Ambar Tale Jag Rahe Hum Tere
Aanchal Tale Rehte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Jaage Tere Liye Saari Umar
Tu Hi Aana Sulane Humein
Sar Tera Uncha Rahe Aye Watan
Koyi Jaane Na Jaane Humein
Koyi Jaane Na Jaane Humein
Ho Khushbu Ke Jaise Hawaon Mein
Hum Gumnaam Se Behte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Aye Maa Bharosa Rakhna Apni Santanon Par
Hum Tiranga Gaad Denge Aasmaano Par
Dushmanon Sun Lo Humein Jhukna Nahi Aata
Tumhari Goliyan Kam Hain
Hamari Chhatiyan Zyada
Hamare Naam Par Dholak Bajegi
Do Jahanon Mein
Marenge Yoon Ke Hum Zinda Rahenge
Dastanon Mein
Hindustan Ko Naaz Hoga Hum Deewanon Par
Hum Tiranga Gaad Denge Aasmaanon Par
Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare
Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare
Na Jhande Jhukenge Zikar Pe Humare
Par Jaan Nisaari Ki Jab Baat Hogi
Aage Milenge Kataaron Mein Hum
To Kya Zameen Pe Rahein Na Rahein
Muskurayenge Taaron Mein Hum
Muskurayenge Taaron Mein Hum
Woh Baag Hasta Rahe Hum Jise
Hindustan Kehte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Hum Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Hum Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaon mein,
Ishq ki hawaon mein
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaon mein,
Ishq ki hawaon mein
Pehli baar tera khaab dhadakne laga
Aankhon mein, aankhon mein
Pehli baar tere chehre ki ban gayi jagah
Aankhon mein, aankhon mein…
Mere lafzon mein kahin tera zikr hi
Le raha karwatein raat din
Ho.. pehli baar
Pehli baar, pehli baar, pehli baar
Pehli baar hai maangi dua aankhon mein
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaoon mein,
Ishq ki hawaon mein
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaoon mein,
Ishq ki hawaon mein
Oo.. tere sang jeene ka irada
Kar liya hai
Wadon se tere maine yeh
Waada kar liya hai
Mehsoos tu kar ke dekh
Zara mere dil ko
Tujhe ishq bhi khud se
Zyada kar liya hai
Oo.. ik lamha sans ho
Yah ho milon ka safar
Teh karon na raastey tere bin
Ho.. pehli baar, pehli baar,
Pehli baar, pehli baar
Pehli baar hai ishq parha ankhon mein
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaoon mein,
Ishq ki hawaon mein
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaon mein,
Ishq ki hawaon mein
Aji Muskura Do Zara Camere Pe
Daant Bade Hi Safed Lag Rahe Hai
Muskura Do Zara Camere Pe
Daant Bade Hi Safed Lag Rahe Hai
Phool Phool Ke Hum Khushi Se
Ek Se Badh Kar Dedh Lag Rahe Hai
Na Fikar Na Dar
Lage Saara Shehar Apna Hi Ghar
Jo Tum Hass Kar Ke Milo Ho Ho
Chalo Bulawa Aaya Hai
Aaj Yaaron Ne Bulaya Hai
Chalo Bulaava Aaya Hai
Aaj Yaaron Ne Bulaya Hai
Bade Naseebon Se Ye Humne
Yaar Kamaya Hai
Chalo Bulawa Aaya Hai
Aaj Yaaron Ne Bulaya Hai
Ho Ye Mastiyon Ke Din Hain Jo Do
Kanjoosi Mein Kharach Kare Kyun
Kare Kyun
Ho Yeh Mastiyon Ke Din Hain Jo Do
Kanjoosi Mein Kharach Kare Kyun
Udate Chalo Karne Do Flow
Jo Bhi Ho Dil Mein Wo Kaho
Ho Ho Wo Kaho Ho Ho Ho
Aag Lag Jaaye Toh Lage
Fusfusa Do Koyi Plan Ho To
Aaj Shararaton Ke Pech Lad Rahe Hai
Barrier Saare Tod Ghusenge
Aaj Kahan Koyi Break Lag Rahe Hai
Na Fikar Na Dar
Lage Saara Shehar Apna Hi Ghar
Jo Tum Hass Karke Milo Ho Ho Ho
Chalo Bulawa Aaya Hai
Aaj Yaaron Ne Bulaya Hai
Chalo Bulaava Aaya Hai
Aaj Yaaron Ne Bulaya Hai
Bade Naseebon Se Ye Humne
Yaar Kamaya Hai
Chalo Bulawa Aaya Hai
Aaj Yaaron Ne Oh Mere Yaaron Ne
Oh Aaj Yaaron Ne Bulaya Hai
Yaara Tu Na Jaane
Tu To Jaan Meri Hai
Tujhse Main Haarun Bhi To
Shaan Meri Hai
Tere Aage Yaara Jahan Bhi Ye Saara
Kuchh Nahi Nahi Kuchh Nahi Nahi
Teri Bewakoofiyon Mein Sath Main Dunga
Tere Liye Duniya Se Roj Ladunga
Sath Rahenge To Galat Ko Karenge
Hum Sahi Sahi Sab Sahi
Lage Na Gham Ki Dhoop Bhi Mujhe
Yaar Ka Saya Hai
Humein To Khul Ke Hasna Bhi
Yaari Ne Sikhaya Hai
Chalo Bulaava Aaya Hai
Aaj Yaaron Ne Bulaya Hai
Bade Naseebon Se Ye Humne
Yaar Kamaya Hai
Chalo Bulawa Aaya Hai
Aaj Yaaron Ne Oh Mere Yaaron Ne
Aaj Yaaron Ne Bulaya Hai.
