People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Hum Tujhe Dhoond Lenge
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Mahal(1969)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Duniya-Mahal/Hum-Tujhe-Dhoond-Lenge-Part-1/BwQCACtTRwY
Video:
faisla ho jayega bas aaj aye parda nasi
aaj ya to hum nahi ya aaj ye parda nahi
tune surat chupai tune chilman girai
haye jab kiran mushkurayi chandani rat aayi
chand se tere ghar ka hum pata puch lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge

hum jami par hai sitaro ki khabar rakhte hai
hum bade wo hai badi tej najar rakhte hai
ye ishk husn ki mahfil ko dhund leta hai
ho dhund leta hai ha dhund leta hai
ye katal hoke bhiye katal hoke bhi
katil ko dhund leta hai ho dhund leta hai ha dhund leta hai
chaman ke phul baharo ko dhund lete hai
chaman ke phul baharo ko dhund lete hai
ke yar yaro ko dhund lete hai
ho dhund leta hai ha dhund leta hai

sath wade saba ke mast kali ghata ke
jayenge hum chaman me husn ki anjuman me
apna dil bulbulo sa tera chehra gulo sa
gul se teri gali ka hum pata puch lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge

jamana aaj dekhega tamsha ek yaha hoga
hamare ek ishare pe jami pe aasma hoga
najar ka teer nishane ko dhund leta hai
ho dhund leta hai ha dhund leta hai
ye dil ka saj ye dil ka saj tarane ko dhund leta hai
ho dhund leta hai ha dhund leta hai
najar uthe to najar uthe to najaro ko dhund leti hai
najar uthe to najaro ko dhund leti hai
lahar uthe to kinaro ko dhund leti hai
ho dhund leti hai ha dhund leti hai
saj hum tu tarana teer hum tu nishana
kya hai matlab hamara tu samjh le ishara
besh apna badal ke hum koi chal chalke
tujhse hi tere ghar ka rashta puch lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
O Tere Naam Leke
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Mahal(1969)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Duniya-Mahal/O-Tera-Naam-Leke/IxxeZSR5dgU
Video:
o tu kya jane din-rat ham jite hai
o tu kya jane din-rat ham jite hai
o tera naam le ke o tera naam le ke
o teri nazaro ke jam ham pite hai
o teri nazaro ke jam ham pite hai
o tera naam le ke o tera naam le ke

teri hi bate karte hai ham sari raat sitaro se
ye puch le shokh nazaro se
ye puch le mast baharo se
ki zindagi ke subah-sham kaise bite hai
ki zindagi ke subah-sham kaise bite hai
o tera naam le ke o tera naam le ke
o tu kya jane din-rat ham jite hai
o tera naam le ke o tera naam le ke

teri masum nigaho ne badli qismat dilvalo ki
jab se hamne daulat paai tere ragin khyalo ki
har hari hui bazi ham jite hai
har hari hui bazi ham jite hai
o tera naam le ke o tera naam le ke
o tu kya jane din-rat ham jite hai
o tera naam le ke o tera naam le ke
o tu kya jane din-rat ham jite hai
o tera naam le ke o tera naam le ke
Aapke Khubsurat Aankhon Mein
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Mahal(1969)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Duniya-Mahal/Aaiye-Aapka-Tha-Humen-Intezar/RCAFBTF9TUM
Video:
aapaki khubasurat aankho me samaa sakataa hun
kyaa mai andar aa sakataa hun

aaiye aapa kaa thaa hame intazaar
aaiye aapa kaa thaa hame intazaar
aanaa thaa aa gaye, hm kaise nahi aate sarakaar
hm kaise nahi aate sarakaar
aaiye

apani mahafil me jise chaahe bulaa sakate hai aap
ham bhalaa kyaa hai sitaaro ko jhukaa sakate hai aap

ham naa kahate the nigaaho se khiche aaege aap
ham naa kahate the nigaaho se khiche aaege aap
raat bhar jaagege tadapege machal jaaege aap
nind nahi aaegi, aankh lad jaegi
hame yun naa thukaraaie
aaiye
aaiye na....
aaiye aapakaa thaa hame intazaar
aanaa thaa aa gaye, ho kaise nahi aate sarakaar
aanaa thaa aa gaye, hm kaise nahi aate sarakaar
aaiye

