Hey Girl Come to Me Follow
I’m Gonna Take You to the Top
Come on Feel Naa
I Like to Chit Chat
You are My Cutie Cat
Hey Baby Come Come
Hey Baby Come Come Love
Sari sari sari sari
Sari sari sa
Sari gari sari gari
Sari gari sa
Riga riga mama mama ma
Magarisa sariga
Riga mama mama
Gama papa papa
Riga mama mama
Gama papa papa pa
Dapa dapa dapa dapa dapa
Gama gama gama gama gama
Ri ri ri ri ri ri garisa
sun sun gaanv ki gauri
sunkar batiya tori
sun sun gaanv ki gauri
sunkar batiya tori
maine samjha maine jana
tere rup ke aage pani bharti
sehero ki har chhori
sun sun
o sun sun gaanv ki gauri
sunkar batiya tori
kisne tujhe chanda naam diya
tere chehre par kahin daag nahi
kisne tujhe chanda naam diya
tere chehre par kahin daag nahi
jo teri tarah se roshan ho
yaha aisa koi charag nahi
wo din bhi aayega
jab o chanda tu ban jayegi
ek chanda ki chakori
sun sun
o sun sun gaanv ki gauri
sunkar batiya tori
o ho o ho o
o ho o o ho
bijli ki ada koyal ki sada tu
phulo ki hansi ki chor hai tu
bijli ki ada koyal ki sada tu
phulo ki hansi ki chor hai tu
kudrat ki churake sundarta
ab saadhe najar kis or hai tu
mujhe dar hai mujhe dar hai
kahin ho na jaye ho na jaye
mere man ki chori
sun sun
o sun sun gaanv ki gauri
sunkar batiya tori
sun sun gaanv ki gauri
sunkar batiya tori
maine samjha maine jana
tere rup ke aage pani bharti
sehero ki har chhori
sun sun
o sun sun gaanv ki gauri
o sun sun gaanv ki gauri
o sun sun gaanv ki gauri
sun sun
dub ke dariya me kar lungi khudkhushi
dub ke dariya me kar lungi khudkhushi
jo tere sang ladki kabhi dekhi kahi
jo tere sang ladki kabhi dekhi kahi
dub ke dariya me kar lunga khudkhushi
jo tere sang ladka kabhi dekha kahi
jo tere sang ladka kabhi dekha kahi
dil na todoge kabhi mujhse vada ye karo
pyar na kam ho kabhi tum irada ye karo
mere khwabo me sanam rahti ho sham o sahar
is kadar chaha tumhe nahi duniya ki khabar
jane kyu mere piya mujhe lagta hai ye dar
mera aitabr karo ai meri jan e jigar
gaadi ke niche ake kar lugi khudkhushi
gaadi ke niche ake kar lugi khudkhushi
jo tere sang ladki kabhi dekhi kahi
jo tere sang ladki kabhi dekhi kahi
dub ke dariya me kar lunga khudkhushi
jo tere sang ladka kabhi dekha kahi
jo tere sang ladka kabhi dekha kahi
mushkil hai jina sanam tere bina teri kasam
mushkil hai jina sanam tere bina teri kasam
tu jo rutha mai tujhko mana lugi
teri har zid sine se laga lugi
dur ik pal bhi rah na sakugi mai
dard sautan ka sah na sakugi mai
dil me hai tu meri ankho me tu
dhadakan me tu meri sanso me tu
pike zahar kasam se kar lugi khudkhushi
pike zahar kasam se kar lugi khudkhushi
han tere sang sautan jo dekhi kahi
han tere sang sautan jo dekhi kahi
dub ke dariya me kar lunga khudkhushi
jo tere sang ladka kabhi dekha kahi
han tere sang sautan jo dekhi kahi
jo tere sang ladka kabhi dekha kahi
han tere sang sautan jo dekhi kahi
chahat se hai begani meri subah sham
chahat se hai begani meri subah sham
maine dil ke kore kagaj pe nahi likha hai koi naam
maine dil ke kore kagaj pe nahi likha hai koi naam
koi naam, koi naam koi naam koi naam
sun le tu diwani mera ye paigam
sun le tu diwani mera ye paigam
tere dil ke kore kagaj pe tu likh de mera naam
tere dil ke kore kagaj pe tu likh de mera naam
mera naam, mera naam mera naam, mera naam
sapne aate na the meri aankho me
karvat leti na thi mai to rato me
khusbu aisi na thi meri sanso me
tune luta hai dil bato bato me
mai hu tera sapna suhana aa gale se mujhko lagana
darti hu na lag jaye na koi iljham
darti hu na lag jaye na koi iljham
maine dil ke kore kagaj pe nahi likha hai koi naam
maine dil ke kore kagaj pe nahi likha hai koi naam
koi naam koi naam koi naam koi naam
meri yado me kya tera chehra hai
mei dhadkan pe to tera pahra hai
chaha maine tujhko jivan se jyada
ab na todunga mai apna ye vada
naam tere meri jawani ab hai teri ye jindagani
mujhko teri baho me aata hai aaram
mujhko teri baho me aata hai aaram
tere dil ke kore kagaj pe tu likh de mera naam
tere dil ke kore kagaj pe tu likh de mera naam
mera naam, mera naam mera naam, mera naam
chahat se hai begani meri subah sham