Aise Besharm Aashiq Hain Ye Aaj Ke
Haan Aise Besharm Aashiq Hain Ye Aaj Ke
Inko Apna Banana Trouble Ho Gaya
Aise Besharm Aashiq Hain Ye Aaj Ke
Inko Apna Banana Trouble Ho Gaya
Dhire Dhire Kalai Lage Thaamne
Inko Ungli Thamana Trouble Ho Gaya
Aise Besharm Aashiq Hain Ye Aaj Ke
Ho Yun Musibat Ke Maare Kabhi Hum Na The
Yun Musibat Ke Maare Kabhi Hum Na The
Aise Looser Bechare Kabhi Hum Na The
Ek To Jeevan Mein Pehle Hi Gham Kam Na The
Ek To Jeevan Mein Pehle Hi Gham Kam Na The
Inke Aane Se Har Gham Double Ho Gaya
Dhire Dhire Kalai Lage Thamne
Inko Ungli Thamana Trouble Ho Gaya
Aise Besharm Aashiq Hain Ye Aaj Ke
Inko Apna Banana Trouble Ho Gaya
Aise Besharm Aashiq Hain Ye Aaj Ke.
Tera zyada, khud ka hai kum
Dil ki raahein tujhpe khatam
Oh tera zyada, khud ka hai kum
Dil ki raahein tujhpe khatam tujhpe khatam
Oh tere sang chain, tere sang nain
Mere ho gaye hain faraar
Ke bin tere chalne se
Saansein karti hai inkaar
Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram…
Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram o ho…oh yaaram
Lucky aan ishaq diyan lakeeran
Lucky aan ishaq diyan lakeeran
Ho yaara mera dil na lage
Oh yaara hun dil na lage
Ho yaara mera dil na lage
Oh yaara hun dil na lage
Subha uth ke sabse pehle dekhun tujhe
Phir karun din ki surwaatein
Subha uth ke sabse pehle dekhun tujhe
Phir karun din ki surwaatein, haan…
Pehle tera zikr kar loon
Phir main karun bewajah duniya ki baatein
Thi har lamha ye aankhein tanha
Ab hai sapne beshumaar
Khud pe thi mujhko nahi
Hai bas tujhpe aitbaar
Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram…
Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram o ho…oh yaaram.
Kajle ton zyada kaale
Lagde ne eh ujaale
Tere bin ohvein mahiya
Thandiyan hawawan aayiaan
Neendran udaa le gayian
Akh na eh sove mahiya
Teriyan vich jagdi rahi main taan
Taareyan de saath ve
Chan kitthan guzari oye…
O chan kitthan guzari oye raat ve
Sachi dass de jaa eh baat ve
Chan dino’ zara mehsoos taa kar
Mere naina di barsaat ve
Chan kitthan guzari oye…
Chan kitthan guzari oye raat ve
Tutte tareyan ton mangna main kee ve?
Tere naal mera laggna ae jee ve
Oh..
Tutte tareyan ton mangna main kee ve?
Tere naal mera laggna ae jee ve
Tere bin mere saah nahi chalne
Ik tere vich meri hai zindagi ve
Chann bani tu pattharan di tarah
Kade samajh mere jazbaat ve
Chan kitthan guzari oye…
Ho chan kitthan guzari oye raat ve
Channa haaye!
