khushbu churati ye hawa chalengi
mere bina bhi shaam dhalegi
jo bhi hota hain jahaan mein
wo hi hota jaayega kabhi koi has dega
kabhi koi rota jayega
khushbu churati ye hawa chalengi
mere bina bhi shaam dhalegi
jo bhi hota hain jahaan mein
wo hi hota jayega kabhi koi has dega
kabhi koi rota jayega
khushbu churati ye hawa chalengi
na kisi se kuch lena
na kuch dena hai mujhe
yahan meri hisaab kitab pure hue
na kisika kuch mere pas hain
na mera kuch reh jaayega
khushbu churati ye hawa chalengi
mere bina bhi shaam dhalegi
aaj se kal hoga haseen
log naye baatein nayi
phir koi kyun mujhe
ek pal bhi yaad kare
kimti lamhe bhala
mujhpe wo kyu barbaad kare
khushbu churati ye hawa chalengi
mere bina bhi shaam dhalegi
jo bhi hota hain jahaan mein
wo hi hota jaayega
kabhi koi has dega
koi rota jaayega
khushbu churati ye hawa chalengi
jhume re aandhi, jhume ye tufan
masti me uski, jhume ye jahan
jhume re aandhi, jhume ye tufan
masti me uski, jhume ye jahan
jhume re aandhi, jhume ye tufan
masti me uski, jhume ye jahan
jhume re aandhi, jhume ye tufan
masti me uski, jhume ye jahan
zehar hai zehar hai, tufani lehar hai
zehar hai zehar hai, tufani lehar hai
dhundhla gaya hai ye jahan
ye kaisi maya hai, maya hai, maya hai
dhundhla gaya hai ye sama
ye kaisi maya hai, maya hai, maya hai
kitni baate un aankho me
baato me jane kitne raaz chhupe
us behki chaal me sau lehre
lehro me jane kitne saaz bhare
wo aaye aur aahe lene lag jaye jahan
na koyi bach paye, jaye to jaye kaha
ek jhalak kafi hai, ek ada kafi hai
ek najar, wo lehar
ke jiski baaho me dube ye jahan
jhume re aandhi, jhume ye tufan
masti me uski, jhume ye jahan
jhume re aandhi, jhume ye tufan
masti me uski, jhume ye jahan
zehar hai zehar hai, tufani lehar hai, maya
zehar hai zehar hai, tufani lehar hai, maya
zehar hai zehar hai, tufani lehar hai
maya
aao suno ek taja kahani
baate nayi, naa raja naa rani
masti hain, yari hain, kuch bekarari hain
thodi hansi hain, jara samajhdari hain
khushiya hain, gham bhi hain
tum bhi ho, ham bhi hain
ye gaana hi nahi pura atom bomb bhi hain
hello bolo kya chahiye, jo chahiye mil jayega
banda khana kya, aapko ghar tak bhi pahunchayega
hello bolo kya chahiye, jo chahiye mil jayega
banda khana kya, aapko ghar tak bhi pahunchayega
home delivery de de de de de de delivery
home delivery de de de de de de delivery
pehle hamara number le lo 2233456789
phir boliye, boliye aapka, order kya hain ji
bas bees minute me aapke ghar pe
ya sab kuch free
home delivery de de de de de de delivery
home delivery de de de de de de delivery
de de de de de de delivery de de de delivery
de de de de de de delivery de de de delivery
atak jao tum kahi to, mujhe fauran bula lena
bhatak jaao raah se jo to, ye number ghuma dena
karna nahi koyi fikar tum
mai aa gaya, tumko mai pal me kar dunga
home delivery
n n n n n na na na
n n n n n na na na
home delivery, home delivery, home delivery
har kisi ka koyi hota sahara
har dil ka koyi, dil hota pyara
har raat ki ek subah hoti, phulo sa khilta jahan
kash aisa hota, kash koyi na rota
kash pass aakar, kash koyi na khota
kash ke yu daal par, phul murjhate nahi
kash hota, rang se hi saja jaha
ashq aur dard ke labj hote hi nahi
tutte na pyar ke khwab phir yaha
tutne hi the agar
kash sapne hi, jara kam hote
har kisi ka koyi hota sahara
har dil ka koyi, dil hota pyara
har raat ki ek subah hoti, phulo sa khilta jahan
kash aisa hota, kash koyi na rota
kash pass aakar, kash koyi na khota
apani sari manjile, kash mil jati hame
bhul humse na, koyi ek bhi hoti
kash hota sathi, zindagi bhar ke liye
chhuta na hath phir, hath se kabhi
jo raha na sath to
kash arman bhi, jara kam hote
har kisi ka koyi hota sahara
har dil ka koyi, dil hota pyara
har raat ki ek subah hoti, phulo sa khilta jahan
kash aisa hota, kash koyi na rota
kash pass aakar, kash koyi na khota
har kisiki har koi baat hai mujhe khabar
chalna bachke jara sabpe hai meri najar
har kisiki har koi baat hai mujhe khabar
chalna bachke jara sabpe hai meri najar
aisa kuchh bhi nahi jo mujhko nahi pata
aisa raaz na koi jo mujhse chhupa ho
gyan guru take it easy main aa gaya hu
gyan guru take it easy main aa gaya hu
puchhlo jo puchhna ho, gyan guru
take it easy main aa gaya hu, gyan guru
puchhlo jo puchhna ho
hey kiske liye ye jamana, hai jamana bana mere liye
jo bhi karna hai main karunga, duniya bani hai mere liye
aisa kuchh bhi nahi jo chaaha aur na mila
saari khwaishe meri raah mein ruki hai mere liye
ae yaaro who am i to you gyan guru
take it easy main aa gaya hu, gyan guru
