People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 8 *

Ban Jao Tum Mehma
Music: Usha Khanna
Lyricist: Asad Bhopali
Album: Fareb(1968)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fareb/Ban-Jao-Tum-Mehma-Mere-
ban jao tum mehman mere dil ke
paoge jindagi mujhse milke
mausam hai pyar ka pyar ke ikrar ka
chup na raho kuch to kaho
mausam hai pyar ka pyar ke ikrar ka
chup na raho kuch to kaho
ban jao tum mehman mere dil ke
paoge jindagi mujhse milke

range wafa mai bhi hu
najuk ada aanhko se chalke wafa
mujhko bhi beauty pasand maan liya
tumko sanam kar bhi do thoda sa karam
ban jao tum mehman mere dil ke
paoge jindagi mujhse milke
mausam hai pyar ka pyar ke ikrar ka
chup na raho kuch to kaho

aayi hai rangi ghata
chaya hai dil em nasha
sun bhi lo dil ki sada
thodi si umariya bite bhi apki tarah
kya hai dil kahti jawan
ban jao tum mehman mere dil ke
paoge jindagi mujhse milke
mausam hai pyar ka pyar ke ikrar ka
chup na raho kuch to kaho
mausam hai pyar ka pyar ke ikrar ka
chup na raho kuch to kaho
ban jao tum mehman mere dil ke
paoge jindagi mujhse milke
Naaz Tha Jis Par
Music: Usha Khanna
Lyricist: Asad Bhopali
Album: Fareb(1968)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fareb/Naaz-Tha-Jispar-Pt.-2/S
naaz thaa jispe mere sine me vo dil hi nahi

ab yah shishaa kisi tasvir ke kaabil hi nahi
naaz thaa jispe mere sine me vo dil hi nahi

pher li mujhse nazar apno ne begaano ne
pher li mujhse nazar apno ne begaano ne
meraa ghar lutaa mere ghar ke hi mehmaano ne

jo mujhse pyaar kare aisaa koi dil hi nahi
mai kahaan jau ki meri koi mazil hi nahi
naaz thaa jispe mere sine me vo dil hi nahi

dil bahal jaay khyaalaat kaa rukh mod sakun

mai jahaan baith ke har ahad-e-vafaa tod sakun

meri taqadir me aisi koi mahfil hi nahi
mai kahaan jau ki meri koi mazil hi nahi
naaz thaa jispe mere sine me vo dil hi nahi

do jahaan sok me hai aaj fizaa bhi chup hai

kisse fariyaad karun ab to khudaa bhi chup hai

mai vo afasaanaa hun jo sunane ke qaabil hi nahi
mai kahaan jau ki meri koi mazil hi nahi
Naaz Tha Jis Par(Male)
Singer: Mukesh
Music: Usha Khanna
Lyricist: Asad Bhopali
Album: Fareb(1968)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fareb/Naaz-Tha-Jispar-Pt.-1/B
naaz tha jis pe, mere sine me wo dil hi nahi

ab ye shisha kisi tasvir ke kabil hi nahi
mai kaha jaau ke meri koi manjil hi nahi

pher li mujhse najar, apno ne begano ne
pher li mujhse najar, apno ne begano ne
mera ghar luta mere ghar ke hi mehmano ne

jo mujhe pyar kare, aisa koi dil hi nahi
mai kaha jaau ke meri koi manjil hi nahi
naaz tha jis pe, mere sine me wo dil hi nahi

dil bahal jaye khayalat ka rukh mod saku

mai jaha baith ke har ahde wafa tod saku

meri takdir me aisi koi mehfil hi nahi
mai kaha jaau ke meri koi manjil hi nahi
naaz tha jis pe, mere sine me wo dil hi nahi

do jaha shok me hai, aaj fiza bhi chup hai

kis se fariyad karu ab to khuda hi chup hai

ye wo afsana hai jo sunne ke kabil hi nahi
mai kaha jaau ke meri koi manjil hi nahi
naaz tha jis pe, mere sine me wo dil hi nahi
ab ye shisha kisi tasvir ke kabil hi nahi
mai kaha jaau ke meri koi manjil hi nahi
naaz tha jis pe, mere sine me wo dil hi nahi
Meri Mehbooba Aaj Mere Ghar Aayi
Music: Usha Khanna
Lyricist: Asad Bhopali
Album: Fareb(1968)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fareb/Meri-Mehbooba-Aaj-Mere-
are ha jalao deep
charago karo zamane me are e bahar aayi hai
mere garibkhane me samjhe mere laal

meri mehbuba
meri mehbuba aaj mere ghar aayi
o meri mehbuba aaj mere ghar aayi
are noteo ke haar isko pahna do yaar
ik pari aasma se utar aayi
meri mehbuba aaj mere ghar aayi

chahta hu main isko dilo jaan se
chahta hu main
chahta hu main isko dilo jaan se
iski khatir main duniya se takraunga ha
dekhne wale munh takte rah jayenge
is hasina ko main leke ud jaunga
is hasina ko main leke ud jaunga
pyar leke meri humsafar aayi
o pyar leke meri humsafar aayi
ik pari aasma se utar aayi
meri mehbuba aaj mere ghar aayi

