Eswaramba Nandana Sai Janardhana
Parthi Purishwara Sai Gurudeva
Sai Gurudeva Sai Gurudeva
Mangala Dayaka Sai Gurudeva
Muni Jana Mohana Madhava Sai
Prashanthi Nilaya Deva
Parthi Purishwara Sai Gurudeva
tumhare naam se babasta jab se naam hua
tumhare naam se babasta jab se naam hua
hamara jikra bhi subha shaam hua
tumhare naam ka babasta jab se naam hua
hamara jikra bhi subha shaam hua
tumhare naam se babasta
tamam umar mere sath sath chalta raha
tamam umar mere sath sath chalta raha
ajib sakhs tha rutha
na ham kalam hua tamam umar sath sath chalta raha
ajib sakhs tha rutha na ham kalam hua
ajib sakhs tha rutha na ham kalam hua
hamara jikar bhi mahfil me subha shaam hua
tumhare naam se babasta
charag le ke hame log dhundne nikle
charag le ke hame log dhundne nikle
charag le ke hame log dhundne nikle
hamare bad wafao ka ahatemam hua
hamare bad wafao ka ahatemam hua
hamara jikar bhi mahfil me subha sham hua
tumhare naam se babasta
tamam raat andhere me kat gyi anwar
tamam raat andhere me kat gyi anwar
sahar huyi to charago ka ahatemam hua
sahar huyi to charago ka ahatemam hua
hamara jikar bhi mahfil me subha sham hua
tumhare naam se babasta
muh dekhne walo ke liye jaam nahi hai
muh dekhne walo ke liye jaam nahi hai
masoom fariston ka yha kam nahi hai
muh dekhne walo ke liye jaam nahi hai
masoom fariston ke liye kam nahi hai
muh dekhne walo ke liye jaam nahi hai
kehte hai anokhi hai mohabbat ki kahani
kehte hai anokhi hai mohabbat ki kahani
kehte hai anokhi hai mohabbat ki kahani
aagaz hi aagaz hai anzam nahi hai
aagaz hi aagaz hai anzam nahi hai
masoom fariston ka yha kam nahi hai
muh dekhne walo ke liye jaam nahi hai
padne nahi deta mujhe hatho ki lakire
padne nahi deta mujhe hatho ki lakire
ya uski hatheli pe mera naam nahi hai
ya uski hatheli pe mera naam nahi hai
masoom fariston ka yha kam nahi hai
muh dekhne walo ke liye jaam nahi hai
baarish nahi dho payi teri yaad ko dil se
baarish nahi dho payi teri yaad ko dil se
deewar pe likha hua ye nam nahi hai
masoom fariston yaha kaam nahi hai
muh dekhne walo ke liye jaam nahi hai
muh dekhne walo ke liye jaam nahi hai
muh dekhne walo ke liye jaam nahi hai
chahe wo ho sharab ya ki khuda
kisko chhodu kise mai apnau
raaste do hai ek hai manjil
saaqi tu hi bata kidhar jau
jaaye to kaha jaaye saaqi tera diwana
jaaye to kaha jaaye saaqi tera diwana
jaaye to kaha jaaye saaqi tera diwana
is mod pe masjid hai us mod pe maikhana
jaaye to kaha jaye saaqi tera diwana
is mod pe masjid hai us mod pe maikhana
jaaye to kahan jaye saaqi tera diwana
main teri judaai me rah rah ke jala kaise
mai teri judaai main rah rah ke jala kaise
aa chandni raato mein sun le mera afsana
aa chandni raato mein sun le mera afsana
is mod pe masjid hai us mod pe maikhana
jaaye to kaha jaye saaqi tera diwana
mousam ka maza lena aadat hai hamesha ki
mousam ka maza lena aadat hai hamesha ki
sikha hi nahi humne barsat mein ghar jana
sikha hi nahi humne barsat mein ghar jana
is mod pe masjid hai is mod pe masjid hai
