Phuljhadiyo Ari Phuljhadiyo
Kasam Se Huwa Re Haal Tera Attpatta
Phal Mein Shabnam Jaisi
Tu Gulon Se Tapak Jaaye Re
Phal Mein Chewing-Gum Jaise
Masoodon Mein Chpak Jaye Re
Phuljhadiyo Ari Phuljhadiyo
Dilon Ke Darwaze Aaste Khat-Khataa
Taajub Ka Samaan Hai Tu
Phuljhadiyo Ho Munal Jwalamukhi Tu
Phuljhadiyo Har Adaa Teri Betuki
Phuljhadiyo Ari Phuljhadiyo
Yun Jal Bin Mashli Ki Tarah Na Chhatpata
Share Bazaar Ki Tarah Kyun
Paara Ye Tera Chadhta Utarta Hai
Kabhi Tu Imli Ko Tarasti Hai
Toh Kabhi Dil Mirchi Pe Marta Hai
Paaro Hai Devdas Ki Tu
Phuljhadiyo, Aur Kabhi Chandramukhi Tu
Phuljhadiyo, Muskura Kyun Hai Dukhi
Phuljhadiyo Ari Phuljhadiyo
Kasam Se Huwa Re Haal Tera Attpatta.
Ik Khushkhabri Kaano Kaan Phaili Hai
Haan Meri Jaan
Jiski Badaulat Jhoom Utha
Hai Dil Ka Soona Makaan
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Aane Ko Hai Ik Mehmaan
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Jiski Peshagi Hai Ye Muskaan
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Aane Ko Hai Ik Mehmaan
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Haath Aayi Hai Khushiyon Ki Haan
Ik Khushkhabri Kaano Kaan
Phaili Hai Meri Jaan
Karke Afsos Ko Rukhsat
Angdaiyan Leti Hai Kismat
Maalik Ki Ajeeb Hai Azmat
Itni Jaldi Jo Huyi Hai Kubool Dua
Parchaiyan Door Hain Humse
Ras Bhi Kahe Noor Kasam Se
Apni Umeed Ke Dum Se
Masla Har Fakar Aaj Fizool Hua
Dil Ka Mehka Hai Muhalla
Koocha Koocha Halla Gulla
Main Vaari Jaaun Allah Wallah Wallah Wallah
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Yaaane Jashn Ka Hai Ye Farmaan
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Jiski Peshagi Hai Ye Muskaan
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Yaaane Jashn Ka Hai Ye Farmaan
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Jiski Peshagi Hai Ye Muskaan
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani Yaani
Harek Ko Hai Ik Mehmaan
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Haan Khaayi Hai Khushiyon Ki Khaar
Teri Tarah Lagta Tu Hai
Yeh Tu Magar Hai Nahi
Chehra Tera Hassta Toh Hai
Aankhein Magar Khush Kyun Nahi
Kaun Samjhe Dard Tere
Kaun Tujhko Rihaayi De
Rihaayi De Rihaayi De
Rihaayi De Rihaayi De
Kyun Teri Khwaishein Khatam Hui
Shaunk Tere Darajo Mein Kaid Hue
Jaagi Nigahon Ke Sapne Tere
Surkh Jo The Woh Saare Safed Hue
Sahilon Se Lehar Teri Rooth Gayi Kyun
Kaun Samjhe Dard Tere
Kaun Tujhko Rihaayi De
Rihaayi De Rihaayi De
Rihaayi De Rihaayi De
Teri Tarah Lagta Tu Hai
Yeh Tu Magar Hai Nahi
Chehra Tera Hassta Toh Hai
Aankhein Magar Khush Kyun Nahi
Kaun Samjhe Dard Tere
Kaun Tujhko Rihaayi De
Rihaayi De Rihaayi De
Rihaayi De Rihaayi De.