jo na hona tha, wo mujhe hona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
jo na hona tha, wo mujhe hona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
dur duniya se teri itna chali aayi hu
aaj main jism nahi, aaj main parchhayi hu
har jagah bhid ka sailab tere charo taraf
main apne aap me simti huyi tanhaihu
jo bhi haasil hua, paake khona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
pass hai mere tere saath gujare lamhe
kuch adhure rahe, kuch pure ho gaye sapne
bahut sambhal ke rakhti hu inko sine me
ab is jahan me mere to, hai yahi apne
yaad karke jeeye, raat din rona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
tujhe hai kasam mere khaabo ko pura karna
rang jo maine chune the wahi unme bharna
ab inka jo bhi anjaam
tujhpe chhod diya
meri ummed ko tu
naummed na karna
suna suna mere dil ka kona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
o saathiya o saathiya
aaye jo teri yaad
dil le ke dil se baat
liya tera naam phir mahaki shaam
yaadon ne teri kya kiya
dil chura liya saathiya
dil chura liya saathiya
aaye jo teri yaad
dil le ke dil se baat
liya tera naam phir mahaki shaam
yaadon ne teri kya kiya
dil chura liya saathiya
dil chura liya saathiya
aankho ne dekhi phir se vo hi manjar
jo ho gaye the ik pal mein gum
yaadon mein kho ke kyun aisa laga bas
ki aa gaye meri baahon mein tum
tanha hai tere bin mushkil hai kitne din
liya tera naam phir mahaki shaam
yaadon ne teri kya kiya
dil chura liya saathiya
dil chura liya saathiya
ye tanhaai aur ye bechaini
jeete ji dekh le le na ja
bas chup rah ke aur sabkuch sahke
jina bhi hai hume ab yaha
tuta hai tera sath yaade hai mere pas
liya tera naam phir mahaki shaam
yaadon ne teri kya kiya
dil chura liya saathiya
dil chura liya saathiya
aaye jo teri yaad
dil le ke dil se baat
liya tera naam phir mahaki shaam
yaadon ne teri kya kiya
dil chura liya saathiya
dil chura liya saathiya
aye meri jindagi tu mere sath hai
aye meri jindagi tu mere sath hai
ab mujhe is jamane ki parvaah nahi
jaan le lu bhi mai jaan de du bhi mai
jaan le lu bhi mai jaan de du bhi mai
koyi kimat chhukane ki parvaah nahi
aye meri jindagi tu mere saath hai
teri chaahat si koi bhi chaahat nahi
kiyo ke is me kahi bhi banaawat nahi
qudratan husn tera hai sab se hasin
duniya daari ki is me milaawat nahi
duniya daari ki is me milaawat nahi
isko paana haye mujhko kisi haal me
isko paana haye mujhko kisi haal me
iss pe jaan bhi gawaane ki parvah nahi
aye meri zindagi tu mere sath hai
tu khuda hai mera mera imaan hai
ishq karana tera mujhape ehsaan hai
tu subah ka ujaala mere waaste
tu mere waaste dilnashi shaam hai
tu mere waaste dilnashi shaam hai
tere dil me thikana rahe umr bhar
tere dil me thikana rahe umr bhar
phir kisi aashiyane ki parwaah nahi
aye meri jindagi tu mere sath hai
aye meri jindagi tu mere saath hai
aye meri jindagi tu mere saath hai
ab mujhe issi jamane ki parvaah nahi
aye meri jindagi tu mere sath hai
jo na hona tha, woh mujhe hona pada
aaj kho kar tujhe jinda rahna pada
waqt se jo mila mujhe woh jakhm
seena pada, seena pada, seena pada
jo na hona tha, woh mujhe hona pada
aaj kho kar tujhe jinda rahna pada
waqt se jo mila mujhe woh jakhm
seena pada, seena pada, seena pada
phir kahin sahar mein chhota sa ghar bana lunga
tu sajaa tha kabhi us tarah main saja lunga
phir naye rango se rang lunga uski diwaare
kuch naye khawaab bhi gamlon me main laga lunga
tere gam ka zahar yun bhi peena pada
aaj kho kar tujhe jinda rahna pada
waqt se jo mila mujhe woh jakhm
seena pada, seena pada, seena pada
waqt marham hai tera zakhm bhi wo bhar dega
bin tere jeene ke laayak wo mujhe kar dega
phir naye raaste dega wo mere kadmo ko
phir mujhe laut kar aane kaa koi dar dega
tutaa sapna haan mujhe phir pirona pada
aaj kho kar tujhe jinda rehna pada
waqt se jo milaa mujhe wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
ab teri yaadon ko mehmaan main bana lunga
jab bhi aayengi to kuchh mahfilen saja lunga
unke aane phir unke jaane ko raftaa raftaa
koi aadat si haan main to bana lunga
haay itnaa kyun mujhe tanha yun hona pada
aaj kho kar tujhe jinda rehna pada
waqt se jo milaa mujhe wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
o saathiya o saathiya
aayi jo teri yaad, dil ne kee dil se baat
liya teraa naam phir mehaki shaam
yaado ne teri ye kya kiya
dil chura liya saathiya
dil chura liya saathiya
aayi jo teri yaad, dil ne kee dil se baat
liya tera naam phir mehaki shaam
yaado ne teri ye kya kiya
dil chura liya saathiya
dil chura liya saathiya
aankho ne dekhe phir se wahi manjar
jo ho gaye the ek pal me hee gum
