tu hi tu, tu hi tu
dil ki sargam
tu hi tu, tu hi tu
saanso ki dhun
maine tujhko dil se hai chuna
dhadkan se tu mujhko le chun
tu hi tu, tu hi tu
dil ki sargam
tu hi tu, tu hi tu
saanso ki dhun
ek pal me jeeye saato janam
waqt yun tham gaya, mil gaye jo tum
ho ek duje me hum, aisi ho gum
saans meri chale aur ji lo vo tum
man me apne tum jo socho
dil ye mera pal me le sun
tu hi tu, tu hi tu
saanso ki dhun
tu hi tu, tu hi tu
dil ki sargam
dil ke har mod par jidhar jaaye
band aankho se bhi nazar aaye tu
har tassvaur me tum aane lage
is tarah ruh me samaane lage
saari umar rehna mere sang
sapno ko mere ab tu hi bun
tu hi tu, tu hi tu
saanso ki dhun
tu hi tu, tu hi tu
dil ki sargam
mujhe mili jaane kaisi pal me ye khushi
diwaangi meri kuch aisi ye badh gayi
mujhe mili jaane kaisi pal me ye khushi
diwaangi meri kuch aisi ye badh gayi
ki suraj zami pe aur main aasma pe
chaand meri jeb me hatheliyon pe taare
mujhe mili jaane kaisi pal me ye khushi
diwaangi meri kuch aisi ye badh gayi
ki suraj zami pe aur main aasma pe
chaand meri jeb me hatheliyon pe taare
ye kya hua, tujhe achanak
ye kya hua
chehra tera kyu hai ye khila khila
hawa ko bandh lun main
tufaan ko rok lun main
mera bas chale to is nadi ko mod dun main
mujhe mili jaane kaisi pal me ye khushi
diwaangi meri kuch aisi ye badh gayi
ki suraj zami pe aur main aasma pe
chaand meri jeb me hatheliyon pe taare
thami thami paaniyo me jo mili nami
in aankho me aake kab ye ghul gayi
thami thami paaniyo me jo mili nami
in aankho me aake kab ye ghul gayi
ye mausam hare se hai mujhme ruke se
ye neele se baadal mere sang chale
zara zara main muthiyon me bhar lun chandni
yaha waha, main har shay me rakh dun roshni
main taaku badan pe kabhi rainbow ko
khushbuo ko odh ke main rango se milun
i know my child
teri khushiyo ki hai kya wajah
may god bless you
ki tu khush rahegi ab sada
na gam chhu paaye
na dukh paas aaye
muskuraati tu rahe ki jaise ho pari
tanha si ho jati hai tanhai
sath na de jab apni hi parchai
khtam kar de jo fasle
dur kar de jo duriyan
kash bas tu ho darmiya
maula aisi de judai
maula aisi de judai
maula aisi de judai
mujhko aisi de judai
sadiya jinke sang jini ho
pal me ho jate hai dur
sadiya jinke sang jini ho
pal me ho jate hai dur
waqt bhi kitne raaj chhupaye
karta hai sapno ko chur
sabe se hum jo kaam le
dil bichhad ke bhi naam le
dard khud dil ko tham le
maula aisi de judai
maula aisi de judai
maula aisi de judai
mujhko aisi de judai
aankho me tut jaye na
intejar ka aaina
aankho me tut jaye na
intejar ka aaina
mausam ye tanhai ke
palbhar bhi dil sah paye na
aksh chun le jo khwab ke
ashk bun le aankh se
jakhm bhar de jo pyar ke
maula aisi de judai
maula aisi de judai
maula aisi de judai
mujhko aisi de judai
maula, maula, maula
maula, maula