Tere khayalan di tasveer leke
Vekhan tere raste raahan utte beh ke
Bhull gaya tu vi waade tere
Aavega tu chheti chheti
Gaya si eh keh ke
Chann daraan kithe ki reh na jaave
Teri parchaai mere haath ve
Chan kitthan guzari oye…
Ho chan kitthan guzari oye raat ve.
Tere bin saans na le mere din raat
Ho ho.. sajna..
Khali khali lagte hain laqeeron wale haath
Ho ho.. sajna..
Tere bin saans na le mere din raat
Khali khali lagte hain laqeeron wale haath
Saath mere chalte chalte.. haaye
Saath mere chalte chalte raste na modi’n
Nain na jodi kitte nain na jodi’n
Nain na jodi kitte nain na jodi’n
Tennu vaasta Khuda da.. haaye..
Tennu vaasta Khuda da mera dil na todi’n
Birah de rang jisnu lag jaawan
Akhiyan vichon barse saawan
Langh ke jis di tutt gayi yaari
Raah takde reh gaye saajan
Jis nu ishq de gham lagde ne haaye
Jis nu ishq de gham lagde
Reh jandi jindadi thodi
Nain na jodeen kitte nain na jodi
Nain na jodeen kitte nain na jodi
Haaye..
Nain na jodeen kitte nain na jodi
Nain na jodeen kitte nain na jodi.
Oh kudiyon gud kine khaleya, sweety!
Gudd wali chai kine peete, sweety!
Bhua ji da naada kinne khincheya haa!
Oh khinch ke mare kinne seeti ha ha…
Oh chhaddo ji chhaddo
Jaake pakdo woh halwai
Ke jisne gud ki bana di mithai
Oh sabko baat hai yeh samjhai
Oh gud naalo ishq mitha… burrraah!
Oh gud naalo ishq mitha oye hoye!
Oh gud naalo ishq mitha aaye haye!
Oh rabba lag na kise nu jaave
Gudd naalo ishq mitha oye…
Sohni mera dil le gayi oye hoye
Haye kudi meri jaan le gayi aaye haye
Oh mujhko yaar koi to bachaye
Gudd naalo ishq mitha…
Chand chatora, shagna da joda
Bajj diyan ne shehnaiyan ji
Rang rangeeli mehndi laake
Bhar bhar jaan kalaiyaan ji
Doli leke aaya dholna
Oh gud naalo…
Oh gud naalo…
Haye photo teri khinch khinch rakhda ni
Marega ishaara teri ankh da ni
Photo teri khinch khinch rakhda ni
Marega ishaara teri ankh da ni
Sun ve mundeya door hi reh
Tera chehra mainu jachda nahi
Piche piche kyun hai ghumda…
Oh gud naalo…
Oh gud naalo…
Oh gud naalo ishq mitha oye hoye
Oh gud naalo ishq mitha aaye haye
Rabba lage na kise nu jaave
Gudd naalo ishq mitha oye…
Sohni mera dil le gayi oye hoye
Haye kudi meri jaan le gayi aaye haye
Oh mujhko yaar koi to bachaye
Gudd naalo ishq mitha… haaye!
Haaye..
