People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Chal Sapnoke Shehar Mey
Singer: Kishore Kumar
Music: S.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deewangi/Chal-Sapnon-Ke-Shaha
chal sapno ke shahar me tujhe le jata hu
chal sapno ke shahar me tujhe le jata hu
teri raho me sitare mai bikhrata hu
chal sapno ke shahar

tu kis liye mehnat kare
tu hai mohabbat ke liye hasina
teri kasam kya hai sitam
tere badan se kyu chamkta hai pasina
o mai tere hatho ke chhalo se jal jata hu
chal sapno ke shahar me tujhe le jata hu
chal sapno ke shahar

kadmo ki dhul bankar ye phul
tere mere kadam chum rahe hai
har gam se dur masti me chur
banke sharabi se hum jhum rahe hai
apni aashao ki mai palki le aata hu
chal sapno ke shahar me tujhe le jata hu
chal sapno ke shahar

gore gore phulo jaise pav me
shabnam ki payal padi hai
hire moti pahne hue
shishmahal me tu pari banke khadi hai
maine jo dekha hai tujhko bhi dikhalata hu
chal sapno ke shahar me tujhe le jata hu
teri raho me sitare mai bikhrata hu
chal sapno ke shahar
Haseenoke Chhakkar Me Padna Nahi
Lyricist: Ravindra Jain
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deewangi/Hasinon-Ke-Chakkar-M
hasino ke chakkar me padna nahi
bewafao ki khatir bigadna nahi
nahi to gadi lain se utar jayegi
re gadi lain se utar jayegi
arey husn walo se bachkar gujarna nahi
arey ye to pariya hai inse tum darna nahi
ke pyare teri zindagi sawar jayegi
teri zindagi sawar jayegi
arey in hasino ke chakkar me padna nahi

ye to apni raah chale auro ko raah bhula de
achhe khase insa ko ye majnu bana de
na basana inhe nigaho me
kante kante hai inki raho me
ha kabhi inka daman pakdna nahi
arey bewafao ki khatir bigdana nahi
nahi to gadi lain se utar jayegi
re gadi lain se utar jayegi
arey husn walo se bachkar gujarna nahi

meri baat mano to kar lo jhatpat shadi
phir na kahna munne tune pahle na salah di
kuware aaye ho kuware jaoge
is takluf me mare jaoge
ha koi lift mange to mukarna nahi
arey ye to pariya hai inse tum darna nahi
ke pyare teri zindagi sawar jayegi
re gadi lain se utar jayegi
teri zindagi sawar jayegi
re gadi lain se utar jayegi
Zamana Muh Dekhta Rehgaya
Lyricist: Ravindra Jain
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deewangi/Zamana-Munh-Dekhta-R
pyar jab tera mera
pyar jab tera mera hua
zamana muh dekhta rah gaya
o jalke hatho ko malta aaye haye
jalke hatho ko malta raha
zamana muh dekhta rah gaya
pyar jab tera mera hua
zamana muh dekhta rah gaya

duniya se dar ke
duniya se dar ke pichhe hata lete
hum jo ye bhadte kadam
duniya se dar ke pichhe hata lete
hum jo ye bhadte kadam
tum bhi tadapte hum bhi tadapte
sari umar o sanam humne wada jo pura
humne wada jo pura kiya
zamana muh dekhta rah gaya
pyar jab tera mera tera mera
pyar jab tera mera hua
zamana muh dekhta rah gaya

aakhir hamari aakhir hamari diwangi ne
humko mila hi diya
aakhir hamari diwangi ne
humko mila hi diya
pyase dilo ko tarse dilo ko
manjil pe la hi diya humne kahna dilo ka
humne kahna dilo ka jo mana
zamana muh dekhta rah gaya
jalke hatho ko malta aaye haye
jalke hatho ko malta raha
zamana muh dekhta rah gaya

manjil ho koi manjil ho koi ya koi rasta ho
humko thahrana nahi
manjil ho koi ya koi rasta ho
humko thahrana nahi
ek dusre ko jo kar de zuda wo kam karna nahi
humne daman se daman
humne daman se daman jo bandha
zamana muh dekhta rah gaya
pyar jab tera mera tera mera
pyar jab tera mera hua
zamana muh dekhta rah gaya
Woh Bhi Mujhse
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Ravindra Jain
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deewangi/Woh-Bhi-Mujhse-Karne
wo bhi mujhse karne lage hai zara zara sa pyar
unka dil bhi rahne laga hai thoda thoda bekarar
ke rang lane laga hai lane laga hai
barso ka intzar ho
wo bhi mujhse karne lage hai zara zara sa pyar
unka dil bhi rahne laga hai thoda thoda bekarar

dil ki sada se pahle to bilkul anjan the sanam
ab rafta rafta rahi wafa me rakhne lage hai kadam
ke ab to hone laga hai hone laga hai apno me
mera sumar ho wo bhi mujhse karne lage hai
zara zara sa pyar unka dil bhi rahne laga hai
thoda thoda bekarar

surat bhi pyari sirat bhi nyari lazim hai thoda garur
par pad gayi ho buniyaad jiski
banta hai wo ghar jarur
tere hoke rahenge chahe laga le pahre zamana hajar
ho wo bhi mujhse karne lage hai zara zara
sa pyar zara zara sa pyar zara zara sa pyar
Poojaki Vidhi Na Jaanu
Lyricist: Ravindra Jain
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deewangi/Pooja-Ki-Vidhi-Na-Ja
pooja ki vidhi na janu na janu maharaj
pooja ki vidhi na janu hey na janu maharaj
mai tajke sab sansar tere charno me aayi aaj
pooja ki vidhi na janu na janu maharaj

man mera teri aarti prit ki jisme aag shayma re shayma re
man mera teri aarti prit ki jisme aag aati jati sans to gaye
aati jati sans to gaye nisdin tere rag
pooja ki vidhi na janu na janu maharaj

na dhan ki na dham ki na duniya ki chah krishna re krishna re
na dhan ki na dham ki na duniya ki chah
jis par chalke man sukh paye
jis par chalke man sukh paye batla do wo rah
pooja ki vidhi na janu na janu maharaj

koi tere dwar se khali hath na jaye data re data re
koi tere dwar se khali hath na jaye jag jise mare tu use rakhe
jag jise mare tu use rakhe har sankat se bachaye
pooja ki vidhi na janu na hey janu maharaj
pooja ki vidhi na janu na janu maharaj
Meri Jawani Kare Ishaare
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Naqsh Lyallpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deewangi/Meri-Jawani-Kare-Ish
meri jawani kare ishare
tujhe bulaye tujhe pukare
tu upar niche aage pichhe
kya dekh raha hai sun sun sun
meri jawani kare ishare
tujhe bulaye tujhe pukare

ye to achhi aada nahi jana
pine wala hi tode paimana
o ye to achhi aada nahi jana
pine wala hi tode paimana
o jane bhi de ab jo hua so hua
o mai paas hu to rahega nasha
tu upar niche aage pichhe
kya dekh raha hai ruk ruk ruk

gair koi nahi hai kamre me
sari bate rahengi parde me
gair koi nahi hai kamre me
sari bate rahengi parde me
o bura kyu meri bat ka mane
kya fayda is mulakat ka
tu upar niche aage pichhe
kya dekh raha hai sun sun sun