hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai
hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai
fiza me kya hai mausam hai, dil me kya hai tera pyar
hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai
fiza me kya hai mausam hai, dil me kya hai tera pyar
hawa me kya hai khushbu hai
main chand tu hai meri chandani, main rag tu hai meri ragini
main chand tu hai meri chandani, main rag tu hai meri ragini
aawaz main teri tu mera geet hai
main teri priytama tu mera mit hai
tere liye main lu janam sanam hajaro baar
hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai
fiza me kya hai mausam hai, dil me kya hai tera pyar
hawa me kya hai khushbu hai
jo dil me thi wo lab pe baat hai, ye apni murado ki raat hai
jo dil me thi wo lab pe baat hai, ye apni murado ki raat hai
khamosh hai jaha kehta hai ye gagan
dharti ki sez pe ek honge do badan
is bekrari me bhi mujhko aata hai karar
hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai
fiza me kya hai mausam hai, dil me kya hai tera pyar
hawa me kya hai khushbu hai
hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai
fiza me kya hai mausam hai, dil me kya hai tera pyar
bina tere kate na mere din
adhuri zindagi hai tere bin
bina tere kate na mere din
adhuri zindagi hai tere bin
mujhe to hai yaki
tu aayega yaha
na hogi duriya humare darmiya
main sari zindagi
karungi tera intzaar
hawa me kya thi khushbu thi
lehar me kya thi sargam thi
fiza me kya tha mausam tha
dil me kya hai ab bhi pyar
ab bhi pyar
om om om om
hey parampita parmeshwar aisi jagrati paida kar
hey parampita parmeshwar aisi jagrati paida kar
hinsa ki aag bujh jaye
hinsa ki aag bujh jaye antar me prem lehraaye
parampita parmeshwar aisi jagrati paida kar
hinsa ki aag bujh jaye antar me prem lehraaye
parampita parmeshwar
bhai chare ki baat chale phir puja ho manavta ki
bhai chare ki baat chale phir puja ho manavta ki
duniya me naya savera ho
duniya me naya savera ho dhale raat ye danavta ki
vo ram rajy phir aaye antar me prem lehraaye
parampita parmeshwar
khushhali ke din ho sada koi nirdhan anath na hove
khushhali ke din ho sada koi nirdhan anath na hove
ganga jamuna ki dharti par
ganga jamuna ki dharti par har manav sukun se sove
jab koi bhi na dukh paye antar me prem lehraaye
parampita parmeshwar aisi jagrati paida kar
hinsa ki aag bujh jaye antar me prem lehraaye
parampita parmeshwar
peru vala chiku chiku, chiku chiku peru vala ice cream
chiku chiku peru vala ice cream
hum sare bekar karne chale vyapar
hum sare bekar karne chale vyapar
hum sare bekar karne chale vyapar
aaj yahi kismat se kahi
aaj yahi kismat se kahi mil jaye kharidar kharidar
hum sare bekar karne chale vyapar
hum sare bekar karne chale vyapar
ye mera peru jo khayega vo health apna banayega
arey ye mera peru jo khayega vo health apna banayega
isme vitamin hai a b c d, ye svad vala hai w x y z
apna ye peru to arey sabse nirala hai
kahna mera mano iske gun tum jano
ek baar jo khaoge to khaoge tum sau baar sau baar
hum sare bekar karne chale vyapar
hum sare bekar karne chale vyapar
ye mera chiku jo khata hai duniya ke gam bhul jata hai
certainly definitely
hey ye mera chiku jo khata hai duniya ke gam bhul jata hai
achha hai chhota hai small small but sweet
dekho to kaisa hai made in india
japani ladki ke galo ke jaisa hai
aao pape aao isko chakhte jao
aisa koi phal hi nahi ye hai bada mazedar mazedar
hum sare bekar karne chale vyapar
hum sare bekar karne chale vyapar
ice cream, cuetream, would all scheme for icre cream
tutty fruity, tutty fruity
venila, milk food, hundred percent casata, ta ta gudguda
gale ko thandak de he de he garmi dur kare
jo na khaye ise baitha aah bhare
do rupaye ki ice cream khilao, kisi hasina ko tum patao
arey idhar aao idhar aao janab iska ice cream hai kharab
