Sooraj bujhe ya bujhe
Chandrama ye..
Diya teri chaukhat ka
Bujhne na paaye..
Sooraj bujhe ya bujhe
Chandrama ye..
Diya teri chaukhat ka
Bujhne na paaye..
Jo sar tumhare aage jhuka hai
Ab woh aur kahin jhukne na paaye
Ab koi badha ghere ti ghere
Mujhko fikar kya jab tum ho mere
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Hoye hoye..
Mushkil se mushkil ghadi aa pade
Ya saamne ho sankat bade
Tu mode deta hai rukh hawa ka
Bhakton ka tere na ho baal baanka
Maana ke raste hain tedhe medhe
Mujhko fikar kya jab tum ho mere
Gaj gaj.. Gajanan..
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Gajanan.. Gajanan
Gajanan..
Hoye hoye..
Ghabra ke jab hum pukaarein tuhmein
Chaaron bhujayein sambhaale humein
Trishool shiv ka maathe pe chamke
Sindoor maa ka damke badan pe
Sooraj bina bhi kar do savere
Mujhko fikar kya jab tum ho mere
Gajanan..
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Siddhivinyak.. namo namah
Varvinayak.. namo namah
Ashtavinayak.. namo namah
Hey gananayak.. namo namah
Kamnapurti.. namo namah
Mangalmurti.. namo namah
Gaurinandan.. namo namah
Hey dukhbhanjan.. namo namah
Kamnapurti.. namo namah
Mangalmurti.. namo namah
Gaurinandan.. namo namah
Hey dukhbhanjan.. namo namah.
Main jitna tumhe dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhe sochun
Mann yeh na bhare
Inn aankhon mein chhalakta hai
Mera pyar tera pyar
Kahin tujh mein dhadakta hai
Mera pyar tera pyar
Mera pyar tera pyar
Mera pyar tera pyar…
Main jitna tumhe dekhun
Mann yeh naa bhare
Main jitna tumhe sochun
Mann yeh naa bhare
Thoda sa mera hai thoda tumhara
Mila-jula sa yeh khwaab humaara
Ek meethi dhunn sunaayi
de rahi hai aaj kal
Hans ke saare gham humaare
dega khushiyon mein badal
Mera pyar tera pyar
Mera pyar tera pyar…
Main jitna tumhe dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhe sochun
Mann yeh na bhare
Koi nahi sau saal jiya hai
Pyar magar kaayam rehta hai
Dhoop khushboo aur hawayein
Banke yeh reh jaayega
Baad apne bhi humaare
Yeh jahaan mehkayega
Mera pyar tera pyar
Mera pyar tera pyar
Main jitna tumhe dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhe sochun
Mann yeh na bhare.
naina naina jhilmil naina
duba duba sara chaina
dubne ke hai ishare naina
gahre gahre bin kinare naina
sharbato ka ek bhavar hai naina
mithi barish ki dagar hai naina
jab dekhi chhav teri ye naina tar gaye
tera resham tera khushbu ye naina bhar gaye
naina naina jhilmil naina
duba duba sara chaina
hontho pe hai thahari ek preet gahari
shabd magar mil paye na
sanso me sarkati suro me bahakati
bandhisho me thal paye na
kachhi kachhi si mahak ho
dhima dhima sa jahar
thanthi thanthi aanch ho tum
ek naveli si sahar
naina naina jhilmil naina
duba duba sara chaina
palko ki chhav me maine ghar liya
naino me tere dera kar liya
rato ko hai savera kar liya
man me tere basera kar liya
naina naina naina naina
naina naina naina naina
naina naina naina naina
chhote chhote tamashe jaise pani batashe
hathon se na jane de
haule haule jharokhe chal khole khushi ke
thodi hawa to aane de
dabe dabe paaon zara chale aao
ye pal milenge kahan
ye zindagi hai aur kya
ik chutkula hans de zara
khafa khafa kyun hai tu
chhote chhote tamashe jaise pani batashe
hathon se na jane de
haule haule jharokhe chal khole khushi ke
thodi hawa to aane de
thodi thodi jora jori
thodi thodi chori shori kar le
bholi bhali pyari pyari
yaade saari jholi me aa bhar le
thodi thodi jora jori
thodi thodi chori shori kar le
bholi bhali pyari pyari
yaade sari jholi me aa bhar le
