khwaabo ki duniya sitaaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
khwaabo ki duniya sitaaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
ujade fiza ke chaman se ye kah do
ki rangeen bahaar ab dur nahi
khwaabo ki duniya
har taraf ho viraaniya
gher chuki ho aandhiya
har taraf ho viraaniya
gher chuki ho aandhiya
tadapte armaa ke is jahaa ko
kabhi to sakun bhi aayega
khwaabo ki duniya sitaaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
khwaabo ki duniya
kaali ghataaye jab jaayegi
sunahari kirne aayegi
kaali ghataaye jab jaayegi
sunahari kirne aayegi
phir in baato ko yaad kar
aayegi khud ko bhi hasi
khwaabo ki duniya sitaaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
ujade fiza ke chaman se ye kah do
ki rangeen bahaar ab dur nahi
khwaabo ki duniya