Meri umeed na tooti
Na haushla mera toota
Natkhat aankho ka
Panghat aankho ka
Sookha hai bas tu jo rootha
Tu rootha
Paana tha maine jo paaya na paaya
Main toh khulle darwaaje rakkha
Rakkha main taaron pe aankha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Khulle darwaaje rakkha
Rakkha main taaron pe aankha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Khulle darwaaje rakkha
Rakkha main taaron pe aankha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Khulle darwaaje rakkha
Rakkha main taaron pe aankha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Main tanha bhatakta hoon
Mushkil ko hal karde
Jeena jamaane mein
Tu jara sa hal karde
Aakhbaaro mein bhi khusi ki
Khabar na mile
Laakho sajhdo se dil ko
Sabar na mile
Mudd mudd dekhle
Kya tha kya hoon main
Haatho se aapne hi chhotha mere khuda
Tere bin jaane na koi bhi
Mere dil ki dukh na kisi ko dassa
Sachha rowaan jhootha hassan
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Dukh na kisi ko dassa
Sachha rowaan jhootha hassan
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Haatho ki lakeere dekha
Raahein dheere dheere dekha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Ho tumse agar parichay toh
Kishmat badal de tu
Mere muaamle mein
Aa jara dakhal de tu
Paani paancho dariyao mein hai
Kam ho raha
Tere hone ka yakeen hai
Bharam ho raha
Chhod tadapna main
Kabtak sapna main
Dekhunga bolo
Toota, main toota
Mera kyun saathi na saaya na tere hote
Haatho ko uthaayi jawaan
Rowaan ya main gaayi jaawan
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Haatho ki lakeere dekha
Raahein dheere dheere dekha
Aaya na, aaya na, aaya na tu
Dukh na kisi ko dassa
Sachha rowaan jhootha hassan
Aaya na, aaya na, aaya na tu.