ye zindagi hai aur kya
ik chutkula hans de zara
khafa khafa kyun hai tu
chhote chhote tamashe jaise pani batashe
hathon se na jane de
haule haule jharokhe chal khole khushi ke
thodi hawa to aane de, ra ta ta ta
khatte meethe aamon jaise
pedon se aa lamhe sare tode
resha resha dhaga dhaga
dilon ki ye moti mala jode
khatte meethe aamon jaise
pedon se aa lamhe saare tode
resha resha dhaga dhaga
dilon ki ye moti mala jode
ye zindagi hai aur kya
ik chutkula hans de zara
khafa khafa kyun hai tu
chhote chhote tamashe jaise pani batashe
hathon se naa jane de
haule haule jharokhe chal khole khushi ke
thodi hawa to aane de, ra ta ta ta
kuch pal to thehar jaao na
ya phir laut ke aao na
yoon kehte nahi alvida
mud jaao idhar aao na
tumhe dhoonde meri aankhe
tumhe khoje meri baahein
tum bin jiya jaaye kaise
kaise jiya jaaye tum bin
tum bin jiya jaaye kaise
kaise jiya jaaye tum bin
kitne the waade kiye
ik pal mein tod diye
jhootha nahi tu mujhko pata hai
bas thoda rootha sa hai
tu roothe main manaau
par tum bin kahan jaaun
tum bin jiya jaaye kaise
kaise jiya jaaye tum bin
tum bin jiya jaaye kaise
kaise jiya jaaye tum bin
ye aasmaan aur zameen
bin tere kuch bhi nahi
saanso se mohlat zara maang lena
yoon uthke jaate nahi
ya phir tu mujhe le chal
sang apne jidhar tu chala
tum bin jiya jaaye kaise
kaise jiya jaaye tum bin
tum bin jiya jaaye kaise
kaise jiya jaaye tum bin
you and me together make it all seem right
o o hey ya
tera sath mil gaya, ye jahan khil gaya
tujse wasta hua, harpal hai naya naya
meri raahe tu chahe tu, tu tu dua
o my love tu hi hai sukoon
tu hi to karaar hai mera
o my love be my love la la la la la
tu hi to karaar hai mera o my love
you and me together make it all seem right
khaali khaali din the khaali khaali raate
khali thi ye zindagi
mehki mehki si hu, behki behki si hu
lamhe huye sharbati
mujhko aasra mila mera tu jo ho gaya
poori mannte hui mujko to khuda mila
meri raahe tu chahe tu, tu tu dua
oh my love tu hi hai sukoon
tu hi to karaar hai mera
oh my love be my love la ra la la la
tu hi to karaar hai mera oh my love
ruki ruki si thi thami thami si thi
dil me ye dhadkane
o jagi jagi si hai shamoseher ab to
jismo me khwahishe
mujhko aasra mila mera tu jo ho gaya
poori mannate hui mujhko to khuda mila
meri raahe tu chahe tu, tu tu dua
o my love tu hi hai sukoon
tu hi to karaar hai mera
o my love be my love la la la la la
tu hi to karaar hai mera o my love
o my love
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
ae dil mere mehsoos kar in aahato ko
dhadkan ne jo seene me li un karvato ko
ae khuda ae khuda, main hui mujhse juda
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
din me bhi wahi saans lene laga
raato me bhi meri, wo hi to basa hai
palko pe rehne ki dhundhta hai jagah
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
dil jise mera pyar karne laga
aankhe bhi uski hi raah me ruki hai
kaun hai wo magar ye nahi hai pata
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
ae dil mere mehsoos kar in aahato ko
dhadkan ne jo seene me li un karvato ko
ae khuda ae khuda, main hui mujhse juda
marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba
marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba
main rubaroo hi aaasma ki aks meri aas take
chha gaye sabki nigaho me
muthi me hai saara jaha ye maine jo chaha yaha pe
aa gaya meri panaaho me
ye shohrato ke taaz hai, ye daulate jo aaj hai
sab kuchh yaha ik raaz hai, ha raaz hai
khud pe mujhe jo naaz hai, ye jo naya andaz hai
sab kuchh yaha ik raaz hai, ha raaz hai
