People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Khakar Zakhm Dua Di
Singer: Ghulam Ali
Music: Ghulam Ali
Lyricist: Farhat Shahzad
Album: Sadaf(2008)
Tag: Hindi
Video:
karu na yaad magar
karu na yaad magar kis tarah bhulau use
gazal bahana karunaur gungunau use
wo khar khar hai shakh-e-gulaab ki maanind
main zakhm zakhm hu phir bhi gale lagau use

kha kar zakhm dua di humne
kha kar zakhm dua di
kha kar zakhm, kha kar zakhm
dua di humne
kha kar zakhm dua di
kha kar zakhm dua di humne
bas yu umar bita di humne
kha kar zakhm dua di humne
dua di humne, dua di humne

raat kuch aise dil dukhta tha
raat kuch aise dil dukhta tha
raat kuch aise dil dukhta tha
jaise aas bujha di humne
jaise aas bujha di humne
kha kar zakhm dua di humne
dua di humne, dua di humne

sannate ke shehar me tujhko
sannate, sannate ke shehar me tujhko
sannate ke shehar me tujhko
sannate ke shehar me tujhko
beaawaz sada di humne
beaawaz sada di humne
beaawaz sada di humne
kha kar zakhm dua di humne

yaad ko teri tut ke chaha
yaad ko teri, yaad ko teri
yaad ko teri tut ke chaha
yaad ko teri tut ke chaha
dil ko khub saza di humne
dil ko khub saza di humne
dil ko khub saza di humne
kha kar zakhm dua di humne

hosh jise kahti hai duniya
hosh jise kahti hai duniya
duniya, duniya, duniya
hosh jise kahti hai duniya
hosh jise kahti hai duniya
wo diwaar gira di humne
wo diwaar gira di humne
kha kar zakhm dua di humne
dua di humne, dua di humne

dekh ke jisko dil dukhta tha
dekh ke jisko dil dukhta tha
dekh ke jisko dil dukhta tha
wo tasveer jala di humne
wo tasveer jala di humne
wo tasveer jala di humne
kha kar zakhm dua di humne

aa shahzaad tujhe samjhaye
aa, aa, aa, aa
aa shahzaad tujhe samjhaye
aa shahzaad tujhe samjhaye
aa shahzaad tujhe samjhaye
kyun kar umar ganwa di humne
kyun kar umar ganwa di humne
kyun kar umar ganwa di humne
kha kar zakhm dua di humne
kha kar zakhm dua di humne
bas yu umar bita di humne
kha kar zakhm dua di humne
dua di humne, dua di humne
Isse Pehle Ke Baat
Singer: Ghulam Ali
Music: Ghulam Ali
Lyricist: Farhat Shahzad
Album: Sadaf(2008)
Tag: Hindi
Video:
isse pahle ke baat tal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
aao ek daur aur chal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
aao ek daur aur chal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye

aansuo se bhari hui aankhe
aansuo se bhari hui aankhe
aansuo se bhari hui aankhe
roshni jis tarah pighal jaaye
roshni jis tarah pighal jaaye
aao ek daur aur chal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye

dil wo naadaan shokh bacchaa hai
dil wo naadaan shokh bacchaa hai
dil wo naadaan shokh bacchaa hai
aag chhune pe jo machal jaaye
aag chhune pe jo machal jaaye
aao ek daur aur chal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye

tujhko paane ki aas ke sar se
tujhko paane ki aas ke sar se
tujhko paane ki aas ke sar se
zindagi ki ridaa na dhal jaaye
zindagi ki ridaa na dhal jaaye
aao ek daur aur chal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye

bakht mausam hawa ka rukh jaana
bakht mausam hawa ka rukh jaana
bakht mausam hawa ka rukh jaana
kaun jaane ke kab badal jaaye
kaun jaane ke kab badal jaaye
aao ek daur aur chal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
aao ek daur aur chal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
isse pahle ke baat tal jaaye
Ek Toh Chehra Aisa Ho
Singer: Ghulam Ali
Music: Ghulam Ali
Lyricist: Farhat Shahzad
Album: Sadaf(2008)
Tag: Hindi
Video:
ek to chehra aisa ho
ek to chehra aisa ho
mere liye jo
mere liye jo sajta ho
ek to chehra aisa ho
ek to chehra aisa ho
mere liye jo
mere liye jo sajta ho
ek to chehra aisa ho
ek to chehra aisa ho
aisa ho, aisa ho

sham dhale ek darwaza
sham dhale ek darwaza
sham dhale ek darwaza
raah meri bhi takta ho
raah meri bhi takta ho
mere liye jo
mere liye jo sajta ho
ek to chehra aisa ho
ek to chehra aisa ho
aisa ho, aisa ho

