saanso me chandan sa
aankho me kajal sa
hotho pe geeto sa
paanvo me payal sa
sapna mera sapna
pyara sapna sundar sapna
chhalka jo ghadta tha pyar se
bechain firti thi kispe lutau
ik raja rani ki chahat anokhi thi
kisko kahani sunau
ik sukh ko tarsi thi
aanchal ko kore laga de koi daag
sapna mera sapna
pyara sapna mitha sapna
jo kal aankho me tha aaj baaho me hai
mera sapna pyara sapna
mitha sapna mera sapna
paaon mein payal sa sapna
mera sapna pyara sapna
meetha sapna jo kal aankho me tha
aaj baho mein hai
mera sapna pyara sapna
meetha sapna sundar sapna
chalka jo karta tha pyar baichen
firti thi kis pe lutaau
ek raja rani ki
chahat aanokhi thi
kisko kahani sunaau
hatho mein chandan sa
aankho mein kajal sa
hotho mein geeto sa
paaon mein payal sa
sapna mera sapna
pyara sapna sundar sapna
chalka jo karta tha pyar baichen
firti thi kis pe lutaau
ek raja rani ki
chahat aanokhi thi
kisko kahani sunaau
ek sukh ko tarasti thi
anchal pe kore laga de
koi daag apna
mera sapna pyara sapna
meetha sapna jo kal
aankho mein tha aaj baaho mein hai
mera sapna pyara sapna
meetha sapna sundar sapna
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
bhala raha tose banwari ka chhora
mukhda salona banka rang bada gora
hontho pe lali thi
aankho me kajra
ek hath paan liye
duje me gajra
paan liya jhatak
use diya ek dhakka
aa aa bhali mori niyat
kharab kini balma
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
tum se to acche bude vedh ji videsh re
dhare bada dhyan mori ji na lage thesh re
nabaj dhari hath kaha acchi hai chhori
vedh ji ri bhul bhaye kare barjori
vinti na mani chirori na jani
mori halat badi behisab kini balma
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
jiya mane na khadi taku saiya
ho koi aawe re mai to jhaku saiya
jiya mane na khadi taku saiya
ruiya dhunke re jiya kanpe sunke re
ho rahu sapne banke re ho ji
odhu chunri chunkre re ho ji
ho jiya mane nahi khadi taku saiya
ho koi aawe re mai to jhaku saiya
mukh ye gora tan ye kora
saiya ek din to chu le
yu na tarsa lage dar sa
mohe sudh budh na bhule
doli jaye baiya aaja more saiya
sanse ye chhu le
runiya dhunke re jiya kanpe sunke re
ho rahu sapne banke re ho ji
odhu chunri chunkre re ho ji
jiya mane nahi khadi taku saiya
ho koi aawe re mai to jhaku saiya
lat jo latke khau jhatke chaal jadu si lage
mane kahna tan ka chaina kaahe aise mei tyage
mangu tori saiya aaja more baiya
preet ki jage rui
ruiya dhunke re jiya kanpe sunke re
ho rahu sapne banke re ho ji
odhu chunri chunkre re ho ji
ho jiya mane nahi khadi taku saiya
ho koi aawe re mai to jhaku saiya
ho jiya mane nahi khadi taku saiya
ho koi aawe re mai to jhaku saiya
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
jab mai ho gayi jab mai ho gayi
jab mai ho gayi chaudah baras ki
jab mai ho gayi chaudah baras ki
logo ne picha mora kina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
jab mai ho gayi
jab mai ho gayi pandrah baras ki
jab mai ho gayi pandrah
jab mai ho gayi pandrah baras ki
jab mai ho gayi pandrah baras ki
sar se dupatta mora china
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
jab mai ho gayi jab mai ho gayi
jab mai ho gayi jab mai ho gayi
jab mai ho gayi jab mai ho gayi
jab mai ho gayi jab mai ho gayi
jab mai ho gayi solah baras ki
jab mai ho gayi solah baras ki
godi me mohe bhar lina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram nathaniya ne
nathaniya ne haye ram nathaniya ne
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
saiya ke gavo me taro ki chhav me
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
pahne payaliya ghote ki angaiya
khud se bhi sharmaungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
sasu khadi khadi khadi mora ghunghata uthaye
dekhe mohe jiya bhare kaha balihari jaye
bole sasur badi pari bahu hum chun ke laye
hoke magan mai bhi khushi khushi moti lutawe
kahve nandiya bhabhi to bhaiya