marhaba marhaba marhaba marhaba
more saiya saiya
more saiya kaahe chhod i mori baiya
mori baiya more saiya, saiya
kaise mod pe laya mujhko mera faisla
hath se manzil pairo se chhuta hai rasta
meri khatao ki maine ab paayi hai saza
aage ab kya mera hast ho jane wo khuda
marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba
marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba
main rubaroo hu aasma ki aks meri aas take
chha gaye sabki nigaho me
muthi me hai saara jaha ye maine jo chaha yaha pe
aa gaya meri panaaho me
ye shohrato ke taaz hai, ye daulate jo aaj hai
sab kuchh yaha ik raaz hai, ha raaz hai
khud pe mujhe jo naaz hai, ye jo naya andaz hai
sab kuchh yaha ik raaz hai, ha raaz hai
kya raaz hai
rafta rafta ho gayi tu hi meri zindagi
rafta rafta ho gayi chaaro taraf roshni
sajde me tere sar hai thoda sa dil me dar hai
kaise karoo main baya
janu na janu na janu naa
rafta rafta ho gayi
chahe deedar tera nazre jhuke bhi
mere kadam chalna chahe ruke bhi
lab bhi kuch kehna chahe lekin gum hai sab baate
gumsum si bhi hai zubaan
chahe deedar tera nazre juke bhi
mere kadam chalna chahe ruke bhi
lab bhi kuchh kehna chahe lekin gum hai sab baate
gumsum si bhi hai zubaan
rafta rafta ho gayi tu hi meri zindagi
rafta rafta ho gayi chaaro taraf roshni
sajde me tere sar hai thoda sa dil me dar hai
kaise karu main baya
janu naa janu naa janu naa
rafta rafta ho gayi
mera wajood ab tu mujh me hai shamil
sohbat me teri mujhe sab kuchh haasil
phir kyun lagta hai aisa jaise main hu bekhud sa
dhundhu main khudko kaha
mera wajood ab tu mujh me hai shamil
sohbat me teri mujhe sab kuchh haasil
phir kyun lagta hai aisa jaise main hu bekhud sa
dhundhu main khudko kaha
rafta rafta ho gayi tu hi meri zindagi
rafta rafta ho gayi chaaro taraf roshni
sajde me tere sar hai thoda sa dil me dar hai
kaise karoo main baya
janu na janu na janu naa
rafta rafta ho gayi
zindagi se chura ke zindagi me basa ke
zindgani banaya hai tujhe
ruthe rab ko mana ke aasman ko jhuka ke
zindgani banaya hai tujhe
tu mila jis tarah saba mile
tu mila jis tarah sila mile
tu mila jis tarah dua mile bakhuda
tu mila to jaise main jee gaya
tu mila mukkamal main ho gaya
tu mila to phaila hai noor sa bakhuda
zindagi se chura ke zindagi me basa ke
zindgani banaya hai tujhe
mehfooz tu mehsoos kar tere paas hu main sada
tujhse nahi ho sakta main pal bhar bhi ab juda
ab saath hai hum is tarah aankho ke sang palke
aa waqt ko ye baat hum ik baar phirse keh de
sare gam se chhupa ke, har nazar se bacha ke
zindagani banaya hai tujhe
tu mila jis tarah saba mile
tu mila jis tarah sila mile
tu mila jis tarah dua mile bakhuda
tu mila to jaise main jee gaya
tu mila mukkamal mai ho gaya
tu mila to phaila hai noor sa bakhuda
baaho me aa ho jayenge shikwe sabhi khud fana
hotho se main tujhko sunu, aankho se tu kuchh suna
tu aksh hai main aaina phir kya hai sochna
ik doosere me khoke hai ik doosre ko paana
kismato ko jaga ke, har jaha ko hara ke
zindagani banaya hai tujhe
tu mila jis tarah saba mile
tu mila jis tarah sila mile
tu mila jis tarah dua mile bakhuda
tu mila to jaise main jee gaya
tu mila mukkamal main ho gaya
tu mila to phaila hai noor sa bakhuda
hum me tum me jo tha, wo khatam ho gaya
mod pe aakhiri main reh gaya
maine koshish bahut ki bacha lu magar
pehle dil baad me ghar jal gaya
seene me di jagah, maine jis raaz ko
aankho se wo meri beh hi gaya
hum me tum me jo tha, wo khatam ho gaya
mod pe aakhiri main reh gaya
mere liye tu wahi hai, badla kuch nahi
