People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 8 *

ui dekh ke akeli mohe barkha sataye
Singer: Geeta Dutt
Music: S.D.Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Album: Baazi(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baazi/Dekh-Ke-Akeli-Mohe-Bark
ui dekh ke akeli mohe barkha sataye
gaalo ko chume kabhi chhite udaye re
tip tip tip tip tip tip
tip tip tip tip tip tip
ui dekh ke akeli mohe barkha sataye
gaalo ko chume kabhi chhite udaye re
tip tip tip tip tip tip
tip tip tip tip tip tip

chali naa jaye chal lachaku jaise dal
saadi bhigi, choli bhigi, bhige gore gal
gore gal, gore gal, gore gore gal
saadi bhigi, choli bhigi, bhige gore gal ui
dekh ke akeli mohe barkha sataye
gaalo ko chume kabhi chhite udaye re
tip tip tip tip tip tip
tip tip tip tip tip tip

lute har shingar paapi jal ki dhar
khuli sadak pe lut gayi logo mai albeli naar
ek albeli albeli albeli, ek albeli albeli albeli
khuli sadak pe lut gayi logo mai albeli naar ui
dekh ke akeli mohe barkha sataye
gaalo ko chume kabhi chhite udaye re
tip tip tip tip tip tip
tip tip tip tip tip tip

paanv phislata jaye tan hichkole khaye
aise me jo hath pakad le mann uska ho jaye
bas ho jaye, ho jaye, ho jaye
bas ho jaye, ho jaye, ho jaye
aise me jo hath pakad le mann uska ho jaye ui
dekh ke akeli mohe barkha sataye
gaalo ko chume kabhi chhite udaye re
tip tip tip tip tip tip
tip tip tip tip tip tip
dekh ke akeli mohe barkha sataye
gaalo ko chume kabhi chhite udaye re
tip tip tip tip tip tip
tip tip tip tip tip tip
hey, dil yeh kya cheez hai
Singer: Kishore Kumar
Music: S.D.Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Album: Baazi(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baazi/Dil-Yeh-Kya-Cheez-Hai/K
hey, dil yeh kya chiz hai aur dil tamanna kya hai
tir par tir chala le tujhe parwa kya hai
are teri kasam meri jaan
tere tiro me chhupe pyar ke khajane hai
tere tiro me chhupe pyar ke khajane hai
mere labo pe dekho aaj bhi tarane hai
mere labo pe dekho aaj bhi tarane hai
dan dar dan dar da aa dan dar dan dar da
dan dar dan dar da aa dan dar dan dar da

aur honge jinhe aaram ke samaan mile
apni kashti ko toh sahil pe bhi tufan mile
are yeh git pasand nahi yaar

naiya purani hai tufan bhi purane hai
naiya purani hai tufan bhi purane hai
mere labo pe dekho aaj bhi tarane hai
mere labo pe dekho aaj bhi tarane hai
dan dar dan dar da dar dar dan dar dan dar ru
dan dar dan dar da dar dar dan dar dan dar ru
laakh zamaane waale
Singer: Geeta Dutt
Music: S.D.Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Album: Baazi(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baazi/Tum-Bhi-Na-Bhoolo-Balam
o
laakh zamaane waale daale dilo pe taale
tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
laakh zamaane waale daale dilo pe taale
tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
baalam ham bhi na bhule

o
dil ki lagi pe dekho aanch na aaye
jaan rahe ke jaaye, pyaar na jaaye
dil ki lagi pe dekho aanch na aaye
jaan rahe ke jaaye, pyaar na jaaye
bite so bite dekho duniya na jite dekho
tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
baalam ham bhi na bhule

o
gam jo tumhaara ho wo gam bhi hai pyaara
mai bhi tumhaari baalam dil bhi tumhaara
gam jo tumhaara ho wo gam bhi hai pyaara
mai bhi tumhaari baalam dil bhi tumhaara
prit lagi na chhute dor baandhe na tute
tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
baalam ham bhi na bhule

laakh zamaane waale daale dilo pe taale
tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
baalam ham bhi na bhule
o
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
Music: S.D.Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Album: Baazi(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baazi/Sharmaye-Kahe-Ghabraye-
arrr chhayi
la la la laa la la la laa
sharamaaye kaahe
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe

o
kuchh na soch matawaale o matawaale
dil ki maan dilawaale o matawaale o dilawaale
duniya ke gam karta hai kyun
milne ki raate hai darta hai kyun
duniya ke gam karta hai kyun
milne ki raate hai darta hai kyun
milne ki raate hai darta hai kyun
sharamaaye kaahe, aay dekho
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe

