aaj jama hain kunj gali me
sab gokul ke prani
aaha aaj jama hain kunj gali me
sab gokul ke prani
are kanha chhede bansi
naache bich me radha rani
re fir dekh dekh ha ha aha
hoy hoy hoy hoy
bichhua bichhua bane piya tere nain
hamka dase saari saari rain
saiya dank laage hay re
bichhua bichhua bane piya tere nain
hamka dase saari saari rain
saiya dank laage hay re
tune mohe chhua jab saiya
main samjhi thandak padegi
tujhse milke kise tha
malum ke bechaini aur badhegi
tune mohe chhua jab saiya
main samjhi thandak padegi
tujhse milke kise tha
malum ke bechaini aur badhegi
o jaage teri lagan is tan me
jaise agan jaage re
bichhua bane piya tere nain
hamka dase saari saari rain
saiya dank laage hay re
aisi papan andheri raina
na sujhe koi sahara, aaha ha
banke sui chubhe mere ji me
jo tute koi sitara, aaha ha
aisi papan andheri raina
na sujhe koi sahara, aaha ha
banke sui chubhe mere ji me
jo tute koi sitara, aaha ha
aa aaja aaja blamawa tere bin
jeena jahar lage hay re
bichhua bane piya tere nain
hamka dase saari saari rain
saiya dank laage hay re
bichhua bane piya tere nain
hamka dase saari saari rain
saiya dank laage hay re
bichhua
dhadak dhadak ke tarse jiyara
tarse aur fir dhadke
aha ha dhadak dhadak ke tarse jiyara
tarse aur fir dhadke
mukh se tera aanchal gori angul angul sarke
re fir dekh dekh aha ha
hum to hai sabke yar, hamko hai sabse pyar
hum to hai sabke yar, hamko hai sabse pyar
apna jaha, apna gagan, apni hai sari jamin
hum ek jagah rahte nahi
din hai kahi rate kahi
hum to hai sabke yar, hamko hai sabse pyar
apna jaha apna gagan, apni hai sari jamin
hum ek jagah rahte nahi
din hai kahi rate kahi
jag se kya lena hame to dil se kam
pyar aur chahat ka rahe labo pe nam
jag se kya lena hame to dil se kam
pyar aur chahat ka rahe labo pe nam
dilwalo ke sansar me, aawara fire pyar me
hum to hai sabke yar, hamko hai sabse pyar
apna jaha apna gagan, apni hai sari jamin
hum ek jagah rahte nahi
din hai kahi rate kahi
ulfat hum dhunde mile jaha hamko
nafrat karne ka samay kaha hamko
ulfat hum dhunde mile jaha hamko
nafrat karne ka samay kaha hamko
thodi hai milan ki bahar
kal ka hai kise aetbar
hum to hai sabke yar, hamko hai sabse pyar
apna jaha apna gagan, apni hai sari jamin
hum ek jagah rahte nahi
din hai kahi rate kahi
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
gussa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
gussa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
gussa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
sah na saka mai huzur ki duri
sah na saka mai huzur ki duri
kya kahu aisi hai kya majburi
jab se mile ho najar me khile ho
are ha lagta hai apna milan
gussa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
mai hu ek bekash garib diwana
mai hu ek bekash garib diwana
tumne bhi mujhko nahi pahchana
bade armano se laya hu dekho
are ha ho ho pahli tamanna ka ye najrana
gussa na karo gussa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
gussa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
jana hai hume to jahan karaar mile
jana hai hume to jahan karaar mile
lutenge raaho me jahan bahaar mile
jana hai
jab tak chalu chalti rahu main
baaho ke saaye me tere
jana hume kahan ye bhi nahi soche
nind si aankho me bhare
manjil hume mile na mile
tera pyar mile
are jana hai hume to jahan karaar mile
lutenge raaho me jahan bahaar mile
jana hai
mujhe duniya me jeene ka sahara
kafi hai dil ki lagi
kuch bhi na chahu rahe mere liye
ye tere hontho ki hansi
sari duniya se lena hume kya
humko yaar mile
jana hai hume to jahan karaar mile
lutenge raaho me jahan bahaar mile
jana hai