khel hai ye waqt ka sab, bigda kuch nahi
hai kasam tu akele chal mujhe phir wahi
aye masiha mere aa zakham bhar bhi de
dard me dubi hui gehraaiya
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko woh tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
hontho se palko ko kholna
palko pe dardo ko tolna
dardo ko chadar me chhodna
jo tere takiye pe ninde thi padi
jo teri nindo me raate thi dhali
jo teri raato me saanse thi chali
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
aaja na phir se chaand tale
main aur tu ek sath jale
main aur tu ek sath bujhe
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
raaz aankhe teri sab bayaan kar rahi
sun raha dil teri khamoshiya
kuch kaho na suno, paas mere raho
ishq ki kaisi hai ye gehraiya
saaya bhi jism se hota hai kya judaa
jitni bhi zor ki ho aandhiya
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko woh tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
hontho se palko ko kholna
palko pe dardo ko tolna
dardo ko chadar me chhodna
jo tere takiye pe ninde thi padi
jo teri nindo me raate thi dhali
jo teri raato me saanse thi chali
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
aaja na phir se chaand tale
main aur tu ek sath jale
main aur tu ek sath bujhe
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
raaz aankhe teri sab bayaan kar rahi
sun raha dil teri khamoshiya
kuch kaho na suno, paas mere raho
ishq ki kaisi hai ye gehraiya
saaya bhi jism se hota hai kya judaa
jitni bhi zor ki ho aandhiya
raaz aankhe teri sab bayaan kar rahi
sun raha dil teri khamoshiya
jeene ka tu sahara, tu hi roshni
kehta hai har sitara meri tu chandni
hum judaa ho jaaye aisa mumkin nahi
dhup ho tum meri, chhaanv bhi ho tumhi
paas ho to dur hai tanhaaiya
main chalunga mushkilo me saaya ban tera
is jahan me, us jahan me bas ek tu mera
khusbuwo se teri mehke jism mera
raat aayegi to main subah laaunga
maut aayegi to lad jaaunga
saaya bhi jism se hota hai kya judaa
jitni bhi zor ki ho aandhiya
kuch kaho na suno, paas mere raho
ishq ki kaisi hai ye gehraiya
lo maan liya humne, hai pyaar nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
bas ek dafa mudke dekho, ae yaar zara humko
lo maan liya humne, hai pyar nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
lo maan liya dekha hi nahi, tere kandhe ka wo til
lo maan liya toota hi nahi, tere hatho se mera dil
chhao me teri beeti hi nahi, wo garmi ki baate
baaho me teri guzri hi nahi, wo sardi ki raate
lo maan liya humne, aitbaar nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
jaao le jaao neend meri uff na karenge hum
jo le jaaoge khwaab mere toh kaise jiyenge hum
jeena humko aata hi nahi teri saanso ke siva
marna bhi ab namumkin hai teri baaho ke siva
lo maan liya humne parwah nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
ye kaisi jagah le aaye ho tum
ye kaisi nayi dil gaaye hai dhun
main meera si deewani ho gayi
iss duniya se begaani ho gayi
mere honthon pe jo bhatke
kayi janmon ki pyaas hai
mere amrit ka wo pyala bas tere paas hai
ye kaisi jagah le aaye ho tum
ye kaisi nayi dil gaaye hai dhunn
raat meri aankhon aankhon me kat gayi
roshni mein teri subah si ho gayi
raat mere aankhon aankhon me kat gayi
roshni mein teri subah si ho gayi
chehra hoo main, mera roop ho tum
ye kaisi jagah le aaye ho tum
aaj uss khuda se mujhe kuch na chahiye
sirf tere aage sar jhukna chahiye
aaj uss khuda se mujhe kuch na chahiye
sirf tere aage sar jhukna chahiye
meri har duaa mein ho tum hi tum
ye kaisi jagah le aaye ho tum