People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Na Idhar Dekhna Na Udhar Dekhna
Singer: Asha Bhosle
Music: N.Datta
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
na idhar dekhna na udhar dekhna
kya ishara kare ye najar dekhna
dekhna kya hota hai
dekhta kya hota hai
dekhta kya hota hai

kaun jane ki kya hona hai
muskurana hai ki rona hai
aaj ki sab soch le ye tu
jagna hai ke bas sona hai
aag lag jaye na bekhabar dekhna
dekhna kya hota hai
dekhta kya hota hai
dekhta kya hota hai
na idhar dekhna na udhar dekhna
kya ishara karegi najar dekhna
dekhna kya hota hai
dekhna kya hota hai
dekhna kya hota hai

hamne mana ke sau pahre hai
ye andhere bade gahre hai
samne tez aaftaabo ki
ye andhere kabhi thahre hai
muskuraake rahegi sehar dekhna
dekhna kya hota hai
dekhta kya hota hai
dekhna kya hota hai
na idhar dekhna na udhar dekhna
kya ishara karegi najar dekhna
dekhna kya hota hai
dekhna kya hota hai
dekhna kya hota hai

aasma se khabar aayi hai
ke kayamat idhar aayi hai
sab gunehgar kaanp uthe hai yun
maut shayad najar aayi hai
mai jidhar dekhu sare udhar dekhna
dekhna kya hota hai
dekhna kya hota hai
dekhna kya hota hai
na idhar dekhna na udhar dekhna
kya ishara karegi najar dekhna
dekhna kya hota hai
dekhna kya hota hai
dekhna kya hota hai
Hogaya Hai Kuch Hame Bhi
Singer: Asha Bhosle
Music: N.Datta
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
ho gya hai kuch hame bhi bekhabar aise nahi
dil to pahle bhi dhadkata tha magar aise nahi
ho gya hai kuch hame bhi bekhabar aise nahi
dil to pahle bhi dhadkata tha magar aise nahi
ho gya hai

kya kahe kaisi hai dil me bekrari aaj kal
humse bhi kuch hai chupi halat hamari aaj kal
ye mohabbat hai mohabbat ye bhala kaise nahi
ho gya hai kuch hame bhi bekhabar aise nahi
dil to pahle bhi dhadkata tha magar aise nahi
ho gya hai

ak tum kya mil gye hum kho gye dil kho gya
jo bhi kuch apna tha bas vo hamara ho gya
hum to bas aise hai is duniya me ab jaise nahi
ho gya hai kuch hame bhi bekhabar aise nahi
dil to pahle bhi dhadkata tha magar aise nahi
ho gya hai

kahta hai ye dil ke tumse dur ab jana nahi
ab tumhi kah do kasam se kya ye diwana nahi
kaise hote hai diwane dil agar aise nahi
ho gya hai kuch hame bhi bekhabar aise nahi
dil to pahle bhi dhadkata tha magar aise nahi
ho gya hai
ho gya hai kuch hame bhi bekhabar aise nahi
dil to pahle bhi dhadkata tha magar aise nahi
ho gya hai
Dekh Dekh Chal Ek Ek Pal
Singer: Asha Bhosle
Music: N.Datta
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
dekh dekh chal ek ek pal
kisko khabar o bekhabar pani me bhi aag ho
dekh dekh chal ek ek pal
kisko khabar o bekhabar pani me bhi aag ho
dekh dekh chal

mana ke hai ye paimana
inme hai kya koi kya jane
mana ke hai ye paimana
inme hai kya koi kya jane
ho jaye na bhul
masti ke is phul me bhi koi raag ho
pani me bhi aag ho
dekh dekh chal ek ek pal
kisko khabar o bekhabar pani me bhi aag ho
dekh dekh chal

pehchan to kaun hai saki
ke hosh itna to ho baki
pehchan to kaun hai saki
ke hosh itna to ho baki
itna bhi na jhum kisko hai malum
ye aakhiri raag ho
pani me bhi aag ho
dekh dekh chal ek ek pal
kisko khabar o bekhabar pani me bhi aag ho
dekh dekh chal

ye yaad rakhna tu dil me
tu hai parayi mehfil me
ye yaad rakhna tu dil me
tu hai parayi mehfil me
kehti hai ye raat taro ki baraat
sone wale jaag ho
pani me bhi aag ho
dekh dekh chal ek ek pal
kisko khabar o bekhabar pani me bhi aag ho
dekh dekh chal ek ek pal
kisko khabar o bekhabar pani me bhi aag ho
dekh dekh chal
Devta Reham Kar
Music: N.Datta
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
devta raham kar rutha hain dilbar
aao na sitamgar, main jagi raat raat bhar
devta raham kar rutha hain dilbar
aao na sitamgar, main jagi raat raat bhar

maangu main roz duaaye, usko bhi log sataye
usko ho khabar, kya hain darde jigar
kahe uski bhi nazar, main jaagi raat raat bhar
devta raham kar rutha hain dilbar
aao na sitamgar, main jagi raat raat bhar

jaa uske naam lagau, sau iljaam lagau
kiye wade magar, wo gaya hain mukar
isi gam me aksar, main jagi raat raat bhar
devta raham kar rutha hain dilbar
aao na sitamgar, main jagi raat raat bhar

koi bahana bana de, ruthe sanam ko mana de
kabhi dale nazar, meri haalat par
aai nindiya magr, main jagi raat raat bhar
devta raham kar rutha hain dilbar
aao na sitamgar, main jagi raat raat bhar
Ja Re Baiman
Music: N.Datta
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
ja re beiman, ja re baiman
kisi ka balam teri kasam
tere jaisa na ho nadan
ja ja ja re beiman
kisi ka balam teri kasam
tere jaisa na ho nadan
ja ja ja re beiman

dur bhi jake dekha, paas bhi aake dekha
dur bhi jake dekha, paas bhi aake dekha
sau bahano se dil ki, baat samjha ke dekha
samjh saka na, julmi tu ye jubaa
ja ja ja re beiman
kisi ka balam teri kasam
tere jaisa na ho nadan
ja ja ja re beiman

kay gajab dhaa raha hain
hamko thukra raha hain
kya gajab dhaa raha hain
hamko thukra raha hain
aa rahi hain bahare aur tu ja raha hain
gir jaye kash tujhpe ye aasman
ja ja ja re beiman
kisi ka balam teri kasam
tere jaisa na ho nadan
ja ja ja re beiman

dil ka shisha uchhala, shishe ko tod dala
dil ka shisha uchhala, shishe ko tod dala
gir padi main bedrdi, par na tune sambhala
tadap rahi hain meri choti si jaan
ja ja ja re beiman
kisi ka balam teri kasam
tere jaisa na ho nadan
ja ja ja re beiman
kisi ka balam teri kasam
tere jaisa na ho nadan
ja ja ja re beiman