us mod pe maikhana jaaye to kaha jaye
saaqi tera diwana
hum ishq ke bando ki
har baat hai nirali hai
hum ishq ke bando
ki har baat hai nirali hai
ankho me jahannum hai
seene mei parikhana
ankho mei jahannum hai
seene mei parikhana
is mod pe masjid hai us mod pe maikhana
jaaye to kaha jaye saaqi tera diwana
bekar ki baton mein ye
shab na guzar jaye
bekar ki baton mein ye
shab na guzar jaye
ye vasla ki ghadiya hai
ab chhodh bhi sharmana
ye vasla ki ghadiya hai
ab chhodh bhi sharmana
is mod pe masjid hai us mod pe maikhana
jaaye to kaha jaye saaqi tera diwana
husnwalo ka khuda lgta hai
husnwalo ka khuda lgta hai
yaar tu sabse juda lagta hai
husnwalo ka khuda lgta hai
yaar tu sabse juda lagta hai
husnwalo ka khuda lgta hai
aisa kya hai teri angdaayi me
aisa kya hai teri angdaayi me
tu mujhe roj naya lagta hai
tu mujhe roj naya lagta hai
yaar tu sabse juda lagta hai
husnwalo ka khuda lgta hai
jheel si teri hasi aankho me
jheel si teri hasi aankho me aankho me
jheel si teri hasi aankho me
jheel si teri hasi aankho me
khwab mera hi saja lagta hai
khwab mera hi saja lagta hai
yar tu sabse juda lagta hai
husnwalo ka khuda ka lgta hai
na dua hai na koi khat na salah
na dua hai na koi khat na salah
wo zara wo zara
mujhse khafa lagta hai
yaar tu sabse juda lagta hai
husnwalo ka khuda lagta hai
darmiya uske mere ae rahi
darmiya darmiya darmiya darmiya
uske mere ae rahi darmiya uske mere ae rahi
koi bole to bura lagta hai
koi bole to bura lagta hai
yaar tu sabse juda lagta hai
husnwalo ka khuda lagta hai
husnwalo ka khuda lagta hai
bhar ke paimana pila de saaqi
bhar ke paimana pila de saaqi
pyas tu dil ki bujha de saaqi
pyas tu dil ki bujha de saaqi
bhar ke paimana pila de saaqi
may barasati hai teri aankho se
may barasati hai teri aankho se
may barasati hai teri aankho se
aapni aankho se pila de saaqi
aapni aankho se pila de saaqi
bhar ke paimana pila de saaqi
har ghadi lab pe tera naam rahe
har ghadi lab pe tera naam rahe
aisa diwana bana de saaqi
aisa diwana bana de saaqi
bhar ke paimana pila de saaqi
agar pilani hai mohabbat ki sharab
jaam hothon se laga de saaqi
jaam hothon se laga de saaqi
bhar ke paimana pila de saaqi
pyas tu dil ki bujha de saaqi
bhar ke paimana pila de saaqi
ab koi khwaab sajane me bhi dar lagta hai
ab koi khwaab sajane me bhi dar lagta hai
lag gayi mujhko zamane ki nazar lagta hai
ab koi khwaab
iske darwaje pe bhi sakht nighbani hai
iske darwaje pe bhi sakht nighbani hai
ye bhi apne kisi mahboob ka ghar lagta hai
ye bhi apne kisi mahboob ka ghar lagta hai
lag gayi mujhko zamane ki nazar lagta hai
ab koi khwaab
raaste tokte hai raasta chalte mujhko
raaste tokte hai raasta chalte mujhko
ye bhi rakhte hai khoj khabar lagta hai
ye bhi rakhte hai khoj khabar lagta hai
lag gayi mujhko zamane ki nazar lagta hai
ab koi khwaab
ab mera naam tere lab pe na ayega kabhi
ab mera naam tere lab pe na ayega kabhi
teri baton me zamane ka asar lagta hai
teri baton me zamane ka asar lagta hai
lag gayi mujhko zamane ki nazar lagta hai
ab koi khwaab