tere sang piya padte hain mere
nilgagan pe kadam
tum ho mere toh, dharti ghata pe
raaz humara hai sanam
ho aaj najare sar jhuka ke
sau sau baar mile
are jana hai hume to jahan karaar mile
lutenge raaho me jahan bahaar mile
jana hai hume to jahan karaar mile
jana hai
jeena to hai par aye dil kahan
jeena to hai par aye dil kahan
arey baithu to, nahi milti hain jami ho
main udna chahu to hain dur aasma
na raaj koyi na koyi meharba
na kahin koyi bijli, na koyi aashiya
na raaj koyi na koyi meharba
na kahin koyi bijli, na koyi aashiya
arey baithu to, nahi milti hain jami ho
main udna chahu to hain dur aasma
jeena to hai par aye dil kahan
jalta hain badan kahin saya nahin
kisi aanchal ke badle hain sulagta dhuaa
jalta hain badan kahin saya nahin
kisi aanchal ke badle hain sulagta dhuaa
arey baithu to, nahi milti hain jami ho
main udna chahu to hain dur aasma
jeena to hai par aye dil kahan
jeena to hai par aye dil kahan
samjha mai kismat khul gai samjha mai kismat khul gai
mujhko ram bhudhiya mil gai samjha mai kismat khul gai
mujhko ram bhudhiya mil gai
arey pahuncha jab uski mehfil me
kya kya arma the dil ke sab rah gaye dil me
samjha mai kismat khul gai mujhko ram bhudhiya mil gai
dekh singar uska mai to yahi samjha hai koi surat wali
chehare ki lali pahuch ke dekha to nikli bhudhiya kali
dekh singar uska mai to yahi samjha hai koi surat wali
chehare ki lali pahuch ke dekha to nikli bhudhiya kali
dukhi banke pada hu mai mohabbat ki manjil me
kya kya arma the dil ke sab rah gaye dil me
samjha mai kismat khul gai mujhko ram bhudhiya mil
arey pahuncha jab uski mehfil me kya kya arma the dil ke
sab rah gaye dil me samjha mai kismat khul gai
mujhko ram bhudhiya mil gai
sona chandi jhuthi doulat sacchi daulat pyar
sacchi doulat ke dushman sab jhuthi ke sab yaar
aaj iski bhari jholi to kal uski bharegi
doulat ne wafa ki hai kabhi or na kregi
aaj iski bhari jholi to kal uski bharegi
daulat ne wafa ki hai kabhi or na kregi
nafrat ki chhuri seene pe dhar deti hai doulat
nafrat ki chhuri seene pe dhar deti hai doulat
bhai ko juda bhai se kar deti hai daulat
doulat ke liye apno ka khoon karta hai insaan
kuch aisa zahar aankho me bhar deti hai daulat
ye bhukh hai aisi jo mari hai naa maregi
daulat ne wafa ki hai kabhi or na kregi
insaan tu bna firta hai daulat ka pujari
insaan tu bna firta hai daulat ka pujari
din raat tujhe rahti hai daulat ki khumaari
daulat ka sahara naa bacha payega tujhko
bhagwan ke insaaf ki jab aayegi baari
daulat ki hawas kal tujhe barbaad kregi
daulat ne wafa ki hai kabhi or na kregi
daulat jise kahte hai wo hai dhup me saya
saya jise kahte hain kabhi haath naa aaya
izzat bhi gayi jaan bhi gayi naam bhi duba
daulat ke liye tune ye imaan bhi gawaya
daulat ke liye tune ye imaan bhi gawaya
daata ki daya hai jo tere sath rhegi
daulat ne wafa ki hai kabhi or na kregi
aaj iski bhari jholi to kal uski bharegi
daulat ne wafa ki hai kabhi or na kregi
hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
apna jaha apna gagan apni hai sari zami
hum ek jagha rahte nahi din hai kahi rate kahi
hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
apna jaha apna gagan apni hai sari zami
hum ek jagha rahte nahi din hai kahi rate kahi
jag se kya lena hume to dil se hai kam
pyar aur chahat ka rahe labo pe naam
jag se kya lena hume to dil se hai kam
pyar aur chahat ka rahe labo pe naam
dil walo ke sansar me aawara phire pyar me
hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
apna jaha apna gagan apni hai sari zami
hum ek jagha rahte nahi din hai kahi rate kahi
ulfat hum dhunde mile jaha humko
nafrat karne ka samay kaha humko
