People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Hum Tujhe Dhoond Lenge
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Mahal(1969)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Duniya-Mahal/Hum-Tujhe-Dhoond-Lenge-Part-1/BwQCACtTRwY
Video:
faisla ho jayega bas aaj aye parda nasi
aaj ya to hum nahi ya aaj ye parda nahi
tune surat chupai tune chilman girai
haye jab kiran mushkurayi chandani rat aayi
chand se tere ghar ka hum pata puch lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge

hum jami par hai sitaro ki khabar rakhte hai
hum bade wo hai badi tej najar rakhte hai
ye ishk husn ki mahfil ko dhund leta hai
ho dhund leta hai ha dhund leta hai
ye katal hoke bhiye katal hoke bhi
katil ko dhund leta hai ho dhund leta hai ha dhund leta hai
chaman ke phul baharo ko dhund lete hai
chaman ke phul baharo ko dhund lete hai
ke yar yaro ko dhund lete hai
ho dhund leta hai ha dhund leta hai

sath wade saba ke mast kali ghata ke
jayenge hum chaman me husn ki anjuman me
apna dil bulbulo sa tera chehra gulo sa
gul se teri gali ka hum pata puch lenge
hum tujhe dhund lenge hum tujhe dhund lenge
hum tujhe dhund lenge

jamana aaj dekhega tamsha ek yaha hoga
hamare ek ishare pe jami pe aasma hoga
najar ka teer nishane ko dhund leta hai
ho dhund leta hai ha dhund leta hai
ye dil ka saj ye dil ka saj tarane ko dhund leta hai
ho dhund leta hai ha dhund leta hai
najar uthe to najar uthe to najaro ko dhund leti hai
najar uthe to najaro ko dhund leti hai
lahar uthe to kinaro ko dhund leti hai
ho dhund leti hai ha dhund leti hai
saj hum tu tarana teer hum tu nishana
kya hai matlab hamara tu samjh le ishara
besh apna badal ke hum koi chal chalke
tujhse hi tere ghar ka rashta puch lenge