saanwariya teri yaad me ro ro marenge hum
aao gale lagaau tumhe ruthe huye sanam
saanwariya teri yaad me ro ro marenge hum
aao gale lagaau tumhe ruthe huye sanam
ho o o saanwariya teri yaad me
raate kate teri yaad me, aansu bahe teri yaad me
raate kate teri yaad me, aansu bahe teri yaad me
aa bhi ja piya ab naa sata, virah basti phir se basa
saanwariya teri yaad me ro ro marenge hum
aao gale lagaau tumhe ruthe huye sanam
ho o o saanwariya teri yaad me
biti bahaaro ki yaad ho tum, khoyi ummido ki yaad ho tum
biti bahaaro ki yaad ho tum, khoyi ummido ki yaad ho tum
itana na kar piya mujhpe sitam
maarega mujhko judaayi ka gum
saanwariya teri yaad me ro ro marenge hum
aao gale lagaau tumhe ruthe huye sanam
ho o o saanwariya teri yaad me
tum jo agar na aaoge, luta hua ghar jalaaoge
tum jo agar na aaoge, luta hua ghar jalaaoge
teri kasam tere sar ki kasam
kar doge duniya meri khatam
saanwariya teri yaad me ro ro marenge hum
aao gale lagaau tumhe ruthe huye sanam
ho o o saanwariya teri yaad me
tu sabse hasi hai dilruba, dil tere bina hai bekarar
chhodo ji chhodo ye baat humse naa chhedo
kar lu mai kaise etabaar
tu sabse hasi hai dilruba, dil tere bina hai bekarar
chhodo ji chhodo ye baat humse naa chhedo
kar lu mai kaise etabaar
hum to tere deewaane hai tere bina begaane hai
hum to tere deewaane hai tere bina begaane hai
humne sune ye gaane hai ye aur kisi ko geet suna
tu sabse hasi hai dilruba, dil tere bina hai bekarar
chhodo ji chhodo ye baat humse naa chhedo
kar lu mai kaise etabaar
mere chaman ki hai tu bahaar, teri adaa pe jaan nisaar
mere chaman ki hai tu bahaar, teri adaa pe jaan nisaar
hum naa karenge koi ikaraar, o baate banaane waale yaar
tu sabse hasi hai dilruba, dil tere bina hai bekarar
chhodo ji chhodo ye baat humse naa chhedo
kar lu mai kaise etabaar
dono jahaa ke maali, is aashiyaa ke maali
kaayam rahe ye ghadiya yahi ek sawaal hai
yahi ek pukaar hai
tu sabse hasi hai dilruba, dil tere bina hai bekarar
chhodo ji chhodo ye baat humse naa chhedo
kar lu mai kaise etabaar
tu sabse hasi hai dilruba, kar lu mai kaise etabaar
tu sabse hasi hai dilruba, kar lu mai kaise etabaar
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai
tu hi hai meri jindagi ka sahaara
dobati huyi naiya ka kinaara
tu hi meri manjil tu hi mera saahil
bhatke huye ek raahi ka mandir
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai
ghatati nahi hai ab ye kaali kaali raate
aati hai yaad mujhe pyari pyari baate
tu hi mera meet hai jindagi ka geet hai
suni suni raaho me haath mera thaam le
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai
khwaabo ki duniya jo humne banayi thi
phulo se sawaari thi aur taaro se sajaayi thi
tujhe mujhse pyar tha umar bhar ka saath tha
paanv padu mai tere jana na chhod ke
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai
jindagi hai tadapna, tadpana hai jindagi
phir kyu jiye ja rahe hai, ae khuda tu hi samjhana
jindagi hai tadapna, tadpana hai jindagi
phir kyu jiye ja rahe hai, ae khuda tu hi samjhana
socha tha ye bahaare hai humaare hi liye
socha tha ye bahaare hai humaare hi liye
jannat ki saari raahe hai humaare hi liye
phir kyu bhari hai aahe, ae khuda tu hi samjhana
jindagi hai tadapna, tadpana hai jindagi
phir kyu jiye ja rahe hai, ae khuda tu hi samjhana
humne ye kyu na samjha, dukh se bhara jahaa hai
humne ye kyu na samjha, dukh se bhara jahaa hai
sab dhundhte hai khushiya milta hai gum yaha pe
is ajeeb daastaan ko, ae khuda tu hi samjhana
jindagi hai tadapna, tadpana hai jindagi
phir kyu jiye ja rahe hai, ae khuda tu hi samjhana
khwaabo ki duniya sitaaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
