People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Jo Moti Teri Nani Hai
Music: Madan Mohan
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heer-Raanjha/Jo-Mama-Mera-Aa-
Video:
jo moti teri nani hai suna hai diwani hai
utha ke dilli le jayenge ke badi mastani hai
ke badi mastani hai ke badi mastani hai

jo mama mera aa jayega wo sab samjha jayega
jo usne bat teri sunli, to kacha kha jayega
ha ji to kacha kha jayega ha ji to kacha kha jayeg

tujhi se naina jodenge tujhi se naina jodenge
tujhe na hum chodenge bulaya hame jab ha ibagiya me
to kaliya todenge haji to kaliya todenge

jo kachi kali todenge diwane sar fodega
tu kana bap tera hai andha tu naina kya jodega
tu naina kya jodega tu naina kya jodega

jala do chahe hamko ji magar yu na rutho ji
nishani teri ek to mile baliye hame dil de do ji
hame dil de do ji hame dil de do ji
jo leke mera dil jaoge na jane kab aaoge
tumhari chal ye kahti hai ke mujhe tarsaoge
ke mujhe tarsaoge kabhi na tadpayenge kabhi na tarsayenge
saheli teri leke chale goriye tujhe bhi le jayenge
tujhe bhi le jayenge tujhe bhi le jayenge
Ban Jao Tum Mehma
Music: Usha Khanna
Lyricist: Asad Bhopali
Album: Fareb(1968)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fareb/Ban-Jao-Tum-Mehma-Mere-
ban jao tum mehman mere dil ke
paoge jindagi mujhse milke
mausam hai pyar ka pyar ke ikrar ka
chup na raho kuch to kaho
mausam hai pyar ka pyar ke ikrar ka
chup na raho kuch to kaho
ban jao tum mehman mere dil ke
paoge jindagi mujhse milke

range wafa mai bhi hu
najuk ada aanhko se chalke wafa
mujhko bhi beauty pasand maan liya
tumko sanam kar bhi do thoda sa karam
ban jao tum mehman mere dil ke
paoge jindagi mujhse milke
mausam hai pyar ka pyar ke ikrar ka
chup na raho kuch to kaho

aayi hai rangi ghata
chaya hai dil em nasha
sun bhi lo dil ki sada
thodi si umariya bite bhi apki tarah
kya hai dil kahti jawan
ban jao tum mehman mere dil ke
paoge jindagi mujhse milke
mausam hai pyar ka pyar ke ikrar ka
chup na raho kuch to kaho
mausam hai pyar ka pyar ke ikrar ka
chup na raho kuch to kaho
ban jao tum mehman mere dil ke
paoge jindagi mujhse milke
Hata De Ghoonghat Dikhade Mukhda
Music: Usha Khanna
Lyricist: Javed Anwar
Album: Fareb(1968)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fareb/Hata-De-Ghunghat-Dikha-
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala

rakhti hu shramili jawani mai ghunght ki chaw me
rakhti hu shramili jawani mai ghunght ki chaw me
phul kahi kumala na jaye pyar ki garam hawao me
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
are hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala

sadiyo se aashik hu tera dil me aag purani
sadiyo se aashik hu tera dil me aag purani
teri jawani ke sadke is aag ko karde pani
is aag ko karde pani aag ko karde pani
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
are hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
mujhko shram haye najar na lag jaye bairi hai ye sari dunia
hata de ghunghat dikhade mukhada chand se bhi ujala

dilwalo se meri tauba dil walo se bachalo
dilwalo se meri tauba dil walo se bachalo
mera dil wapas kar do or apna hath chuda lo
apna hath chuda lo apna hath chuda lo