Dil wali baatein kabhi mujhko bata
Kudiye tu ik vaari hans ke toh ja
Dil ki na maano dil bada beimaan
Tujhpe jo aaya toh main hui badnaam
Jaave jaave naiyo bolna
Oh gud naalo…
Oh gud naalo…
Oh gud naalo ishq mitha oye hoye
Haye gud naalo ishq mitha aaye haye
Oh rabba lag na kise nu jaave
Gudd naalo ishq mitha oye…
Sohni mera dil le gayi oye hoye
Oh kudi meri jaan le gayi aaye haye
Oh mujhko yaar koi to bachaye
Gudd naalo ishq mitha…haye…
rajj ke rulaya
rajj ke hansaya
maine dil kho ke ishq kamaya
manga jo usne ek sitara
humne zameen pe chand bulaya
jo aankhon se haye
wo jo aankhon se ik pal naa ojhal huwe
wo jo aankhon se ik pal naa ojhal huwe
lapata ho gaye dekhte dekhte
sochta hun
sochta hun ke wo kitne masoom the
sochta hoon ke woh kitne masoom the
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
sochta hun ke woh kitne masoom the
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
sochta hun ke wo kitne masoom tha
sochta hun ke wo kitne masoom tha
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
wo jo kahte the bichdenge naa hum kabhi
wo jo kahte the bichdenge naa hum kabhi
alvida ho gaye dekhte dekhte
sochta hu
ek main ek wo, aur shamein kai
chand roshan thay tab aasmaan mein kai
ek main ek wo, aur shaamein kai
chand roshan the tab aasmaan mein kai
yaariyon ka wo dariya utar bhi gaya
aur haathon mein bas ret hi reh gai
koi puchhe ke haye
koi puchhe ke humse khata kya hui
kyun khafa ho gaye dekhte dekhte
aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi
aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi
wo hawa ho gaye dekhte dekhte
wo hawa ho gaye haye
oh ho ho oh ho ho
wo hawa ho gaye dekhte dekhte
alvida ho gaye dekhte dekhte
lapata ho gaye dekhte dekhte
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
jeene marne ki hum the wajah aur hum hi
jeene marne ki hum the wajah aur hum hi
bewajah ho gaye dekhte dekhte
sochta hun
sochta hun ke wo kitne masoom thhe
sochta hun ke wo kitne masoom thhe
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
kya se kya ho gaye oh ho ho
rajj ke rulaya
rajj ke hansaya
maine dil kho ke ishq kamaya
manga jo usne ek sitara
humne zameen pe chand bulaya
jo aankhon se haye
wo jo aankhon se ik pal naa ojhal huwe
wo jo aankhon se ik pal naa ojhal huwe
lapata ho gaye dekhte dekhte
sochta hun
sochta hun ke wo kitne masoom the
sochta hoon ke woh kitne masoom the
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
sochta hun ke woh kitne masoom the
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
sochta hun ke wo kitne masoom tha
sochta hun ke wo kitne masoom tha
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
wo jo kahte the bichdenge naa hum kabhi
wo jo kahte the bichdenge naa hum kabhi
alvida ho gaye dekhte dekhte
sochta hu
ek main ek wo, aur shamein kai
chand roshan thay tab aasmaan mein kai
ek main ek wo, aur shaamein kai
chand roshan the tab aasmaan mein kai
yaariyon ka wo dariya utar bhi gaya
aur haathon mein bas ret hi reh gai
koi puchhe ke haye
koi puchhe ke humse khata kya hui
kyun khafa ho gaye dekhte dekhte
aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi
aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi
wo hawa ho gaye dekhte dekhte
wo hawa ho gaye haye
oh ho ho oh ho ho
wo hawa ho gaye dekhte dekhte
alvida ho gaye dekhte dekhte
lapata ho gaye dekhte dekhte
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
jeene marne ki hum the wajah aur hum hi
jeene marne ki hum the wajah aur hum hi
bewajah ho gaye dekhte dekhte
sochta hun
sochta hun ke wo kitne masoom thhe
sochta hun ke wo kitne masoom thhe
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
kya se kya ho gaye oh ho ho
main khoya to dhudne aaiyo
chupke se ek khwab mein jaiyo
hontho ki sdh se mujhe bulaiyo
yahin hu main, yahin hu main
kahin na gaya tujhe chhod ke main
yahin hu main, yahin hu main
jeeya hu tujhe hi to odh ke main
hasna tu meri hansi
karna wo zid kabhi
anjani unhi adao se
aankhe mund kar kabhi
jee lena tu khwab sabhi
liye the jo meri baaho mein
jab yaad mein mera naam le
tere bol ban jaunga
bahane se tere lab chhu lunga
na hoke bhi ho jaunga
kahne dil ki baat tu aaiyo
aankho se phir sab kah jaiyo
mere ansune geet tu gaaiyo
yahin hu main, yahin hu main
kahin na gaya tujhe chhod ke main
yahin hu main, yahin hu main
jeeya hu tujhe hi to odh ke main
duriya jitni ho, ho jane de
faasle na rahe
manzile mil jaye jo bhi kho jane de
raaste sang chale
jab raat koi na dhale
subah main ban jaunga
bahane se tere lab chhu lunga
na hoke bhi ho jaunga
tanhayi mein na ghabraiyo
milne ik lamhe tu aaiyo
us lamhe mein thehar sa jaiyo
yahin hu main, yahin hu main
kahin na gaya tujhe chhod ke main
yahin hu main, yahin hu main
jeeya hu tujhe hi to odh ke main