puchhlo jo puchhna ho, gyan guru
take it easy main aa gaya hu
gyan guru, gyan guru gyan guru, gyan guru
har kisiki har koi baat hai mujhe khabar
chalna bachke jara sabpe hai meri najar
aisa kuchh bhi nahi jo mujhko nahi pata
aisa raaz na koi jo mujhse chhupa ho
gyan guru take it easy main aa gaya hu
puchhlo jo puchhna ho gyan guru
take it easy main aa gaya hu gyan guru
puchhlo jo puchhna ho gyan guru
mann dole tann dole cucu cucu dil bole
cucu cucu cucu cucu
mann dole mera tann dole cucu cucu hey
mann dole mera tann dole cucu cucu dil bole
mann dole mera tann dole cucu cucu dil bole
pyar mein jaise pagal hoke duniya bole cu cu cu
yeh zameen aur asmaan bhi milkar bole cu cu cu
hey koi jadoo cucu cucu ho gaya hain cucu cucu cu
ek pal mein sab kucch badla badla hain
ab yeh duri na sahunga aa jara tu pass aa
ham hawa mein udd chalenge aa tu mere saath aa
mere dil ki baat aaj main kahunga main hu teri cucu cucu
main hu tera cucu cucu cu
tune yeh kya kar diya kar diya kar diya re
mann dole mera tann dole cucu cucu dil bole
mann dole mera tann dole cucu cucu dil bole
mann dole mera tann dole cucu cucu dil bole
chaand ki roshni se hawa ki khushbu se bani
shaam ke rangon se raat ke kajal se saji
chaand ki roshni se hawa ki khushbu se bani
shaam ke rangon se raat ke kajal se saji
aasmaa ki chaadar odhe hue
zameen ki sej par soye
ho kitni haseen ho tum kitni haseen ho tum
pyar mein khoyi khoyi
chaand ki roshni se hawa ki khushbu se bani
jhuki nazar mein tere chupi paheli hai
jahaan hain sara ya phir teri hatheli hai
iss hath par hain jo likha mera bhi naseeb hai woh hi
chaand ki roshni se hawa ki khushbu se bani
shaam ke rangon se raat ke kajal se saji
aasmaa ki chadar odhe hue
zameen ki sej par soye
ho kitni haseen ho tum kitni haseen ho tum
pyar mein khoyi khoyi
tere liye hi khushbu hawayen layi hai
leher bhi tere kadmon se milne aayi hai
tum hi mera har khwaab ho
aur hain na sapno mein koi
chaand ki roshni se hawa ki khushbu se bani
shaam ke rangon se raat ke kajal se saji
aasmaan ki chaadar odhe hue
zameen ki sej par soye
ho kitni haseen ho tum kitni haseen ho tum
pyar mein khoyi khoyi
yeh din jahaan mein har kahi bhar de roshani usi ke pyar ki
dil dil se woh mila de har chehra woh khila de
rut laaye aaj khushiyon ki
yeh din yeh din jahaan mein har kahi kahi
bhar de roshani roshani (usi ke pyar ki) - 2
dil dil se woh mila de har chehra woh khila de
rut laaye aaj khushiyon ki
(mere tumhare sabke liye happy diwali
saare sitaarein uske liye happy diwali) - 2
ham sabhi mein har kisike dil mein hai wahi
ho zameen ya asmaan ho woh hai har kaheen
roshani - 3 yeh music ka naam hain
yeh jahaan - 3 saara usi ka kaam hain
(usne banayi sabke liye happy diwali
saare sitaarein uske liye happy diwali) - 2
usne kaha ke jab main kahu aayega woh mere liye
kyun na bhala main durr rahu aayega woh mere liye
usne kaha ke jab main kahu (aayega woh mere liye) - 3
duniya meri kaise chamke jaise roshani ne roshani ho bhar di har kahi
duniya saari aaise mehake jaise iss khushi mein har kali ho mehaki har kahi
(aaj jahaa bhi tum raho chalo saath hamare ab kaho say (happy diwali) - 2
aaj miley tumse koi use tum bhi bade dil se milo say (happy diwali) - 2) - 2
mere tumhare sabke liye happy diwali
yeh din jahaan mein har kahi bhar de roshani usi ke pyar ki
dil dil se woh mila de har chehra woh khila de
rut laaye aaj khushiyon ki
yeh din yeh din jahaan mein har kahi kahi
bhar de roshani roshani usi ke pyar ki, usi ke pyar ki
dil dil se woh mila de har chehra woh khila de
rut laaye aaj khushiyon ki
mere tumhare sabke liye happy diwali
saare sitaarein uske liye happy diwali
mere tumhare sabke liye happy diwali
saare sitaarein uske liye happy diwali
ham sabhi mein har kisike dil mein hai wahi
ho zameen ya asmaan ho woh hai har kaheen
roshani, roshani, roshani yeh music ka naam hain
yeh jahaan yeh jahaan yeh jahaan saara usi ka kaam hain
usne banayi sabke liye happy diwali
saare sitaarein uske liye happy diwali
usne banayi sabke liye happy diwali
saare sitaarein uske liye happy diwali
duniya meri kaise chamke
jaise roshani ne roshani ho bhar di har kahi
duniya saari aaise mehake
jaise iss khushi mein har kali ho mehaki har kahi
aaj jahaa bhi tum raho
chalo saath hamare ab kaho say happy diwali happy diwali
aaj miley tumse koi use
tum bhi bade dil se milo say happy diwali happy diwali
aaj jahaa bhi tum raho
chalo saath hamare ab kaho say happy diwali happy diwali
aaj miley tumse koi use
tum bhi bade dil se milo say happy diwali happy diwali
mere tumhare sabke liye happy diwali