yaado me khoke kyu aisa laga bas
phir aa gaye meri baaho me tum
tanha hai tere bin mushkil hai kitne din
liya tera naam phir mehaki shaam
yaado ne teri ye kya kiya
dil chura liya saathiya
ha dil chura liya saathiya
ye tanhayi aur ye bechaini
jeete jee dekh le, le na jaan
bas chup rahke aur sab kuchh seh ke
jina bhi hai hame ab yaha
tuta hai tera saath yaade hai mere paas
liya tera naam phir mehaki shaam
yaado ne teri ye kya kiya
dil chura liya saathiya
dil chura liya saathiya
aayi jo teri yaad, dil ne kee dil se baat
liya teraa naam phir mehaki shaam
yaado ne teri ye kya kiya
dil chura liya saathiya
ha dil chura liya saathiya
ae meri zindagi tu mere sath hai
ae meri zindagi tu mere sath hai
ab mujhe is zamane ki parvaah nahi
jaan le loon bhi mai jaan de du bhi mai
jaan le loon bhi mai jaan de du bhi mai
koi kimat chukaane ki parwaah nahi
aye meri zindagi tu mere sath hai
teri chahat si koi bhi chahat nahi
kyo ke is me kahi bhi banawat nahi
kudrat husn tera hai sab se hasin
duniya dari ki is me milawat nahi
duniya dari ki is me milawat nahi
isko pana hai mujhko kisi haal me
isko pana hai mujhko kisi haal me
is pe jaan bhi gawane ki parvaah nahi
ae meri zindagi tu mere sath hai
hai teri chudiyon ka khanakna mera
aur tere gesuon ka mehakna mera
naksh rehta hai her pal mere jism pe
wo lipatna tera wo simatna tera
wo lipatna tera wo simatna tera
meri aankhon ko bas tera didar ho
meri aankhon ko bas tera didar ho
kuch mujhe aur pane ki parwaah nahi
ae meri zindagi tu mere sath hai
ae meri zindagi tu mere sath hai
ab mujhe iss zamane ki parvaah nahi
ae meri zindagi tu mere sath hai
kabhi khushbu kabhi jhonka kabhi hawa sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
kabhi khushbu kabhi jhonka kabhi hawa sa lage
bas yahi sochkar raato ko main nahi sota
nind aayi toh teraa khwaab chala aayega
phir subah jab khulengi aankhen meri
tu bhi subah ko sitaare sa chala jaayega
aake abb yun teraa jaana bura bura sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
kabhi khushbu kabhi jhonka kabhi hawa sa lage
koyi dastak koyi aahat koyi aawaz nahi
tu dabe paanv khayalo me chala aata hai
baarha aisa bhi mahsus huwa hai mujhko
aake chup-chaap tu pahlu me baith jaata hai
tu kahi aaj bhi mujhame jinda jinda sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
kabhi khushbu kabhi jhonka kabhi hawa sa lage
aaj bhi lams dhadakte hain mere sine me
aaj bhi teri khanakti si sada aati hai
aaj bhi jism sulagata hai teri saanso se
aaj bhi ruh me halchal mere mach jaati hai
dil teri yaad se abb yun bhara bhara sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
kabhi khushbu kabhi jhonka kabhi hawa sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
o sathiya, o beliya
dekhi hai pehli bar, ankhon ne yeh bahar
rutu mast mast yeh din yeh waqt
mausam ne kya jadu kiya
dil chura liya, sathiya
dil chura liya, sathiya
dekhi hai pehli bar, ankhon ne yeh bahar
rutu mast mast yeh din yeh waqt
mausam ne kya jadu kiya
dil chura liya, sathiya
dil chura liya, sathiya
dil tha pyasa bas hamne sara
sagar do ghunt mein pi liya
pal do pal mein bas aj hi kal me
sau salon ka janam ji liya
dekha hai pehli bar, jivan ke ar par
rutu mast mast yeh din yeh waqt
mausam ne kya jadu kiya
dil chura liya, sathiya
dil chura liya, sathiya
phulon ko to khilate dekha tha
kantein bhi aj toh khil gaye
logo ko toh milate dekha tha
ye dharti asman mil gaye
aya hai pehli bar kismat pe aitbar
rutu mast mast yeh din yeh waqt
mausam ne kya jadu kiya
dil chura liya, sathiya
dil chura liya, sathiya
dekhi hai pehli bar, ankhon ne yeh bahar
rutu mast mast yeh din yeh waqt
mausam ne kya jadu kiya
dil chura liya, sathiya
dil chura liya, sathiya
har taraf har jagah har kahi pe hai haan usika noor haan usika noor
har taraf har jagah har kahi pe hai haan usika noor haan usika noor
har taraf har jagah har kahi pe hai haan usika noor haan usika noor
roshni kaa koi dariyaa to hai haan kahi pe jaroor
roshni kaa koi dariyaa to hai haan kahi pe jaroor
roshni kaa koi dariyaa to hai haan kahi pe jaroor
ye aasmaan ye jamin chaand aur sooraj
kya bana saka hai kabhi koi bhi kudrat
kya bana saka hai kabhi koi bhi kudrat
koi to hai jiske aage hai aadmi majboor
koi to hai jiske aage hai aadmi majboor
har taraf har jagah har kahi pe hai haan usika noor
insaan jab koi hai raah se bhatkaa
isne dikhaa diyaa usko sahi rastaa isne
dikhaa diyaa usko sahi rastaa
koi to hai jo kartaa hai mushkil hamaari door
koi to hai jo kartaa hai mushkil hamaari door
har taraf har jagah har kahi pe hai haan usika noor
roshni kaa koi dariyaa to hai haan kahi pe jaroor