khushbu churati ye hawa chalengi
mere bina bhi shaam dhalegi
jo bhi hota hain jahaan mein
wo hi hota jaayega kabhi koi has dega
kabhi koi rota jayega
khushbu churati ye hawa chalengi
mere bina bhi shaam dhalegi
jo bhi hota hain jahaan mein
wo hi hota jayega kabhi koi has dega
kabhi koi rota jayega
khushbu churati ye hawa chalengi
na kisi se kuch lena
na kuch dena hai mujhe
yahan meri hisaab kitab pure hue
na kisika kuch mere pas hain
na mera kuch reh jaayega
khushbu churati ye hawa chalengi
mere bina bhi shaam dhalegi
aaj se kal hoga haseen
log naye baatein nayi
phir koi kyun mujhe
ek pal bhi yaad kare
kimti lamhe bhala
mujhpe wo kyu barbaad kare
khushbu churati ye hawa chalengi
mere bina bhi shaam dhalegi
jo bhi hota hain jahaan mein
wo hi hota jaayega
kabhi koi has dega
koi rota jaayega
khushbu churati ye hawa chalengi