mai to chura le jaungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
mohe bhaye ye resham ke jode
pal pal khanke chandi ke tode
bala devra aa pichha na chhod e
achra khenche baiya marode
kahwe jethani mai tohe rani
sone ke jhumke laungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
layi more piya tore liye bala joban re
kaali late mori bhara bhara gora badan re
garva mohe laga laga piya bhari di jo man re
pyasi mai na rahu kasam tohe more sajan re
jitna satave jitna fasave utni mai wari jaungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
pahne payaliya ghote ki angaiya
khud se bhi sharmaungi
diwana dil hai pyar ka
diwane dil ko pyar do
thodi si raat ke liye choti si baat ke liye
yu satao na haye haye yu satao na
diwana dil hai pyar ka
diwane dil ko pyar do
thodi si raat ke liye choti si baat ke liye
yu satao na haye haye yu satao na
najar aa rahi hai tumhari
aankho me khwabo ki manjil
aise me tufan koi dil me dabana hai muskil
maan jao na yu satao na
diwana dil hai pyar ka
diwane dil ko pyar do
thodi si raat ke liye choti si baat ke liye
yu satao na haye haye yu satao na
yahi pal to hai zindagi ke
baki nigaho ka dhokha
khushi se bichad jayenge hum
agar tune ab dil ko roka
pas aao na yu satao na
diwana dil hai pyar ka
diwane dil ko pyar do
thodi si raat ke liye choti si baat ke liye
yu satao na haye haye yu satao na
dil kabhi tumne diya tha ye tumhe yad rahe
dil kabhi tumne diya tha ye tumhe yad rahe
pyar tumne bhi kiya tha ye tumhe yad rahe
dil kabhi tumne diya tha ye tumhe yad rahe
tumko shayad mere gum ka koi ahsas nahi
chand ashko ke siwa kuch bhi mere pas nahi
koi ro ro ke jiya tha ye tumhe yad rahe
pyar tumne bhi kiya tha ye tumhe yad rahe
dil kabhi tumne diya tha ye tumhe yad rahe
ye irada tha kate sath mohabbat ka safar
jindagi aake ruki jab kisi dorahe par
tumne muh mod liya tha ye tumhe yad rahe
pyar tumne bhi kiya tha ye tumhe yad rahe
dil kabhi tumne diya tha ye tumhe yad rahe
tumko deta hai dua tumne mitaya hai jise
sokh daman ki hawao ne bujhaya hai jise
wo kisi dil ka diya tha ye tumhe yad rahe
pyar tumne bhi kiya tha ye tumhe yad rahe
dil kabhi tumne diya tha ye tumhe yad rahe
pyar tumne bhi kiya tha ye tumhe yad rahe
dil kabhi tumne diya tha ye tumhe yad rahe
so ja sanam teri jawa palko tale
ninde saja du mai
so ja sanam teri jawa palko tale
ninde saja du mai so ja sanam
chandni me nahaake har kali ko sulake
aa rahi hai hawa
ek mithi si lori ga rahi hai hawa
dhundhe tumjhe sapno ki bahe gori gori
so ja sanam teri jawa palko tale
ninde saja du mai so ja sanam
ped sakhe jhukake phul khusbu lutake
so gaye hai sabhi nind ki wadiyo me
kho gaye hai sabhi bechain hai
chanda ki baaho me chakori
so ja sanam teri jawa palko tale
ninde saja du mai
so ja sanam teri jawa palko tale
ninde saja du mai
so ja sanam so ja sanam
mujhe teri baho me na jane kya milta hai
mujhe teri baho me na jane kya milta hai
tan mera mahakta hai ang ang khilta hai
mujhe teri baho me na jane kya milta hai
mujhe teri baho me na jane kya milta hai
jane bat kya hia jane raz kya hai
bar bar mera pyar sochta hai
jane bat kya hia jane raz kya hai
bar bar mera pyar sochta hai
kyu teri nigaho se nigahe milake
hosh nahi rahta hai mujhe teri baho me
na jane kya milta hai
tan mera mahakta hai ang ang khilta hai
mujhe teri baho me na jane kya milta hai
mujhe teri baho me na jane kya milta hai
tere pas aake tere sath rahke
kaise dil na dhadke kaise dil na bahke
tere pas aake tere sath rahke
kaise dil na dhadke kaise dil na bahke
tu hai mere samne to mujhe dunia ka
hosh nahi rahta hai mujhe teri baho me
na jane kya milta hai
tan mera mahakta hai ang ang khilta hai
mujhe teri baho me na jane kya milta hai
mujhe teri baho me na jane kya milta hai
love can fly high and high
love can touch every style
love can fly high and high
love can touch every style
belive me belive me