sun le tu diwani mera ye paigam
tere dil ke kore kagaj pe tu likh de mera naam
maine dil ke kore kagaj pe likh diya hai tera naam
tera naam, tera naam mera naam, mera naam
tera naam, tera naam mera naam, mera naam
raam narayan baja bajata
raam narayan baaja bajata
jhum jhum jhum jhum thumka lagata
jhum jhum jhum jhum thumka lagata
sab logo ka dil bahalata
sab logo ka dil bahalata re
raam narayan baja bajata
raam narayan baaja bajata
jhum jhum jhum jhum thumka lagata
jhum jhum jhum jhum thumka lagata
wo kisi shokh nadi ki hai ravani dekho
mere mahbub ki madmast javani dekho
jake ulajha mai anadi jo uske jhumke se
woh mujhe lut gayi maar gayi thumake se
ho bambai hile dilli hile kalakatta hilela
ki uski lachake jab kamariya toh saari duniya hilela
raam narayan baja bajata
raam narayan baaja bajata
jhum jhum jhum jhum thumka lagata
jhum jhum jhum jhum thumka lagata
sab logo ka dil bahalata
sab logo ka dil bahalata re
raam narayan baja bajata
raam narayan baja bajata
jhum jhum jhum jhum thumka lagata
jhum jhum jhum jhum thumka lagata
yaar aankho me naya khvaab adhura laya
leke hatho me apna taan tambura laya
chhed ke saaj naye git bana deta hu
chhori kaisi bhi ho mai usko pata leta hu
he chali ri sajni sajan ghar ji ho jiya ab na jala
abb na jala, jiya abb na jala
abb na jala, jiya abb na jala
doli kab leke aau mai ho dilajani bata
raam narayan baja bajata
raam narayan baja bajata
jhum jhum jhum jhum thumka lagata
jhum jhum jhum jhum thumka lagata
sab logo ka dil bahalata
sab logo ka dil bahalata re
bye bye miss good night see you again
kal fir milenge tere mere nain
bye bye miss good night see you again
kal fir milenge tere mere nain
dil ka karar tu mere dil ka chain
dil ka karar tu mere dil ka chain
kal fir milenge tere mere nain
bye bye miss good night see you again
kal fir milenge tere mere nain
wada kiya hai to wada nibhana
kal jaldi aana magar der se jana
ho wada kiya hai to wada nibhana
kal jaldi aana magar der se jana
pyar yar pe lutaungi kal jaldi aaungi
chahoge jab tak mai tab tak na jaungi
tujh bin kate na mere din rain
tujh bin kate na mere din rain
kal fir milenge tere mere nain
bye bye miss good night see you again
kal fir milenge tere mere nain
tanha hui jab teri yad aayi
dasne lagi mujhko teri judai
tanha hui jab teri yad aayi
dasne lagi mujhko teri judai
sej pyar ki saja lena
mujhko tum bula lena
aake meri baho me
bekhudi mita lena
tujhko sunaunga mai mithe bain
tujhko sunaunga mai mithe bain
kal fir milenge tere mere nain
bye bye good night see you again
bye bye good night see you again
kal fir milenge tere mere nain
dil ka karar tu mere dil ka chain
dil ka karar tu mere dil ka chain
kal fir milenge tere mere nain
tum to dhokhebaj ho vada karke bhul jate ho
tum to dhokhebaj ho vada karke bhul jate ho
roz roz tum jo sanam aisa karoge
roz roz tum jo sanam aisa karoge
ham jo ruth jayenge to hath maloge
aaha tum bhi badi chalak ho muskura ke dil jalati ho
tum bhi badi chalak ho muskura ke dil jalati ho
roz roz tum jo sanam aisa karoge
ham jo ruth jayenge to aahe bharoge
aaha tum to dhokhebaj ho vada karke bhul jate ho
pehle milan ki ye apni pehli raat hai
hamko tumse karni kuchh zaruri baat hai
kya hasi sama hai, kya suhani ghadi hai
thodi der thehro ji kya jaldi padi hai
aao aake chum lo pyas aise kyu badhate ho
aao aake chum lo pyas aise kyu badhate ho
haan roz roz tum jo sanam aisa karoge
ham jo ruth jayenge to aahe bharoge
aaha tum to dhokhebaj ho vada karke bhul jate ho
chhodo gile shikve hamse pyar karo ji
aaya abhi aaya intzar karo ji
tumko hai kasam na bekrar karo ji
thoda sa hamara aitbar karo ji
samjho dil ki bebasi is tarah kyu aajmate ho
samjho dil ki bebasi is tarah kyu aajmate ho
roz roz tum jo sanam aisa karoge
ham jo ruth jayenge to aahe bharoge
aaha tum to dhokhebaj ho vada karke bhul jate ho
tum bhi badi chalak ho muskura ke dil jalati ho
roz roz tum jo sanam aisa karoge
ha roz roz tum jo sanam aisa karoge
ham jo ruth jayenge to hath maloge
aaha tum bhi badi chalak ho muskura ke dil jalati ho
