People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Pyara Laga Pyara Safar
Lyricist: M.G.Hashmat
Album: Habari(1978)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Habari/Pyara-Safar-Pyara-Lage
pyara lage pyara lage pyara lage pyara lage
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar

ye jami mil rahi hai dekh lo aasma se
aise do dil milenge dur dono jaha se
aa gale mil ke dono ho aa gale mil ke dono
raat ki baho se jaye gujar jaye gujar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar

lout ke ja raha hai har koi aashiya ko
neend si aa rahi hai har thake karva ko
soi soi hawa ka ho soi soi hawa ka
hone lga dekho hum pe asar hum pe asar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar