jalne vale to jalte rahenge hath ko apne malte rahenge

khul ke karenge hum pyar chiki chiki chiki dum
chiki chiki chiki dum chiki chiki chiki dum

bas teri aarzu hai, khawab hai nigaho me chiki dum
apni to zindagi hai yaar teri baaho me
chiki dum chiki dum chiki dum
bas teri aarzu hai, khawab hai nigaho me chiki dum
apni to zindagi hai yaar teri baho me
tere bina na jina gvara
dekha dildar tujhko pyar me hai dil hara
jalne vale to jalte rahenge hath ko apne malte rahenge
arey khul ke karenge hum pyar
chiki chiki chiki dum chiki chiki chiki dum
chiki chiki chiki dum chiki chiki chiki dum
shama hu mai teri aur tu mera parvana hai chiki dum
majnu ranjhe ka na farhad ka zamana hai
chiki dum dum dum chiki dum
shama hu mai teri aur tu mera parvana hai chiki dum
majnu ranjhe ka na farhad ka zamana hai
aaja inhe hum aise jalaye
divano ki kabhi bhi raah me na ye aaye