man ka ye panchhi haye kare kya
sone ke pinjre me kaid ho gaya
zindagi ye fadfada ke haye rah gayi
zalim zamane ne kaat diye par
man ka ye panchhi haye kare kya
sone ke pinjre me kaid ho gaya
zindagi ye fadfada ke haye rah gayi
zalim zamane ne kaat diye par
man ka ye panchhi haye kare kya
sone ke pinjre me kaid ho gaya
aag humare dil me lagi hai
phir bhi jawani naach rahi hai
aag humare dil me lagi hai
phir bhi jawani naach rahi hai
apne kiye pe khush hai zamana
hum to bane hai sabka nishana
zindagi ye fadfada ke haye rah gayi
zalim zamane ne kaat diye par
man ka ye panchhi haye kare kya
sone ke pinjre me kaid ho gaya
jaye kahan par ud sake na dil
raahe andheri haye re mushkil
jaye kahan par ud sake na dil
raahe andheri haye re mushkil
duniya ke bhid me hosh kho gaya
milta nahi hai koi raasta
zindagi ye fadfada ke haye rah gayi
zalim zamane ne kaat diye par
man ka ye panchhi haye kare kya
sone ke pinjre me kaid ho gaya