tum jo aao to pyar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
tum jo aao to pyar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
kya kahu tumse kah nahi sakta
bin tumhare mai rah nahi sakta
kya kahu tumse kah nahi sakta
bin tumhare mai rah nahi sakta
tum ko agar aaitbar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
tum jo aao to pyar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
dil pe mujhko to etbar nahi
ye vo shay hai jise karar nahi
dil pe mujhko to etbar nahi
ye vo shay hai jise karar nahi
dil pe gar ikhtiyaar aajaye
zindagi me bahar aa jaye
tum jo aao to pyar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
jab tamnna shabab par aaye
har taraf ik khumar sa chhaye
jab tamnna shabab par aaye
har taraf ik khumar sa chhaye
ager kismat ko yaad jaye
zindagi me bahar aa jaye
tum jo aao to pyar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
dil me leke pyare dekh lo nazar bhar ke
haye dekh lo nazar bhar ke aji hum to hai dildar tere
jane pahchane are hum to hai dildar tere
jane pahchane dekh lo nazar bhar ke
haye dekh lo nazar bhar ke
ae sanam hai abhi pahla kadam
kahe ulfat me sanam hai abhi pahla kadam
aise dekho na hume ho aise dekho na hume
lage humko sharam lage hai sharam
hath me le lo hath karo na koi bahana re
dekh lo nazar bhar ke haye dekh lo nazar bhar ke
humne to pyar kiya dil ka vyapar kiya
humne to pyar kiya dil ka vyapar kiya
hume o ho phir na ye kahna
hume dil ya dard diya dard diya
hoye lut ke le jayenge tera dil anjane
hoye lut ke le jayenge tera dil anjane
dekh dekh lo nazar bhar ke
aaj hans lo ji dilbar kal ki kisko hai khabar
phir milenge o ho phir mile ya na mile
likha hua kya kismat me ye koi na jane
oye likha hua kya kismat me ye koi na jane
mithi bato me inki na aana kabhi
inki chalo ka koi bharosa nahi
mithi bato me inki na aana kabhi
inki chalo ka koi bharosa nahi
mithi bato me inki na aana kabhi
inki chalo ka koi bharosa nahi
inki chalo ka koi bharosa nahi
inki chalo ka koi bharosa nahi
lake majdhar me lake majdhar me chhod dete hai
ishq walo ka koi bharosa nahi
lake majdhar me chhod dete hai
ishq walo ka koi bharosa nahi
inke ikarar jhute hai wade galat
inke ikarar jhute hai wade galat
inke ikarar jhute hai wade galat
inki bato ka koi bharosa nahi
inke ikarar jhute hai wade galat
inki bato ka koi bharosa nahi
inki bato ka koi bharosa nahi
inki bato ka koi bharosa nahi
ye bade sang dil hai
ye bade sangdil hai khuda ki kasam
in husn walo ka koi bharosa nahi
ye bade sangdil hai khuda ki kasam
in husn walo ka koi bharosa nahi
pyar ke naam pe dhokha ye kiya karte hai
naam wafao ka daga karte hai
achhi surat nazar aayi to bane saudai
o harjai ye bade matlabi hai ye bade matlabi hai
ye bade matlabi hai bade bewafa
inke nalo ka koi bharosa nahi hai
ye bade matlabi hai bade bewafa
inke nalo ka koi bharosa nahi hai
dikhne me ye nazar aate hai bhole bhale
inse dushman ka pala bhi na mukaddar dale
parde me ye dikhate hai suhane sapne
apni hokar bhi ye zalim nahi hoti
jane kab naag bankar ye das jayenge
lambe balo ka koi bharosa nahi
jane kab naag bankar ye das jayenge
lambe balo ka koi bharosa nahi
humko chhedoge to aasan nahi pachhtaoge
are hum jo ruthenge to khud aap hi samjhoge
jaiye jaiye aaine me surat dekho
aji chhod iye chhod iye surat ko mohabbat dekho
tum bade wo ho mana lete ho tum bhi to lad ke
mohabbat ka maza lete ho
chhodo takrar chalo hath mila le aao
baat jo sach hai zamane ko ga de aao
tum pe qurban dil tumpe sadke nazar
dekhiye to zara muskurake idhar
shukriya aapke pyar ka shukriya
shukriya aapke pyar ka shukriya
