are kaha gaya kidhar gaya
kaha gaya kidhar gaya
idhar gaya ya udhar gaya
kaun, kala sher, sher
samne aaye sher to kar du
ek jhapad me dher
samne aaye sher to kar du
ek jhapad me dher, dhisum
par kaha gaya kidhar gaya
idhar gaya ya udhar gaya
samajh gaya, shala dar gaya
chhodo na bhaiya jane do
chhodo na bhaiya jane do
kyu jane du, nahi chhodunga
sher ko ye malum nahi
ke main hu uska baap, baap baap
sher ko ye malum nahi
ke main hu uska baap
mil jaye to aaj faisla
ho jaye apne aap
tu baith ja chupchap, chup
par kaha gaya kidhar gaya
samajh gaya, shala dar gaya
are kyu nahi darega
malum hai main kaun hu raju
are hat baju, main hu raja
kya raja, raja nahi raja
main hu is duniya ka raja
raja raja
samne jo bhi aa aayega
baja dunga main baja baja baja
are ja ja bilkul bundal
sher ko dekh ke ho jayegi
sitti pitti gum
teri sitti pitti gum
samne mere kutte jaisa
hilayega wo dum
ha ha hilayega wo dum
ha ha hilayega wo dum
wo ya tum are raju bhaiya
wo sher hai sher
wo sher hai to main sawa sher
dhai sher paanch sher dus sher
paanch sher dhai sher sawa sher
paav sher
o sathi re o sathi re
pyar jisko kahte hai
ek baar kiya jata hai
ho pyar jisko kahte hai
ek baar kiya jata hai
dil jisko kahte hai
ek bar diya jata h
ye najro ka nata hai
sabse nahi joda jaye
chahe dam tute to tute
par pyar na toda jaye
o sathi re o sathi re
man ki chunariya, man ki chunariya
man ki chunariya rangi tere rang me
ho rangi tere rang me
preet ki dagariya chali tere sang me
ho chali tere sang me
parwat hi shishmahal hai
tu paas agar sawariya
tere sang to angaro pe
aa sakti hai re nindiya
o sathi re o sathi re
pyar kiya maine o pyar kiya maine
pyar kiya maine takrar ke bahane
takrar ke bahane
ikraar kiya maine inkaar ke bahane
inkaar ke bahane
dil kabse tha diwana
par hamne aaj pahchana
tere bina hai mushkil jina
tujhse bichhde tab jana
o sathi re o sathi re
pyar jisko kahte hai
ek baar kiya jata hai
dil jisko kahte hai
ek baar diya jata hai
ye najro ka nata hai
sabse nahi joda jaye
chahe dam tute to tute
par pyar na toda jaye
o sathi re o sathi re
upar wale re ajab teri maya
tera bhed kisi ne nahi paya
upar wale re ajab teri maya
tera bhed kisi ne nahi paya
jaako raakhe re tu sai re sai re
uski chhu na sake koi chhaya
upar wale re ajab teri maya
tera bhed kisi ne nahi paya
jiska tu khiwaiya uski to naiya
tufa me bhi chalegi
jiska ho tu maali wo phulo ki daali
patjhad me bhi khilegi
kisi ko maare kisi ko taare
tere khel nirale
upar wale re ajab teri maya
tera bhed kisi ne nahi paya
jivan ka dena aur jivan ka lena
hatho me hai ye usi ke
koi maane na maane ae maut ke bahane
maare karm aadmi ke
are der nahi andher nahi
hai tere nyay nirale
upar wale re ajab teri maya
tera bhed kisi ne nahi paya
tera bhed kisi ne nahi paya
rahi o rahi o rahi
tere sar pe duao ke saye rahe
tere sar pe duao ke saye rahe
manjile path pe palke bichaye rahe
tu nirasha me asha ke deepak jala
tu nirasha me asha ke deepak jala
ho himalay se uncha tera rasta
o rahi o rahi rahi o rahi
o rahi rahi rahi rahi rahi
allah hu akbar allah hu akbar
allah hu akbar allah hu akbar
jan dete hai jo oro ke waste
jan dete hai jo oro ke waste
sabke dil me banate hai wo raste
unke kadmo se mitta hai har fasla
ho himalay se uncha tera hausla
ho rahi ho rahi
masiha usi ko to kahte hai hum
masiha usi ko to kahte hai hum
khushi deke lele jo oro ke gum
apne dil me tu oro ke gum le chala
ho himalay se uncha tera hausla
o rahi o rahi rahi o rahi o rahi
nichawar hai us maa pe sara jaha
nichawar hai us maa pe sara jaha
tere jaisa ho lal jiske yaha
jo karne chala dusro ka bhala
ho himalay se uncha tera hausla
ho himalay se uncha tera hausla
o rahi o rahi o rahi rahi rahi