mausam suhaanaa hai, dilakash zamaanaa hai
phir bhi udaasi hai, ye raat pyaasi hai

ek to ham tum akele phir samaa ye raat kaa
ek to ham tum akele phir samaa ye raat kaa
dekhataa sunataa nahi koi hai dar kis baat kaa
aake zaraa baaho me
aake zaraa baaho me
basake nigaaho me
dil zaraa dhadakaiye
aaiye

aaiye aapakaa thaa hame intazaar
aanaa thaa aa gaye
hm kaise nahi aate sarakaar
aanaa thaa aa gaye
he kaise nahi aate sarakaar
aaiye
Bade Khubsurat Ho
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Mahal(1969)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Duniya-Mahal/Bade-Khubsoorat-Ho/IVoOVR4IRnU
Video:
bade khubsurat ho tum nojawa bade khubsurat ho tum nojawa
tumhe log kahte hai jane jaha magar maf karna hame meharba
hum kaha tum kaha tum kaha hum kaha
hum kaha tum kaha tum kaha hum kaha

suna hai ke tum ho diwane bade sune hai tumhare fasane bade
hasino me mashur ho tum bahut ke aashik ho tum to purane bade
tumhare oye hoye tumhar hai charche yaha or waha
tumhe log kahte hai jane jaha magar maf karna hame meharba
hum kaha tum kaha tum kaha hum kaha
hum kaha tum kaha tum kaha hum kaha

churaya hai hamne baharo ka dil fida hampe hai chand taro ka dil
jara mushkrake jo hum dekhle machal jaye tauba hazaro ka dil
machal jaye oye hoya haye haye machal jaye dil to nikal jaye ja
tumhe log kahte hai jane ja magar maf karna hame meharba
hum kaha tum kaha tum kaha hum kaha
hum kaha tum kaha tum kaha hum kaha

kabhi tumse najre milayenge hum nigaho se bijli girayenge hum
jara yad rakhna na ye bhulna tumhe ek din aazmayenge hum
tumhara oye hoye tumhara kabhi lenge hum imtiha
tumhe log kahte hai jane jaha magar maf karna hame meharba
hum kaha tum kaha tum kaha hum kaha
hum kaha tum kaha tum kaha hum kaha
Yeh Duniya Vale Pooche
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Mahal(1969)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Duniya-Mahal/Yeh-Duniyawale-Poochhenge/QwQjdjl2Xwc
Video:
ye duniya vale puchhnge
ye duniya vale puchhnge
mulaqat hui kya baat hui
ye baat kisi se na kahana
ye duniya vale puchhnge
mulaqat hui kya baat hui
ye baat kisi se na kahana
ye duniya vale puchhnge

ye baat agar koi puchhe
kyo nain tere jhuk jate hai
tum kahana inaki adat hai
ye nain yunhi sharamate hai
tum logo se ye na kahana
sanvariya se lage naina
sanvariya se lage naina

mai to ye raz chhupa lugi
tum kaise dil ko sambhaloge
dil kya tum to divaro pe
meri tasvir laga loge
dekho ye kam nahi karana
mujhko badanam nahi karana
mujhko badanam nahi karana
ye duniya vale puchhnge

ye puchhnge vo kaun hai jo
tere dil ko dhadkata hai
ye puchhnge vo kaun hai jo
chupke sapano me ata hai
tum mera nam nahi lena
sar pe ilzam nahi lena
sar pe ilzam nahi lena
ye duniya vale puchhnge
mulaqat hui kya baat hui
ye baat kisi se na kahana
ye duniya vale puchhnge
Aankhon Aankhon Mein
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Mahal(1969)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Duniya-Mahal/Ankhon-Ankhon-Mein/HAQHcDhRZHY
Video:
aankho-aankho me ham tum ho gaye diwaane
baato-baato me dekho ban gaye afsane
aankho-aankho me ham tum ho gaye diwaane

ham ajnabi the tum the paraye
ek dusre ke dil me samaye
ham aaur tum me uf ye mohabbat
kaise ho gayi, ham tum jane nahi jane
baato-baato me dekho ban gaye afsane

kitni hasi ye tanhaiya hai
tanhaiyo me ruswaiya hai
ruswaiyo se darte nahi hum
chhodo pyar ki bate, chhodo ye bahaane
aankho-aankho me ham tum ho gaye diwaane
baato-baato me dekho ban gaye afsane