chaand ki roshni se hawa ki khushbu se bani
shaam ke rangon se raat ke kajal se saji

aasmaa ki chaadar odhe hue
zameen ki sej par soye
ho kitni haseen ho tum kitni haseen ho tum
pyar mein khoyi khoyi
chaand ki roshni se hawa ki khushbu se bani
jhuki nazar mein tere chupi paheli hai
jahaan hain sara ya phir teri hatheli hai
iss hath par hain jo likha mera bhi naseeb hai woh hi
chaand ki roshni se hawa ki khushbu se bani
shaam ke rangon se raat ke kajal se saji
aasmaa ki chadar odhe hue
zameen ki sej par soye
ho kitni haseen ho tum kitni haseen ho tum
pyar mein khoyi khoyi
tere liye hi khushbu hawayen layi hai
leher bhi tere kadmon se milne aayi hai
tum hi mera har khwaab ho
aur hain na sapno mein koi
chaand ki roshni se hawa ki khushbu se bani
shaam ke rangon se raat ke kajal se saji
aasmaan ki chaadar odhe hue