khwaabo ki duniya sitaaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
ujade fiza ke chaman se ye kah do
ki rangeen bahaar ab dur nahi
khwaabo ki duniya
har taraf ho viraaniya
gher chuki ho aandhiya
har taraf ho viraaniya
gher chuki ho aandhiya
tadapte armaa ke is jahaa ko
kabhi to sakun bhi aayega
khwaabo ki duniya sitaaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
khwaabo ki duniya
kaali ghataaye jab jaayegi
sunahari kirne aayegi
kaali ghataaye jab jaayegi
sunahari kirne aayegi
phir in baato ko yaad kar
aayegi khud ko bhi hasi
khwaabo ki duniya sitaaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
ujade fiza ke chaman se ye kah do
ki rangeen bahaar ab dur nahi
khwaabo ki duniya
humne ye mana ki humne sikha gana na
fir bhi gunguna lete hai dil ka tarana
humne ye mana ki humne sikha gana na
sunahri sham aayi humne mana
andheri raat chhayi humne mana
pyar ki baat aayi humne mana
yaar ki yaad aayi humne mana
khoyi tanhaiyo me gum ki gahraiyo me humne mana
humne ye mana ki humne sikha gana na
fir bhi gunguna lete hai dil ka tarana
humne ye mana ki humne sikha gana na
bole nadar ho tum humne mana
bole lachar ho tum humne mana
bole bekar ho tum humne mana
bole bimar ho tum humne mana
himmat ke hai pujari, hum hai sachche juari humne mana
humne ye mana ki humne sikha gana na
fir bhi gunguna lete hai dil ka tarana
humne ye maana ki humne sikha gana na
ramu to diwana hai diwana hai diwana
diwana hai diwana hai diwana
ramu to diwana hai diwana hai diwana
saari hai duniya uski duniya se begana wo
ramu to diwana hai diwana hai diwana
saari hai duniya uski duniya se begana wo
ramu to diwana hai diwana hai diwana
baja bajaata hai wo din raat gata hai wo
baja bajaata hai wo din raat gata hai wo
mehnat ka khaata hai wo phir bhi badnaam hai
ramu to diwana hai diwana hai diwana
saari hai duniya uski duniya se begana wo
ramu to diwana hai diwana hai diwana
saari hai duniya uski duniya se begana wo
ramu to diwana hai diwana hai diwana
har ek se nyara hai wo bahut hi pyara hai wo
har ek se nyara hai wo bahut hi pyara hai wo
sabka sahara hai wo phir bhi naakam hai
ramu to diwana hai diwana hai diwana
saari hai duniya uski duniya se begana wo
ramu to diwana hai diwana hai diwana
saari hai duniya uski duniya se begana wo
ramu to diwana hai diwana hai diwana
bahut hi bada hai shayar har kaam me hai maahir
bahut hi bada hai shayar har kaam me hai maahir
karta hai yahi wo jaahir phir bhi naadan hai
ramu to diwana hai diwana hai diwana
saari hai duniya uski duniya se begana wo
ramu to diwana hai diwana hai diwana
saari hai duniya uski duniya se begana wo
ramu to diwana hai diwana hai diwana
meri duniya ko lutaane waale
meri hasti ko mitaane waale
ter dar pe kabhi insaaf bhi hoga
is be-araam duniya me kahi aaraam bhi hoga
maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila
pyaar ke badle me gham sau baar mila
maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila
mere haalaat koi na jaane
dil ke jajbaat koi na jaane
mere haalaat koi na jaane
dil ke jajbaat koi na jaane
ho sahare the tanhaaiyon ke
vo khyalaat koi na jaane
maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila
pyaar ke badle me gham sau baar mila
maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila
mit gaye mere sapno ke saaye
hue apne aaj paraye
mit gaye mere sapno ke saaye
hue apne aaj paraye
ab wapas mujhe bulale
meri haalat par hasne waale
maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila
pyaar ke badle me gham sau baar mila
maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila