Aaj ki shaam lage picture ka scene koi
Picture ka scene koi…
Main hero jaisa aur tu heroine koi
Tu heroine koi…
Story kahaan kahaan se
Oh ghoom-ghaam ke
Aa gayi motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein…
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein…
Aaj ki shaam lage picture ka scene koi
Picture ka scene koi…
Main bhi rangeen lagun tu bhi shauqeen koi
Tu bhi shauqeen koi…
Umr pyaar ki hai aaj mood mein
Aur apne emotion mein…
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein…
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein…
Ring leke bade waali ik din
Tujhe maine kar lena hai win
Ring leke bade waali ek din
Tujhe maine kar lena hai win
Phir shaadi hogi
Babies honge badlenge hum napkin
Ab ho jaane do ji meeting
Phir hogi humari setting
Phir mummy papa ko bolenge
Karo humaari wedding
Hoga hill pe honeymoon
Delay ismein nahi soon
Din thode bache hain
Relationship ke promotion mein
Haan aaja aaja aaja…
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein
Pyaar ho to aata hai maza nahi shoshan mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein, Slow motion mein
Slow motion mein!.
Zubaan hai pheeki shaam se
Hui na tose baat bhi
Bina main tere bemaza
Huaa hoon dekho aaj bhi
Karoon main ye guzarishein mitthi mitthi
Muhabbaton ka mol de mitthi mitthi
Neendon mein meri khwab ka mitthi mitthi
Zara sa meetha ghol de
Tu bann ja, bann ja tu meri
Tu bann ja, bann ja tu meri
Tu bann ja, bann ja, bann ja
Bann ja tu meri
Ishqe di chashni
Oh mitthi mitthi chashni
Main na mangunga dhoop dheemi dheemi
Main na maangu chaandni
Mere jeene mein tujhse ho ishq di chashni
Oh mitthi mitthi chashni
Mitthi mitthi, mitthi mitthi
Mere khayalon mein jo tu ho
Toh baatein hoon main achi achi karta
Ho.. dekhun subah subah jo tujhe
Toh saara din accha hai guzarta
Yeh kaise teri aarzoo
Yeh kaise teri khwahishein
Tujhi se dekho main karun
Teri hi farmaaishein
Tu bann ja, bann ja tu meri
Tu bann ja, bann ja tu meri
Tu bann ja, bann ja, bann ja
Bann ja tu meri
Ishqe di chashni
Oh mitthi mitthi chashni
Jubaan hai phinki shaam se
Huyi na tose baat bhi
Bina main tere bemaja
Hua hoon dekho aaj bhi
Karun main ye guzarishe
Mohabbaton ka mol de
Neendon mein meri khwab ka
Jara sa mitha ghool de
Main bannja, banjaaun teri
Main bannja-bannja, bannjaaun teri
Ishqe di chashni
Haaye mithi mithi chashni
Main na mangungi dhoop dheemi dheemi
Main na maangu chandni
Tere jeene mein tujhse ho ishqe di chashni
Haaye mithi mithi chashni
Mere khayalon mein hamesha
Tu batein saari aachi aachi karta
Ho..dekhun subah subah jo tujhe
Toh saara din aacha hai gujarta
Ye kaisi teri aarzoo
Ye kaisi teri khwahishe
Tujhi se dekho main karun
Teri hi farmaahise
Main bannja, banjaaun teri
Main bannja-bannja, bannjaaun teri
Ishqe di chashni
Haaye mithi mithi chashni
Teri wafao ka ujaala
Hamesha mere sang sang chalta
Ho.., taare ginun kyun raaton ko main
Mera to kabhi din hi na dhalta
Nigaaho mein jo khwab sa
Aata hai tera pyar hai
Tuhi hai mere saamne
Tera hi intejaar hai
Main bannja, banjaaun teri
Main bannja-bannja, bannjaaun teri
Ishqe di chashni
Haaye mithi mithi chashni
Main na mangungi dhoop dheemi dheemi
Main na maangu chandni
Tere jeene mein tujhse ho ishqe di chashni
Haaye mithi mithi chashni
Haaye mithi mithi chashni
Haaye mithi mithi chashni.
Rakh seene mein tera
Vaada jiya re
Poori zindagi main toh
Aadha jiya
Tu mera dard na jaane
Aake laga le tu gale
Toh maine dard bhulaane
Dhak-dhak-dhak-dhak
Dil ka charkha aash ke rang dikhawe
Re kaun sa aisa rashta hai jo
Mujhtak tujhko laawe
Ki thap thap
Ki thap thap dholak bighar bulaave
Ki thap thap roz hi birha gaave
Ki thap thap,
Dhoolak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
Dhap dhap karti dhamaal karti
Aur hai ki thap thap dholak dighar bulaave
Ki thap thap roz hi birha gaave
Ki thap thap,
Dhoolak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
Dhap dhap karti dhamaal karti
Re bas sunle duwayein meri
Yun jeete jee na maar mujhko
Oho rabba sunle duwayein meri
Yun jeete jee na maar mujhko
Kya karni khudayi maine teri
Milaaya na do yaar mujhko
Dhak-dhak-dhak-dhak
Dil ka charkha ghoom ke rukk na jaaye
Ki shaam hogayi
Mujhse lambi ho gaye rain mere saaye
Ki thap thap dholak dighar bulaave
Ki thap thap roz hi birha gaave
Ki thap thap,
Dhoolak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
Dhap dhap karti dhamaal karti
Haaye, ki thap thap dholak dighar bulaave
Ki thap thap roz hi birha gaave
Ki thap thap,
Dhoolak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
Dhap dhap karti dhamaal karti.
Meri umeed na tooti
Na haushla mera toota
Natkhat aankho ka
Panghat aankho ka
Sookha hai bas tu jo rootha
Tu rootha
Paana tha maine jo paaya na paaya
Main toh khulle darwaaje rakkha
Rakkha main taaron pe aankha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Khulle darwaaje rakkha
Rakkha main taaron pe aankha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Khulle darwaaje rakkha
Rakkha main taaron pe aankha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Khulle darwaaje rakkha
Rakkha main taaron pe aankha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Main tanha bhatakta hoon
Mushkil ko hal karde
Jeena jamaane mein
Tu jara sa hal karde
Aakhbaaro mein bhi khusi ki
Khabar na mile
Laakho sajhdo se dil ko
Sabar na mile
Mudd mudd dekhle
Kya tha kya hoon main
Haatho se aapne hi chhotha mere khuda
Tere bin jaane na koi bhi
Mere dil ki dukh na kisi ko dassa
Sachha rowaan jhootha hassan
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Dukh na kisi ko dassa
Sachha rowaan jhootha hassan
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Haatho ki lakeere dekha
Raahein dheere dheere dekha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Ho tumse agar parichay toh
Kishmat badal de tu
Mere muaamle mein
Aa jara dakhal de tu
Paani paancho dariyao mein hai
Kam ho raha
Tere hone ka yakeen hai
Bharam ho raha
Chhod tadapna main
Kabtak sapna main
Dekhunga bolo
Toota, main toota
Mera kyun saathi na saaya na tere hote
Haatho ko uthaayi jawaan
Rowaan ya main gaayi jaawan
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Haatho ki lakeere dekha
Raahein dheere dheere dekha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Dukh na kisi ko dassa
Sachha rowaan jhootha hassan
Aaya na, aaya na, aaya na tu.