love is free
love can sing on any tune
sing on any tune
love can dance on any bit
love can grow in which is know
love can grow in burning hit
belive me belive me
love is free
love is as, as the sky
love is as, as the sky
love is as the, as the sea
love is beauty and love is joy
love is for yu and love is for me
belive me belive me
love is free
love can fly high and high
love can touch every style
do hoth hile ek geet suna
mahke fulo ki jawani jhum gayi
teri payal ka sangit suna
bahte jharno ki jawani jhum gayi
do hoth hile ek geet suna
mahke fulo ki jawani jhum gayi
rimjhim ras barse sunhari julf ki chaw me
nach uthi gori hatakar mehandi paw me
ki nagme bikhre fizao me
do hoth hile ek geet suna
mahke fulo ki jawani jhum gayi
teri payal ka sangit suna
bahte jharno ki jawani jhum gayi
teri sanso me saje hai mithe sur aise
bin chede koi surila saj baje jaise
na bhaye sang tera kaise
do hoth hile ek geet suna
mahke fulo ki jawani jhum gayi
teri payal ka sangit suna
bahte jharno ki jawani jhum gayi
ae pyar mujhe ro lene de
ae pyar mujhe ro lene de
ke meri palko ke kinare jalte hain
ek aag lagi armano me
ke mere jeene ke sahare jalte hain
ae pyar mujhe ro lene de
ke meri palko ke kinare jalte hain
tere liye toda hain sona ka pinjra
apna lahu dungi teri berang baharo ko
ab chun le raah ke khaabo ko
ae pyar mujhe ro lene de
ke meri palko ke
kaise jiyenge hum jiyenge agar dub ke aaho me
kab se presha hain milan ke khaab nigaho me
bulale pyar ke baho me
do ghunt le ek geet suna
jab ban jaaye chor sipahiya
jab ban jaaye chor sipahiya
jab ban jaaye chor sipahiya
kaha rapat likhaaye koi dayya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
jab ban jaaye chor sipahiya
ho jab ban jaaye chor sipahiya
kaha rapat likhaaye koi dayya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
naa jaal bichhaake maare naa teer chalaake maare
ek kaatil dekha aisa jo jaan bachaake maare
ek kaatil dekha aisa jo jaan bachaake maare
chupke se aaye dil me bas jaaye phir aankh churaaye
jab naav duboye khevayya ho jab naav duboye khevayya
kaha rapat likhaaye koi dayya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
naa le aaye chunari kangana
naa le jaaye apne angana
bin maang bhare koi dulhan
jab maane kisi ko sajana
bin maang bhare koi dulhan
jab maane kisi ko sajana
mile sajan sajeela man rang de rangeela
koi chhail chhabila
chhal kar jaaye ban kar kanhaiyya
o chhal kar jaaye ban kar kanhaiyya
kaha rapat likhaaye koi dayya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
jab ban jaaye chor sipahiya
ho jab ban jaaye chor sipahiya
kaha rapat likhaaye koi dayya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
ki tu hi batalaade maahiya
tanik samjha de maahiya
chaubaare pe, chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya
ho chunni le gaya kabutar banke
chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya
ho chunni le gaya kabutar banke
chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya
ho chunni le gaya kabutar banke
jee me aaya paapi ke mai pankh kutar du saare
ho jee me aaya paapi ke mai pankh kutar du saare
ja na sake ye luccha aur kisi ke dwaare
pahle ki chori phir seena jori
pahle ki chori phir seena jori
baitha saamne bane re kaisa tanke
chaubaare pe, chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya
ho chunni le gaya kabutar banke
chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya
haaye chunni le gaya kabutar banke
phir ye soch kyu naa isko pinjare me panhuchaau
phir ye soch kyu naa isko pinjare me panhuchaau
chonch mai iski roj maroru aisa sabak sikhaau
wo maarke udaadi kahane laga meri pyaari
wo maarke udaadi kahane laga meri pyaari
kabhi chhat pe naa aana ban than ke
chaubaare pe, chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya
ho chunni le gaya kabutar banke
chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya
haaye chunni le gaya kabutar banke