shaadi hogi humari badi dhum se
shaadi hogi
shaadi hogi humari badi dhum se
band baaje bajenge maja aayega
o jab bhi gujrenge hum banke dulha dulhan
shehar me ek hungama ho jayega
shehar me ek hungama ho jayega
aaj barso ki ummed dar aayi
ho aaj barso ki ummed dar aayi
ik pari aasma se utar aayi
meri mehbuba aaj mere ghar aayi

lag na jaye kisi manchale ki najar
lag na jaye
lag na jaye kisi manchale ki najar
main rakhunga ise do jaha se pare
chand par hoga bangla mere chand ka
is jami se alag aasma se pare
is jami se alag aasma se pare
meri manzil mujhe ab najar aayi
ho meri manzil mujhe ab najar aayi
are noteo ke haar isko pahna do yaar
ik pari aasma se utar aayi
meri mehbuba aaj mere ghar aayi
ho meri mehbuba aaj mere ghar aayi
Hata De Ghoonghat Dikhade Mukhda
Music: Usha Khanna
Lyricist: Javed Anwar
Album: Fareb(1968)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fareb/Hata-De-Ghunghat-Dikha-
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala

mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia

rakhti hu shramili jawani mai ghunght ki chaw me

phul kahi kumala na jaye pyar ki garam hawao me

are hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala

sadiyo se aashik hu tera dil me aag purani

teri jawani ke sadke is aag ko karde pani
is aag ko karde pani aag ko karde pani

dilwalo se meri tauba dil walo se bachalo

mera dil wapas kar do or apna hath chuda lo
apna hath chuda lo apna hath chuda lo

Singer:

Dil Ne Ek Bewafa Se Pyar
Music: Usha Khanna
Lyricist: Asad Bhopali
Album: Fareb(1968)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fareb/Dil-Ne-Ek-Bewafa-Se-Pya
hum chup hai isliye ke khata ki hai pyar se
aankho ko di gayi hai saza intzaar ki
dil ne ek bewafa se pyar kiya pyar kiya
jhuthe vaado pe aitbaar kiya
haye jhuthe vaado pe aitbaar kiya
dil ne ek bewafa se pyar kiya pyar kiya
jhuthe vaado pe aitbaar kiya
haye jhuthe vaado pe aitbaar kiya

wo nahi aaye wo na aayenge
wo nahi aaye wo na aayenge
wo nahi aaye wo na aayenge na aayenge
ye samajhkar bhi intzaar kiya
haye ye samajhkar bhi intzaar kiya
dil ne ek bewafa se pyar kiya pyar kiya
jhuthe vaado pe aitbaar kiya
haye jhuthe vaado pe aitbaar kiya

hum samajhte rahe jise apna
hum samajhte rahe jise apna
hum samajhte rahe jise apna haye apna
usne gairo pe dil nisar kiya
haye usne gairo pe dil nisar kiya
dil ne ek bewafa se pyar kiya pyar kiya
jhuthe vaado pe aitbaar kiya
haye jhuthe vaado pe aitbaar kiya

aaj beete dino ki yaado ne
aaj beete dino ki yaado ne
aaj beete dino ki yaado ne haye yaado ne
aur bhi hume bekarar kiya
haye aur bhi hume bekarar kiya
dil ne ek bewafa se pyar kiya pyar kiya
jhuthe vaado pe aitbaar kiya
haye jhuthe vaado pe aitbaar kiya
Ae Zindagi Ke Saathi
Music: Usha Khanna
Lyricist: Asad Bhopali
Album: Fareb(1968)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fareb/Ae-Zindagi-Ke-Saathi/NT
ye jindagi ke sathi jana na jindagi se
ye jindagi ke sathi jana na jindagi se
mere sanso me mahakn amar dil banke dhadkana
ye jindagi ke sathi jana na jindagi se

dhimi dhimi aag dahakte galo ki
halki halki chhao sunhare balo ki
dhimi dhimi aag dahakte galo ki
halki halki chaw sunhare balo ki
tere liye hai lekin kahna na tu kisi se
ye jindagi ke sathi jana na jindagi se
ye jindagi ke sathi jana na jindagi se

pahli pahli pyar mili hai angadayi
pahli pahli bar mili hai tanhayi
pahli pahli pyar mili hai angadayi
pahli pahli bar mili hai tanhayi
ab to gale sa lagale tadap na dur se
ye jindagi ke sathi jana na jindagi se
ye jindagi ke sathi jana na jindagi se

dil ki najuk bat juba tak aa pahuchi
badhte badhte bat kaha tak aa pahuchi
dil ki najuk bat juba tak aa pahuchi
badhte badhte bat kaha tak aa pahuchi
darte nahi hai mohabbat dunia ki berukhi se
ye jindagi ke sathi jana na jindagi se
ye jindagi ke sathi jana na jindagi se
mere sanso me mahakn amera dil banke dhadkana
ye jindagi ke sathi jana na jindagi se