Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
Main jo tumse door hoon
Kyun door main rahoon
Tera guroor hoon
Aa tu faasla mita
Tu khwaab sa mila
Kyun khwaab tod doon oo..
Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun judaai de gaya tu, ye sawaal aaye
Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
Hai ye tadpan, hai ye uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sab se hai annban
Bante kyun ye Khuda mere hmm…
Ye jo log-baag hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag mein jalun…
Ye nakaam pyaar mein
Khush hain haar mein
Inn jaisa kyun banun oo…
Raatein dengi bata
Neendon mein teri hi baat hai
Bhoolun kaise tujhe
Tu toh khayalon mein saath hai
Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai
Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai
Aa zamaane aazma le roothta nahin
Faaslon se hausla ye toot’ta nahin
Naa hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
Woh meri aadaton ki tarah chhoot’ta nahin.
Dil ka dariya beh hi gaya
Ishq ibadat ban hi gaya
Khud ko mujhe tu saonp de
Meri jaroorat tu ban gaya
Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha teri kasham
Tere bin aab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere saath ho jaayenge kadam
Tujhe kitna chahne lage hum
Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha teri kasham
Tere bin aab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere saath ho jaayenge kadam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum.
Hansta rehta hu tujhse mil kar kyu aajkal
Badle badle hain mere tevar kyun aajkal
Aankhein meri har jagah
Dhoondhe tujhe bewajah
Ye main hoon ya koi aur hai meri tarah
Kaise hua, kaise hua
Tu itna zaroori kaise hua
Kaise hua, kaise hua
Tu itna zaroori kaise hua
Main baarish ki boli samajhta nahi tha
Hawaaon se main yun ulajhta nahi tha
Hai seene mein dil bhi
Kahaan thi mujhe ye khabar
Kahin pe hon raatein
Kahin pe savere
Awaargi hi rahi saath mere
Thehar ja, thehar ja
Ye kehti hai teri nazar
Kya haal ho gaya hai ye mera
Aankhein meri har jagah
Dhoondhe tujhe bewajah
Ye main hoon ya koi aur hai meri tarah
Kaise hua, kaise hua
Tu itna zaroori kaise hua
Kaise hua, kaise hua
Tu itna zaroori kaise hua
Kaise hua, kaise hua
Tu itna zaroori kaise hua
Hmm..
Baatein zaroori hai,
Tera milna bhi zaroori,
Maine mita deni,
Ye jo teri meri doori..
Jhhothi hai wo raahein saari duniya,
Ishq jahaan na chale,
Tera hoona mera hona kya hona,
Agar na dono mile..
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera..
Ha….haaaa…haaann..
Wo sehar bade hoonge boriyat bhare,
Rehta nahi jinme tu sang mere,
Khabar tujhe bhi hai ye..
Raunake sabhi hoti,
Tere hoone se,
Tere bina tanha koi kya kare..
Aise sabhi sehron pe mujhko,
Tarash hai aata bada,
Tere liye main na jahaan khada..
Miloon ka ho saalon ka ho,
Chahhe wo,
Safar ki parwaah nahi,
Tu hai jaha main bhi waha hona hai,
Pahuch hai jaana wahi..
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera..
Jeete jee to jeetega na,
Fasla hai pata,
Shashein chale teri taraf,
Jaise chale rashta,
Mera hai tu,
Tu hai khalish,ya hai khushi,
Ya khata,
Tere shiva mera jahaan se na koi vaastaa..
Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare,
Itna lage sochne kyun,
Main aaj kal tere baare..
Tu jheel khamoshiyon ki,
Lafzon ki main to lahar hoon,
Ehsaas ki tu hai duniya,
Chhota sa main ek sehar hoon…
Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare…
Khud se hai agar tu bekhabar..bekhabar,
Rakh loon main tera khyal kya,
Chupke chupke tu nazar mein utar,
Sapno mein loon main sambhal kya,
Sapno mein loon main sambhal kya..
Main daudd ke pass aaun,
Tu neend mein jo pukaare,
Main rait hoon,
Tu hai dariya,
Baithi hoon tere kinaare..
Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare…
Tanha hai agar tera safar..humsafar,
Tanhai ka main jawab hoon,
Hooga mera bhi asar tu agar,
Padh le main teri kitaab hoon
Padh le main teri kitaab hoon…
Sheene pe mujhko saja ke,
Jo raat saari guzaare,
To main sabere se keh doon,
Mere sehar tu na aa ree..
Meri raahein tere tak hai,
Tujhpe hi to mera haq hai,
Ishq mera tu beshak hai,
Tujhpe hi to mera haq hai..
Saath chhorunga na tere piche aaunga,
Chhen loonga ya khuda se maang laaunga,
Tere naal taqdeeran likhwaunga,
Main tera bann jaunga,
Main tera bann jaungaa..
Shon teri main kasam yahi khaunga,
Kitte aaj wo main nibahunga,
Tujhe har vaari apna main banaunga,
Main tera bann jaunga,
Main tera bann jaungaaa…
Lakhaan ton juda main hui tere khatir,
Tu hi mazil main tera musafir..
Lakhaan ton juda main hoya tere khatir,
Tu hi mazil main tera musafir,
Rabb nu rula baitha main tere karke,
Main ho gaya kaafir..
Tere liye main jahaan se takraunga,
Sabkuch khoke tujhko hi paaunga,
Dil banke main dil dhadkaunga,
Main tera bann jaunga,
Main tera bann jaungaaa…
Shon teri main kasam yahi khaunga,
Kitte aaj wo main nibahunga,
Tujhe har vaari apna main banaunga,
Main tera bann jaunga,
Main tera bann jaungaaa…
Meri raahein tere tak hai,
Tujhpe hi to mera haq hai,
Ishq mera tu beshak hai,
Tujhpe hi to mera haq hai..
Dil ka dariya beh hi gaya
Raahon mein yun jo tu mil gaya
Mushqil se main sambhla tha haan
Toot gaya hoon phir ek dafaa
Baat bigdi hai iss qadar
Dil hai toota, toote hain hum
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere saath ho jaayenge khatam
Tujhe kitna chaahein aur hum
Baat bigdi hai iss qadar
Dil hai toota, toote hain hum
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere saath ho jaayenge khatam
Tujhe kitna chaahein aur hum
Waqt ne hai kiya humpe kaisa sitam
Tum bhi bezaar ho barbaad hain hum
Jaane kis raaste mujhko le jayenge
Bedisha ye mere dagmagate kadam
Saath deti parchaaiyan
Aur meherbaan ho rahe gham
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere saath ho jaayenge khatam
Tujhe kitna chaahe aur hum
Tujhe kitna chaahe aur hum