ulfat hum dhunde mile jaha humko
nafrat karne ka samay kaha humko
thodi hai milan ki bahar kal ka hai kise etbar
hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
apna jaha apna gagan apni hai sari zami
hum ek jagha rahte nahi din hai kahi rate kahi
hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
jana hain hame to jaha karar mile
jana hain hame to jaha karar mile
lutenge raaho me jaha bahar mile, jana hai
jab tak chalu chalati rahu mai, baho ke saye me tere
jana hame kaha yeh bhee nahi soche, nind si aankho me bhare
manjil hame mile naa mile, tera pyar mile
arey jana hain hame toh jaha karar mile
lutenge raaho me jaha bahar mile, jana hai
mujhe duniya me jine kaa sahara kafi hain dil ki lagi
kuchh bhi naa chahu, rahe mere liye, yeh tere hothho ki hansi
sari duniya se lena hame kya, ham toh yar mile
jana hain hame toh jaha karar mile
lutenge raaho me jaha bahar mile, jana hai
tere sang piya padte hain mere, nil gagan pe kadam
tum ho mere to, dharatee ghata pe raj hamara hai sanam
aaj najare sar jhuka key sau sau bar mile
arey jana hain hame toh jaha karar mile
lutenge raaho me jaha bahar mile, jana hai
jana hain hame toh jaha karar mile, jana hai
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
gusa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
gusa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
gusa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
sah na saka mai hajur ki duri
hey sah na saka mai hajur ki duri
ka kahu aisi hai ka majburi
jab se mile ho nazar me khile ho
arey ha lagta hai apna milan
gusa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
mai hu ek bekas garib diwana
hey mai hu ek bekas garib diwana
tumne bhi mujhko nahi pehchana
bade armano se laa hu dekho
arey ha ho ho pehli tamana ka ye nazrana
gusa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
gusa na karo itna ab jane do na
jo bhi hua hai wo pyar me hua hai
Haan.. Sachchai Chup Nahin Sakati, Banawat Ke Usulon Se
Ki Khushboo Aa Nahin Sakati, Kabhi Kaagaz Ke Phoolon Se !
Main Intazaar Karuun, Ye Dil Nisaar Karuun
Main Tujhase Pyaar Karuun, O Magar Kaise Aitabaar Karun
Jhuuthaa Hai Tera Vada !
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)
Vade Pe Tere Mara Gayaa, Banda Main Sidha Sadha
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)
Tumhari Zulf Hai Yaa, Sadak Kaa Mod Hai Ye
Tumhari Aakh Hai Yaa, Nashe Kaa Tod Hai Ye
Kahaa Kab Kyaa Kisi Se, Tumhen Kuch Yaad Nahin
Hamare Saamane Hai, Hamare Baad Nahin
Kitaab-e-husn Men To, Wafaa Kaa Naam Nahin, Are !
(Mohabbat Tum Karogi ? Tumhara Kaam Nahin !) – (2 Times)
Agar Che Khuub Ho Tum, Meri Mehboob Ho Tum – (2 Times)
Nigaah-e-gair Se Bhi, Magar Manasob Ho Tum
Kisi Shayar Se Puuchho, Gazal Ho Yaa Rubai
Bhari Hai Shaayari Men, Tumhari Bewafai
Ho ! Daaman Men Tere Phool Hain Kam, Aur Kaanten Hain Zyaadaa
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)
Vade Pe Tere Mara Gayaa, Banda Main Sidha Sadha
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)
Taraane Jaanati Hai, Fasaane Jaanati Hai
Kae Dil Todane Ke, Bahane Janati Hai
Kahin Pe Soz Hai Tu, Kahin Pe Saaz Hai Tuu
Jise Samajha Naa Koi, Vahi Ek Raaz Hai Tuu
Kabhi Tu Ruth Baithi, Kabhi Tu Muskarai, Are !
Kisi Se Ki Mohabbat, Kisi Se Bevafaaii ! – (2 Times)
Udaye Hosh Tauba, Teri Aankhen Sharabi – (2 Times)
Zamaane Men Hui Hai, Inhin Se Har Kharabi
Bulae Chhanv Koi, Pukare Dhoop Koi
Tera Ho Rang Koi, Tera Ho Roop Koi
Ho ! Kuch Phark Nahin Naam Tera, Raziya Ho Ya Raadha !!
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)
Vade Pe Tere Mara Gayaa, Banda Main Sidha Sadha
Vada Tera Vada, Vada Tera Vada – (2 Times)