chaubaare pe mai baithi huyi thi chunni le gaya
haaye chunni le gaya kabutar banke
jale chita ki in lapto me
jab kisi maa ka suhaag
puchho naa bete ke man me
lag jaaye kaisi aag
ae maa mujhko saugandh teri
ae maa mujhko saugandh teri
har julm ka naam mita dunga
jaalim ke lahu se ek din mai
phir teri maang saja dunga
ae maa, ae maa
kyu huaa paraaya ghar aangan
kyu ujad gaya khushiyo ka chaman
pardesh bani kyu ye galiya
jin galiyo me khela bachpan
in galiyo me phir khushiyo ki mai
kaliya wahi bichha dunga
ae maa, ae maa mujhko saugandh teri
kyu milkar itani dur huye
maa ki aankho ke do taare
kyu milane se hi majbur huye
ek nadiya ke hi do dhaare
mat ro maa teri khoyi khushi
tujhko waapas lauta dunga
ae maa, ae maa mujhko saugandh teri
sardar aawe mera dil dhadaka
sardar aawe mera dil dhadaka
kuch to bata ye kaha ataka
kuch to bata ye kaha ataka
samne khada jo mere ek meharban hai
jiske sahare meri duniya jawan hai
samne khada jo mere ek meharban hai
jiske sahare meri duniya jawan hai
achha nahi accha nahi meri bali umariya
pyar ka ye jhataka, pyar ka ye jhataka
sardar aawe mera dil dhadaka
kuch to bata ye kaha ataka
dil ko apna aap chhupao
raat ko maru daka
do din mauj bahaaro ke aur
sau sau din ka faka
mai to sajan mere bhukhi tere pyar ki
mera ghar baar to hai gali mere yaar ki
mai to sajan mere bhukhi tere pyar ki
mera ghar baar to hai gali mere yaar ki
bhul ja mujhe bhul ja
abhi se dabale shola dil me jo bhadka
dil me jo bhadka
sardar aawe mera dil dhadaka
kuch to bata ye kaha ataka
mushkil hoga sath nibhana
dekh naa kar nadani
meri kismat me hai kante
tu phoolo ki rani
phool ki humesha kare kanta rakhwali
degi meri baat ki gawahi daali dali
phool ki humesha kare kanta rakhwali
degi meri baat ki gawahi dali dali
marji o teri marji
teri meri preet me raha na koi khatka
raha na koi khatka
sardar aawe mera dil dhadaka
mai jaan gaya ye kaha ataka
sardar aawe mera dil dhadaka
mai jaan gaya ye kaha ataka
ye kaisi hai sarsabj makhmal ki vadi
jaha saans le zindagi me aazadi
ye hanste huye kaafile zindagi ke
subah sham karte hai khushiyo se shadi
khudai daulat ki rangin umaish
kahin isse behtar nahi hai
jannat kaha hai jise shayaro ne
yahin hai yahin hai yahin hai
juda na karo chalti saanse jism se
juda na karo chalti saanse jism se
hai har saans chalti amanat khuda ki
khuda saans leta hai har zindagi me
har ek zindagi hai zamanat khuda ki
juda na karo chalti saanse jism se
bane bejuba goliyo ke nishane
ye kyun bekaso pe julm ho raha hai
khuda hi muhafiz raha zindagi ka
wo insa ke hatho katal ho raha hai
koi phir masiha bane sar uthaye
kare sar uthake hifazat khuda ki
khuda saans leta hai har zindagi me
har ek zindagi hai zamanat khuda ki
juda na karo chalti saanse jism se
pyara lage pyara lage pyara lage pyara lage
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
ye jami mil rahi hai dekh lo aasma se
aise do dil milenge dur dono jaha se
aa gale mil ke dono ho aa gale mil ke dono
raat ki baho se jaye gujar jaye gujar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
lout ke ja raha hai har koi aashiya ko
neend si aa rahi hai har thake karva ko
soi soi hawa ka ho soi soi hawa ka
hone lga dekho hum pe asar hum pe asar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
tu hai mere khuda ka kamal
tu hai mere khuda ka kamal
tu hai mere khuda ka kamal
husn tera aur badhe
mahra o rab khair kare
mahra o rab khair kare
tere nashe me bahak gayi chal
ye nasha zara aur chadhe
mahra o rab khair kare
mahra o rab khair kare
mera dil tha jo pichhle janam me
tere galo pe kala sa til ban gaya
ek manjil se bhula musafir
ek manjil se apni wo fir mil gaya
o maine dil ko jalaya maine tan pe sazaya
maine dil ko jalaya maine tan pe sazaya
hua chahat ka
hua cahhat ka pura sawal
hua cahhat ka pura sawal
ishq tera aur badhe
mahra o rab khair kare
mahra o rab khair kare