mera dukh wo samjhega
mera dukh wo samjhega
mera dukh wo samjhega
meri tarah jo tanha ho
meri tarah jo tanha ho
mere liye jo
mere liye jo sajta ho
ek to chehra aisa ho
ek to chehra aisa ho
aisa ho, aisa ho

ek suhana mustakabil
ek suhana mustakabil
ek suhana mustakabil
khab sa jaise dekha ho
khab sa jaise dekha ho
mere liye jo
mere liye jo sajta ho
ek to chehra aisa ho
ek to chehra aisa ho
aisa ho, aisa ho

ab shahzaad wo deepak hai
ab shahzaad wo deepak hai
ab shahzaad wo deepak hai
jo tufan me jalta ho
jo tufan me jalta ho
mere liye jo
mere liye jo sajta ho
ek to chehra aisa ho
ek to chehra aisa ho
mere liye jo
mere liye jo sajta ho
ek to chehra aisa ho
ek to chehra aisa ho
aisa ho, aisa ho
Bhatka Bhatka Phirta Hu
Singer: Ghulam Ali
Music: Ghulam Ali
Lyricist: Farhat Shahzad
Album: Sadaf(2008)
Tag: Hindi
Video:
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun
goyaa sukhaa pattaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun
goyaa sukhaa pattaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun

saath zamaanaa hai lekin
saath zamaanaa hai lekin
tanhaa tanhaa rahtaa hun
tanhaa tanhaa rahtaa hun
goyaa sukhaa pattaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun

dhadkan dhadkan zakhmi hai
dhadkan dhadkan zakhmi hai
phir bhi hanstaa rahtaa hun
phir bhi hanstaa rahtaa hun
goyaa sukhaa pattaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun

jabse tumko dekhaa hai
jabse tumko dekhaa hai
khwaab hi dekhaa kartaa hun
khwaab hi dekhaa kartaa hun
goyaa sukhaa pattaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun

tum par harf na aa jaaye
tum par harf na aa jaaye
tum par harf na aa jaaye
diwaaro se darta hun, diwaaro se darta hun
goyaa sukhaa pattaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun

mujhpar to khul jaa shahjaad
mujhpar to khul jaa shahjaad
mai to tera apnaa hun, mai to tera apnaa hun
goyaa sukhaa pattaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun
goyaa sukhaa pattaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun
bhatkaa bhatkaa phirtaa hun
Zindagi Ko Udaas Kar Bhi Gaya
Singer: Ghulam Ali
Music: Ghulam Ali
Lyricist: Farhat Shahzad
Album: Sadaf(2008)
Tag: other
Video:
zindagi ko udaas kar bhi gayaa
zindagi ko udaas kar bhi gayaa
wo ke mausam thaa ik guzar bhi gayaa
zindagi ko udaas kar bhi gayaa
wo ke mausam thaa ik guzar bhi gayaa
zindagi ko udaas kar bhi gayaa

saare hamadard bichhade jaate hai
saare hamadard bichhade jaate hai
saare hamadard bichhade jaate hai
dil ko rote hi the jigar bhi gayaa
zindagi ko udaas kar bhi gayaa

khair mazil to hamako kyaa milati
khair mazil to hamako kyaa milati
khair mazil to hamako kyaa milati
shauq-e-mazil me hamasafar bhi gayaa
zindagi ko udaas kar bhi gayaa

maut se haar maan li aakhir
maut se haar maan li aakhir
maut se haar maan li aakhir
cheharaa-e-zindagi utar bhi gayaa
zindagi ko udaas kar bhi gayaa
zindagi ko udaas kar bhi gayaa
wo ke mausam thaa ik guzar bhi gayaa
zindagi ko udaas kar bhi gayaa
zindagi ko udaas kar bhi gayaa
zindagi ko udaas kar bhi gayaa
Lutf Jo Uske Intezaar
Singer: Ghulam Ali
Music: Ghulam Ali
Lyricist: Farhat Shahzad
Album: Sadaf(2008)
Tag: other
Video:
lutf jo uske intzaar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai

husn jitna hai gaahe gaahe me
husn jitna hai gaahe gaahe me
husn jitna hai gaahe gaahe me
kab mulaqaat-e-baar-baar me hai
kab mulaqaat-e-baar-baar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai

jaan-o-dil se main haarta hi rahu
jaan-o-dil se main haarta hi rahu
jaan-o-dil se main haarta hi rahu
agar teri jeet meri haar me hai
agar teri jeet meri haar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai

zindagi bhar ki chahato ka sila
zindagi bhar ki chahato ka sila
zindagi bhar ki chahato ka sila
dil me paibast nok-e-khar me hai
dil me paibast nok-e-khar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai

kya hua agar khushi nahi bas me
kya hua agar khushi nahi bas me
kya hua agar khushi nahi bas me
muskurana to ikhtiyaar me hai
muskurana to ikhtiyaar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
lutf jo uske intzaar me hai