le gaye chhinkar hosh tirachhi nazar
hamko apna pata hain, na dil ki khabar
shukriya aapke pyar ka shukriya
shukriya aapke pyar ka shukriya
tumse nazare mili, phul se khil gaye
tumse nazare mili, phul se khil gyae
husn aur
husn aur ishq ke, silsile mil gaye
jhumati hain fiza ga rahi hain hawa
jhumati hain fiza ga rahi hain hawa
shukriya aapke pyar ka shukriya
shukriya aapke pyar ka shukriya
chand sa apna chehra chhupa lijiye
chand sa apna chehra chhupa lijiye
apani julfo
apani julfo ko, parda bana lijiye
ho na jaye kahi tumpe mausam fida
ho na jaye kahi tumpe mausam fida
shukriya aapke pyar ka shukriya
shukriya aapke pyar ka shukriya
tum mile to mujhe, zindagi mil gayi
tum mile to
tum mile to mujhe, zindagi mil gayi
main andhere me tha, raushani mil gayi
main andhere
main andhere me tha, raushani mil gayi
dil se dil mil gaye, mit gaya fansala
dil se dil mil gaye, mit gaya fansala
shukriya aapke pyar ka shukriya
shukriya aapke pyar ka shukriya
socha hai tumhe pyar karu kya khayal hai
kaho ji kya khayal hai socha hai tumse pyar karu
kya khayal hai kaho ji kya khayal hai
dil me sama ke rahte ho nazro se dur dur
ek bar muskura ke idhar zara dekh lo hujur
kadmo pe dil nisar karu kya khayal hai
kaho ji kya khayal hai socha hai tumse pyar karu
kya khayal hai kaho ji kya khayal hai
tabir kya ye sach hai mohabbat ke khwab ki
jo kuch bata rahi hai nigahe janab ki
mai inka eatbar karu kya khayal hai
kaho ji kya khayal hai socha hai tumse pyar karu
kya khayal hai kaho bhi na kya khayal hai
maine to tumko chaha balam dil aur jaan se
hasrat yahi hai kah do kabhi tum bhi zuban se
kab tak ye intzar karu kya khayal hai
kaho ji kya khayal hai socha hai tumse pyar karu
kya khayal hai kaho ji kya khayal hai kaho na
tumse karte na agar pyar to achcha hota
tumse karte na agar pyar to achcha hota
tumse karte na agar pyar to achcha hota
dil ko lagta na ye aazar to achcha hota
tumse karte na agar
dil ki zidd ne hume badnaam zamaane me kiya
dil ki zidd ne hume badnaam zamaane me kiya
pahle hi maante agar haar to achcha hota
dil ko lagta na ye aazar to achcha hota
tumse karte na agar
sukh ki do char ghadi haye beetate hum bhi
sukh ki do char ghadi haye beetate hum bhi
mahar bante na jo diwar to achcha hota
dil ko lagta na ye aazar to achcha hota
tumse karte na agar
maut se pahle hai bas ek tamanna dil ki
maut se pahle hai bas ek tamanna dil ki
dekh lete tumne to ek baar to achcha hota
dil ko lagta na ye aazar to achcha hota
tumse karte na agar
aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
aap jo chahe ha aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
aap ka darr chod ke jaaye kaha
aa aa aaa aa aa a a aa aa aa
ho gaya dushman humara ye jahan
aa aa aa aa aa a a aa aa aa
sar chupane ka ab nahi aasra
humko apne dil me rahne dijiye
humko apne dil me rahne dijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
aap jo chahe ha aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
dil lagaya humne kitne nadaan the
aa aa aa aa aa a a aa aa aa
ishq me maare gaye hum jaan the
aa aa aa aa aa a a aa aa aa
aap ke hum ho gaye imaan se
aa aa aaa aa aa a a aa aa aa
kah rahe hai saz bharosa kijiye
kah rahe hai saz bharosa kijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
aap jo chahe ha aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
ham bhi tumhare hai dil bhi tumhara hai
raja ji yaad rakhna wada hamara hai
ham bhi tumhare hai dil bhi tumhara hai
raja ji yaad rahkna wada hamara hai
khwaabo ke haar liye jag ki bahaar liya
dar pe tumhare aaye aankhon me pyaar liye