tere nashe me bahak gayi chal
tere nashe me bahak gayi chal
ye nasha zara aur chadhe
mahra o rab khair kare
mahra o rab khair kare
pyar itna na mujhse karo tum
koi dekhega humko to jal jaega
o meri baho me baithe raho tum
waqt marne ka aaya to tal jayega
kyu ghabraye jiya lage nazar na piya
kyu ghabraye jiya lage nazar na piya
apni baho me
apni baho me mujhko sambhal
apni baho me mujhko sambhal
jo husn madhosh kare
mahra o rab khair kare
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
mai jangal ke badshah se yari karu
genda bane ghoda mai sawari karu
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
hiran banu mai ghas pe dodu tote ke sang gau
hiran banu mai ghas pe dodu tote ke sang gau
hippo ke bache sang khelu nachu use nachau
hathi ke bache se pyar mai karu uske gale ka har mai banu
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
jebra aur ziraf machal kar jhume dhum machaye
jebra aur ziraf machal kar jhume dhum machaye
dekho sher bhi suraj aage kaise shish jhukaye
jaise panchhi udta hai mai bhi udu
dur dur jheel ki sair mai karu
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
jangal ki shobha hai janwar dharti ma ko pyare
jangal ki shobha hai janwar dharti ma ko pyare
jine ka adhikar hai inko koi inhe kyu mare
inko na mare koi sabse kahu hath jod jag se mai binti karu
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
mai jangal ke badshah se yari karu
genda bane ghoda mai sawari karu
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
lo hume
lo hume ha baaho me, ha tham lo
dekho ha roko na, sine me tufan ko
tum kaise nadan ho
lo hume ha baaho me, ha tham lo
roko na tufan ko
tum kaise nadan ho
tumko dekha to, rang nikhra bahar ka
dil me shola sa, muskuraya hai pyar ka
bhedi raat ko na jaye, dil me aag to na jaye
aao na roko na tufan ko
tum kaise nadan ho
sathi dhadke hai aaj, do dil nasib se
dur jaao na humko, dekho karib se
pyase honth suni baahe, tumse pyar lena chahe
aao na roko na tufan ko
tum kaise nadan ho
lo hume ha baaho me, ha tham lo
dekho ha roko na, sine me tufan ko
tum kaise nadan ho
roko na tufan ko
hosh me hum kaha, mil gaye do dil jawa
ye sama aisi waisi baato me kho jaye na
hosh me hum kaha, mil gaye do dil jawa
ye sama aisi waisi baato me kho jaye na
hosh me hum kaha, mil gaye do dil jawa
ho ek aag si jagi mere jajbaat me
kaise ghata pyasi rahe barsat me
ho ek aag si jagi mere jajbaat me
kaise ghata pyasi rahe barsat me
kahe ye sama aisi waisi baato me kho jaye na
hosh me hum kaha, agar mil gaye do dil jawa
o mahke labo ki, taajgi dede mujhe
pal bhar mere dil, ki khushi dede mujhe
o mahke labo ki, taajgi dede mujhe
pal bhar mere dil, ki khushi dede mujhe
ye sama aisi waisi, baato me kho jaye na
hosh me hum kaha, agar mil gaye do dil jawa
ye sama aisi waisi baato me kho jaye na
hosh me hum kaha, agar mil gaye do dil jawa
hosh me
saiya mila mohe nadiya kinare
kano me mere ye kahne laga
saiya mila mohe nadiya kinare
kano me mere ye kahne laga
ghunghta hatade ari bawri
mukhda dikhade ari bawri
mai to sharamayi mai to ghabrayi
saiya mila mohe nadiya kinare
kano me mere ye kahne laga
dhire se ghunghat ko sarkaya naina milake wo muskaya
thama mera hath hatho me uljha liya mujhko bato me
thodi si tarif karke kahne laga aahe bharke
kab se mera dil hai pyasa aa pyar karle jara sa
mai to sharamayi mai to ghabrayi
saiya mila mohe nadiya kinare
kano me mere ye kahne laga
wo apni had se na baz aaya mujhpe jara na taras khaya
mai ro padi to mujhe choda baho ki janjir ko toda
jade ka tha wo mahina ango se tapka pasina
tuta yaha khwab mera aankho ne dekha sawera
mai to sharamayi mai to ghabrayi
saiya mila mohe nadiya kinare
kano me mere ye kahne laga
saiya mila mohe nadiya kinare
kano me mere ye kahne laga
ghunghta hatade ari bawri
mukhda dikhade ari bawri
mai to sharamayi mai to ghabrayi
saiya mila mohe nadiya kinare
kano me mere ye kahne laga