o
kuchh na soch matawaale o matawaale
dil ki maan dilawaale o matawaale o dilawaale
aankho ka ras pi le zara, zulfo ke saaye me ji le zara
aankho ka ras pi le zara, zulfo ke saaye me ji le zara
zulfo ke saaye me ji le zara
sharamaaye kaahe, aay dekho
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe

o
kuchh na soch matawaale o matawaale
dil ki maan dilwaale o matawaale o dilwaale
ja ke ye din aane nahi aa tujhko de du mai jannat yahi
la la la laa la la la laa
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
sharamaaye kaahe
suno gajar kya gaaye
Singer: Geeta Dutt
Music: S.D.Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Album: Baazi(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baazi/Suno-Gajar-Kya-Gaaye/Hx
o la la laa o la la laa o o o la laa
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
o re jine wale o re bhole bhale
sona naa, khona naa
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye

o la la laa o la la laa o o o la laa
gine chune pal hai tere jivan ke
dhum macha le abhi din hai milan ke
gine chune pal hai tere jivan ke
dhum macha le abhi din hai milan ke
o re jine wale o re bhole bhale
sona naa, khona naa
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
o re jinewale o re bhole bhale
sona naa, khona naa

o la la laa o la la laa o o o la laa
husn bhi fani aur ishk bhi fani hai
hans ke bita le do ghadi ki jawani hai
husn bhi fani aur ishk bhi fani hai
hans ke bita le do ghadi ki jawani hai
o re jine wale o re bhole bhale
sona naa, khona naa
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
o re jinewale o re bhole bhale
sona naa, khona naa

bichhada jamana kabhi haath naa aayega
dosh naa dena mujhe phir pachhatayega
bichhada jamana kabhi haath naa aayega
dosh naa dena mujhe phir pachhatayega
o re jine wale o re bhole bhale
sona naa, khona naa
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye

suno gajar kya gaaye, sona naa
samay gujarta jaaye, khona naa
yeh kaun aaya
Singer: Geeta Dutt
Music: S.D.Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Album: Baazi(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baazi/Yeh-Kaun-Aya/Fx9TdAJ9XV
oh ho ho ho ho ho ho ho
ta ra ra ram ta ra ra ra ram
ha ha ha ha
ta ra ra ram ta ra ra ra ram

yeh kaun aaya
yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi
yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi
yeh kaun aaya

achanak yeh mere hatho me kiska hath aaya hai
na mai janu, na dil jane, woh apna ya paraya hai
yeh kaun aaya ke mai apni hi dhadkan sunke sharmayi
yeh kaun aaya

dulhan ban ke jawani ki umange gungunati hai
bata hai kaun aankho me ke aankhe muskurati hai
bikhar ke kiski baaho se yeh meri julf laharayi
yeh kaun aaya

yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi
yeh kaun aaya
tadbir se bigdi huyi takdir
Singer: Geeta Dutt
Music: S.D.Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Album: Baazi(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baazi/Tadbeer-Se-Bigdi-Huyi-T
tadbir se bigdi huyi takdir bana le, takdir bana le
apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le
tadbir se bigdi huyi takdir bana le, takdir bana le
apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le

darta hai jamane ki nigaho se bhala kyu, nigaho se bhala kyu
darta hai jamane ki nigaho se bhala kyu, nigaho se bhala kyu
insaf tere sath hai iljam utha le, iljam utha le
apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le

kya khak woh jina hai jo apne hi liye ho, apne hi liye ho
kya khak woh jina hai jo apne hi liye ho, apne hi liye ho
khud mitke isi aur ko mitne se bacha le, mitne se bacha le
apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le

tute huye patwar hain kashti ke toh ham kya
haari huyi baaho ko hi patwar bana le, patwar bana le
apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le
tadbir se bigdi huyi takdir bana le, takdir bana le
apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le
aaj ki raat piya
Singer: Geeta Dutt
Music: S.D.Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Album: Baazi(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baazi/Aaj-Ki-Raat-Piya-Dil-Na
aaj ki raat piya
aaj ki raat piya dil naa todo
mann ki baat piya maan lo
aaj ki raat piya

dil ki kahani apni jubani tum ko sunane aayi hu
dil ki kahani apni jubani tum ko sunane aayi hu
aankho me le ke sapne suhane apna banane aayi hu
chhod ke sath piya muh naa modo
mann ki baat piya maan lo
aaj ki raat piya dil naa todo
mann ki baat piya maan lo
aaj ki raat piya

chanda bhi dekhe tare bhi dekhe hamko gagan ki ot se
chanda bhi dekhe tare bhi dekhe hamko gagan ki ot se
ghayal kiya hai dil tumne mera, mithi najar ki chot se
tham ke haath piya yu naa chhod o
mann ki baat piya maan lo
aaj ki raat piya dil naa todo
mann ki baat piya maan lo
aaj ki raat piya