khwaabo ke haar liye jag ki bahaar liya
dar pe tumhare aaye aankhon me pyaar liye
ha milo aage badhke dil ka ishara hai
raja ji yaad rakhna wada hamara hai
ham bhi tumhare hai dil bhi tumhara hai
raja ji yaad rahkna wada hamara hai
shayad suhana samaa badla hai aaj yahan
aayega laut ke fir hai aisa jamana kahan
shayad suhana samaa badla hai aaj yahan
aayega laut ke fir hai aisa jamana kahan
ji bhar ke dekh lo tum kaisa najara hai
raja ji yaad rakhna wada hamara hai
ham bhi tumhare hai dil bhi tumhara hai
raja ji yaad rahkna wada hamara hai
tum bhi jo ruth gaye duniya se kaun kahe
jivan ki naav bhala kaise ab paar lage
tum bhi jo ruth gaye duniya se kaun kahe
jivan ki naav bhala kaise ab paar lage
kaise ab paar lage
lahare bhi josh me hai dur kinara hai
raja ji yaad rakhana wada hamara hai
jaate ho khuda haafiz taskeen diye jaao
jaate ho khuda haafiz ab jaake kab aaoge
waada to kiye jaao
jaate ho khuda haafiz
fursat me ye najaare gam aur badhayenge
chamkenge agar taare aansu nikal aayenge
ye chaand sitaare bhi, ye chaand sitaare bhi
tum saath liye jaao
jaate ho khuda haafiz taskeen diye jaao
jaate ho khuda haafiz
kis tarah sambhalu main majboor bahut dil hai
haalat ye bataati hai jeena mera mushkil hai
ulafat ka ye kehna hai, ulfat ka ye kehna hai
mar mar ke jiye jaao
jaate ho khuda haafiz taskeen diye jaao
jaate ho khuda haafiz
zere deewar khade hain tera kya lete hain
dekh lete hain kashish dil ki bujha lete hain
zere deewar khade hain tera kya lete hain
zere deewar khade hain tera kya lete hain
dekh lete hain kashish dil ki bujha lete hain
dekh lete hain kashish dil ki bujha lete hain
kyu mana karte ho ham khud hi chale jayenge
kyu mana karte ho ham khud hi chale jayenge
baith jaate hain jahan dhuni rama lete hainn
baith jaate hain jahan dhuni rama lete hainn
dekh lete hain kashish dil ki bujha lete hain
chasme nargis hain tere may ke gulabi pyaale
chasme nargis hain tere may ke gulabi pyaale
bin piye hi mujhe mastana bana dete hain
bin piye hi mujhe mastana bana dete hain
dekh lete hain kashish dil ki bujha lete hain
dede ab husan ki khairat ke arsa gujara
dede ab husan ki khairat ke arsa gujara
ham fakira na tere dar se sada dete hain
ham fakira na tere dar se sada dete hain
dekh lete hain kashish dil ki bujha lete hain
zere deewar khade hain tera kya lete hain
har fakeer ki duaa tunhare sath hai
har fakeer ki duaa tunhare sath hai
ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai
ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai
sabi pe maharban tum sabi ke kherva tum
sabi pe maharban tum sabi ke kherva tum
jaha bhi jaoge tum ban ke rahoge badshah tum
jaha bhi jaoge tum ban ke rahoge badshah tum
sabi ke dard gam ki dava tumhare pas hai
sabi ke dard gam ki dava tumhare pas hai
ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai
ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai
luta ke apna takhat taj dilo me kar kiya ghar
luta ke apna takhat taj dilo me kar kiya ghar
lagege motiyo ke dhere najar utaoge jidar
ki rahmato ki jumti gata tumhare sath hai
ki rahmato ki jumti gata tumhare sath hai
ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai
ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai
banegi shyam bin ki banege ke sab bigde kam
banegi shyam bin ki banege ke sab bigde kam
rahega har juba par sada tumhara nek naam
rahega har juba par sada tumhara nek naam
daga hai gair ke liye wafa tumhare sath hai
daga hai gair ke liye wafa tumhare sath hai
ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai
ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai