhi kahogi mai manunga
biviji ho biviji hone vali biviji
biviji ho biviji hone vali biviji
madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
jina uska jina hai jo oro ko jiwan deta hai
madhuban khusbu deta hai
suraj na ban paye to
banke deepak jalta chal
suraj na ban paye to
banke deepak jalta chal
pul mile ya angare
sach ki raho pe chalta chal
pyar dilo ko deta hai
ashko ko daman deta hai
jina uska jina hai jo oro ko
jiwan deta hai
madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
madhuban khusbu deta hai
chalti hai laharake pawan
ke sans sabhi ki chalti rahe
chalti hai laharake pawan
ke sans sabhi ki chalti rahe
logo ne tyag diye jiwan
ke preet dilo me palti rahe
ke preet dilo me palti rahe
dil wo dil hai jo
oro ko apni dhadkan deta hai
jina uska jo oro ko jiwan deta hai
madhuban khusbu sagar jiwan deta hai
madhuban khusbu
kaise jeet lete hai log dil kisi ka
kaise jeet lete hai log dil kisi ka
kaise jeet lete hai log dil kisi ka
koi to sikha de hame pyar ka salika
kaise jeet lete hai log dil kisi ka
koi mahbuba hamko chahe
pyar ke wade kar ke nibhaye
ankho me ye khwab liye hum
sare jaha me bhatka kiye hum
haye re dil ki kamnasibi
humko dil mila na kisi rup ki kali ka
kaise jeet lete hai log dil kisi ka
kaise jeet lete hai log dil kisi ka
koi to sikha de hame pyar ka salika
kaise jeet lete hai log dil kisi ka
hamne na dekha julfo ka sawan
hamne na thama kisi ka daman
leke chale koi hamko waha par
rahte hai dildar jaha par
haye re dil ki kamnasibi
humko na mila pata dildar ki gali ka
kaise jeet lete hai log dil kisi ka
kaise jeet lete hai log dil kisi ka
koi to sikha de hame pyar ka salika
kaise jeet lete hai log dil kisi ka
madhuban khushbu deta hai, sagar sawan deta hai
jina uska jina hai, jo auro ko jiwan deta hai
madhuban khushbu deta hai
suraj na ban paye to ban ke deepak jalta chal
suraj na ban paye to ban ke deepak jalta chal
phul mile ya angare, sach ki raho pe chalta chal
sach ki raho pe chalta chal
pyar dilo ko deta hai, ashko ko daman deta hai
jina uska jina hai, jo auro ko jiwan deta hai
madhuban khushbu deta hai, sagar sawan deta hai
madhuban khushbu deta hai
chalti hai laharake pawan ke sans sabhi ki chalti rahe
chalti hai laharake pawan ke sans sabhi ki chalti rahe
logo ne tyag diye jiwan, ke preet dilo me palti rahe
ke preet dilo me palti rahe
dil wo dil hai jo auro ko, apni dhadkan deta hai
jina uska jina hai, jo auro ko jiwan deta hai
madhuban khushbu deta hai, sagar sawan deta hai
madhuban khushbu deta hai
dilli me paida hui pali muradabad
naam hai mera ramwati, dilwaalo rakhna yaad
haay rabba, haay haay rabba
haay rabba, haay haay rabba
haay rabba kyu main jawan ho gayi
haay rabba kyu main jawan ho gayi
sabki nazar beimaan ho gayi
haay rabba kyu main jawan ho gayi
sabki nazar beimaan ho gayi
are ramwati badi pareshan ho gayi
haay rabba, haay haay rabba
haay rabba, haay haay rabba
haay rabba kyu main jawan ho gayi
sabki nazar beimaan ho gayi
dekh ke meri mast jawani
paagal ho gaye log
chakku chal gayi, chhuriyan chal gayi
ghayal ho gaye log
are dekh ke meri mast jawani
paagal ho gaye log
chakku chal gayi, chhuriyan chal gayi
ghayal ho gaye log
sare shehar me halla ho gaya
sare shehar me halla ho gaya
mushkil me meri jaan ho gayi
are ramwati badi pareshan ho gayi
haay rabba, haay haay rabba
haay rabba, haay haay rabba
haay rabba kyu main jawan ho gayi
sabki nazar beimaan ho gayi
koi maare aankh mujhko
koi dupatta khinche
koi dikha ke note ye bole
aa parde ke pichhe
koi maare aankh mujhko
koi dupatta khinche
koi dikha ke note ye bole
aa parde ke pichhe
koi maange chummi chumma
koi maange chummi chumma
duniya ye kaise shaitaan ho gayi
are ramwati badi pareshan ho gayi
haay rabba, haay haay rabba
haay rabba, haay haay rabba
haay rabba kyu main jawan ho gayi
sabki nazar beimaan ho gayi
haay rabba kyu main jawan ho gayi
sabki nazar beimaan ho gayi
ramwati badi pareshan ho gayi
chhum chhanan baaje re paayal
baaje re paayal, baaje re paayal
gori ka man re hua re ghayal
hua re ghayal, hua re ghayal
aaja re saathiya, dil tujhe hai diya
aaja re, aaja re
dil me hai tera hi naam o sahiba
main radha tu mera shyaam o sahiba
meri aankho me tu, meri saanso me tu
dil ki dhadkan me tu subah shaam
dil me hai tera hi naam o sahiba
main radha tu mera shyaam o sahiba
meri aankho me tu, meri saanso me tu
dil ki dhadkan me tu subah shaam
chhum chhanan baaje re paayal
baaje re paayal, baaje re paayal
gori ka man re hua re ghayal
hua re ghayal, hua re ghayal
mera tan man, chandan sa lage
mera yauvan, maduban sa lage
tere liye maine chhodi hai duniya
tu mujhko na chhodna
mera tan man, chandan sa lage
mera yauvan, maduban sa lage
tere liye maine chhodi hai duniya
tu mujhko na chhodna
duniya se kya mujhko kaam o saahiba
main radha tu mera shyaam o sahiba
pyaar kya hai, do dilo ki juba
dil kya hai, dard ki daasta
ho pyaar me jo bhi mite hai gori
vo na mitenge kabhi
pyaar kya hai, do dilo ki juba
dil kya hai, dard ki daasta
ho pyaar me jo bhi mite hai gori
vo na mitenge kabhi
unko hai mera salaan o saahiba
main radha tu mera shyaam o sahiba
dil me hai tera hi naam o sahiba
main radha tu mera shyaam o sahiba
ho meri aankho me tu, meri saanso me tu
dil ki dhadkan me tu subah shaam
chhum chhanan baaje re paayal
baaje re paayal, baaje re paayal
gori ka man re hua re ghayal
hua re ghayal, hua re ghayal