ye to gal jayega ye pinghal jayega
aao aao idhar aao janab iska peru hai kharab
ye to phat jayega ye to kat jayega
aap idhar aao janab iska peru hai kharab
ye to sad jayega ye bigad jayega
arey ha ha ha ha tera chiku hai bekar
tera peru hai bekar, tera ice cream hai bekar
tum dono ho bekar, abey ja be ja churake laya peru
abey chup chup chor kise bolata hai
tera bap chor tera pura khandan chor hai
arey chup tum sare bekar, tum kya karoge vyapar
arey tum sare bekar, tum kya karoge vyapar
jalne vale to jalte rahenge hath ko apne malte rahenge
jalne vale to jalte rahenge hath ko apne malte rahenge
khul ke karenge hum pyar chiki chiki chiki dum
chiki chiki chiki dum chiki chiki chiki dum
jalne vale to jalte rahenge hath ko apne malte rahenge
khul ke karenge hum pyar chiki chiki chiki dum
chiki chiki chiki dum chiki chiki chiki dum
bas teri aarzu hai, khawab hai nigaho me chiki dum
apni to zindagi hai yaar teri baaho me
chiki dum chiki dum chiki dum
bas teri aarzu hai, khawab hai nigaho me chiki dum
apni to zindagi hai yaar teri baho me
tere bina na jina gvara
dekha dildar tujhko pyar me hai dil hara
jalne vale to jalte rahenge hath ko apne malte rahenge
arey khul ke karenge hum pyar
chiki chiki chiki dum chiki chiki chiki dum
chiki chiki chiki dum chiki chiki chiki dum
shama hu mai teri aur tu mera parvana hai chiki dum
majnu ranjhe ka na farhad ka zamana hai
chiki dum dum dum chiki dum
shama hu mai teri aur tu mera parvana hai chiki dum
majnu ranjhe ka na farhad ka zamana hai
aaja inhe hum aise jalaye
divano ki kabhi bhi raah me na ye aaye
jalne vale to jalte rahenge hath ko apne malte rahenge
arey khul ke karenge hum pyar
chiki chiki chiki dum chiki chiki chiki dum
chiki chiki chiki dum chiki chiki chiki dum
chiki chiki chiki dum chiki chiki chiki dum
chal naujwan aage chal
chal naujwan aage chal
chal naujwan aage chal
chal naujwan aage chal
raho me tu kahi na rukna
sathi mere kabhi na jhukna
kanto pe hai tujhe to chalna
sholo me hai tujhe to jalna
chal naujwan aage chal
chal naujwan aage chal
dharti gagan ko tu jhuka de
sare jaha ko tu dikha de
dil ki aage ko tu bhuja de
ja dushmano ko tu mita de
chal naujwan aage chal
chal naujwan aage chal
tujhpe lagi hai vo nigahe
sun le wafa ki vo sadaye
ja ke use gale laga le
aankho me tu use chhupa le
aayega aayega bichhda yaar hamara
aayega aayega bichhda yaar hamara
khinch ke usko layega ik din pyar hamara
aayega aayega bichhda yaar hamara
aayega aayega bichhda yaar hamara
khinch ke usko layega ik din pyar hamara
aayega aayega bichhda yaar hamara
oo ho aayega aayega bichhda yaar hamara
harenge hum na ummide apni, kaise rahega harapal andhera
bikharega ik din harsu ujala, raina dhalegi hoga savera
is dil ka vo araman hai hum, jism hai vo jaan hai
bichhadege phir na kabhi hum dobara
aayega aayega bichhda yaar hamara
oo ho aayega aayega bichhda yaar hamara
uski mohabbat dil me basi hai, uske liye hai ye zindagani
uska lahu hai meri rago me, hai pas mere uski nishani
mar mar ke bhi jiti rahi, ashqo ko mai piti rahi
ungli pe gin gin ke din hai guzara
aayega aayega bichhda yaar hamara
oo ho aayega aayega bichhda yaar hamara
khinch ke usko layega ik din pyar hamara
aa gaya aa gaya bichhda yaar hamara
aa gaya aa gaya bichhda yaar hamara
na na na aana ja ja ja jana
na na na aana ja ja ja jana
arey raja aaha
na na na aana ja ja ja jana
arey raja aaha
na na na aana ja ja ja jana
uei amma uei amma uei amma mane na
jakuma jakuma jakuma jane na
uei amma uei amma uei amma mane na
jakuma jakuma jakuma jane na
arey raja aaha
na na na aana ja ja ja jana
rasiya rasiya rasiya raja
aahaiya aahaiya aahaiya aaja
hey rasiya rasiya rasiya raja
aahaiya aahaiya aahaiya aaja
arey raja aaha
na na na aana ja ja ja jana
arey raja aaha
na na na aana ja ja ja jana