om om om om
hey parampita parmeshwar aisi jagrati paida kar

hinsa ki aag bujh jaye
hinsa ki aag bujh jaye antar me prem lehraaye
parampita parmeshwar aisi jagrati paida kar

parampita parmeshwar
bhai chare ki baat chale phir puja ho manavta ki

duniya me naya savera ho
duniya me naya savera ho dhale raat ye danavta ki
vo ram rajy phir aaye antar me prem lehraaye
parampita parmeshwar
khushhali ke din ho sada koi nirdhan anath na hove

ganga jamuna ki dharti par
ganga jamuna ki dharti par har manav sukun se sove
jab koi bhi na dukh paye antar me prem lehraaye