mujhe mili jaane kaisi pal me ye khushi
diwaangi meri kuch aisi ye badh gayi
mujhe mili jaane kaisi pal me ye khushi
diwaangi meri kuch aisi ye badh gayi
ki suraj zami pe aur main aasma pe
chaand meri jeb me hatheliyon pe taare
mujhe mili jaane kaisi pal me ye khushi
diwaangi meri kuch aisi ye badh gayi
ki suraj zami pe aur main aasma pe
chaand meri jeb me hatheliyon pe taare
ye kya hua, tujhe achanak
ye kya hua
chehra tera kyu hai ye khila khila
hawa ko bandh lun main
tufaan ko rok lun main
mera bas chale to is nadi ko mod dun main
mujhe mili jaane kaisi pal me ye khushi
diwaangi meri kuch aisi ye badh gayi
ki suraj zami pe aur main aasma pe
chaand meri jeb me hatheliyon pe taare
thami thami paaniyo me jo mili nami
in aankho me aake kab ye ghul gayi
thami thami paaniyo me jo mili nami
in aankho me aake kab ye ghul gayi
ye mausam hare se hai mujhme ruke se
ye neele se baadal mere sang chale
zara zara main muthiyon me bhar lun chandni
yaha waha, main har shay me rakh dun roshni
main taaku badan pe kabhi rainbow ko
khushbuo ko odh ke main rango se milun
i know my child
teri khushiyo ki hai kya wajah
may god bless you
ki tu khush rahegi ab sada
na gam chhu paaye
na dukh paas aaye
muskuraati tu rahe ki jaise ho pari