tum to dhokhebaj ho vada karke bhul jate ho
dil jaan jigar tujhpe nisar kiya hai
dil jaan jigar tujhpe nisar kiya hai
dil jaan jigar tujhpe nisar kiya hai, kyo
pyar kiya hai re tujhe pyar kiya hai
pyar kiya hai re tujhe pyar kiya hai
tune bhi mujhe kitna bekarar kiya hai
tune bhi mujhe kitna bekarar kiya hai, kyo
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
dil jaan jigar tujhpe nisar kiya hai
tune bhi mujhe kitna bekarar kiya hai
pyar kiya hai re tujhe pyar kiya hai
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
mai toh hu teri adao ka mara
tu hi kyo samajhe na mera ishara
jhum ke tu aaja baaho me sama ja
jhum ke tu aaja baaho me sama ja
abb tak bada hi intjaar kiya hai, kyo
pyar kiya hai re tujhe pyar kiya hai
pyar kiya hai re tujhe pyar kiya hai
tune bhi mujhe kitna bekarar kiya hai
tune bhi mujhe kitna bekarar kiya hai, kyo
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
meri taraf dekh jara najare utha ke
palko me rakha hai tujhko chhupa ke
apna banayenge tujhko rijhayenge
apna banayenge tujhko rijhayenge
tere liye toh yeh singar kiya hai, kyo
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
dil jaan jigar tujhpe nisar kiya hai
dil jaan jigar tujhpe nisar kiya hai, kyo
pyar kiya hai re tujhe pyar kiya hai
pyar kiya hai re tujhe pyar kiya hai
tune bhi mujhe kitna bekarar kiya hai
tune bhi mujhe kitna bekarar kiya hai, kyo
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
pyar kiya hai re tujhe pyar kiya hai
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
pyar kiya hai re tujhe pyar kiya hai
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
pyar kiya hai re tujhe pyar kiya hai
pyar kiya hai re bahut pyar kiya hai
mai hu numbar ek gawaiya
ha mai hu numbar ek gawaiya
ha mai hu numbar ek gawaiya
ha mai hu numbar ek gawaiya
mera naam hai raasrchaiya
mera naam hai raasrchaiya
mai hu numbar ek gawaiya
ha mai hu numbar ek gawaiya
p ni p sa dhi ma p pa p ni p dh ma pa
m ga p m g re m g re sa re sa re sa ni re
sa ni dha ni
are patna banras bareli baroda gaya tha
mai jhumritaliya taliya taliya taliya
ha patna banras bareli baroda gaya tha
mai jhumritaliya taliya taliya taliya
mera gaana sunke mere chahnewale
mujhpe lutaye rupiya
koi le raha tha mere autograph
koi de raha tha badhiyan
koi na hoga dusra mere bhai
yaha aisa rang jamiyan
jamiyan jamiyan jamiyan
aaha aaha aaha
ab ban gaya hu bambaiyan
ab ban gaya hu bambaiyan
mai hu numbar ek gawaiya
ha mai hu numbar ek gawaiya
aji aap to suro ko gaate hai
aur hum hum to suro ko khate hain
ni sa sa ni sa sa ni sa sa ni sa sa ni sa
re re sa re re sa re re sa re re sa
re g g re re g g re re g g re re g g re re ga aa ha
g m p g m re ni ra sa ni ga sa
dobara kabhi phir wo gana na gaaye
mere samne jo bhi aaye
mere samne jo bhi aaye
mere samne jo bhi aaye
ha dobara kabhi fir wo gana na gaaye
mere samne jo bhi aaye
gale se na aawaz nikle
bechara kabhi phir na wo sur lagaye
kabhi saaj chedu jo mai taan maru
kabhi saaj chedu jo mai taan maru
utar jaye dushman ki surat
na ghunghru na payal
na jhanjhar na chaghar
mujhe na kisi ki jarurat jarurat
ha mai nachu ta tha thaiya
mai nachu ta tha thaiya
mai hu numbar ek gawaiya
tu hai numbar ek gawaiya
tu hai numbar ek gawaiya
tu hai numbar ek gawaiya
ye albela taur na dekha, tumsa koi or na dekha
husan ka ye jor na dekha
walla yaar lut gaye hum to najar milake
walla yaar lut gaye hum to najar milake
ye albela taur na dekha, tumsa koi or na dekha
husan ka ye jor na dekha
walla yaar lut gaye hum to najar milake
walla yaar lut gaye hum to najar milake
tum hamko agar is hal me pahchante
to ham apki baki najar to mante
tum hamko agar is hal me pahchante
to ham apki baki najar to mante
mera fasana pata ya thiakna, agar puchte jante
ye albela taur na dekha, tumsa koi or na dekha
husan ka ye jor na dekha
walla yaar lut gaye hum to najar milake
walla yaar lut gaye hum to najar milake
hai jiwan ka sath lekin juda ho jayenge
in virano me ik bar phir kho jayenge
sang me gujare jo pyare pyare, sada hamko yaad ayenge
ye albela taur na dekha, tumsa koi or na dekha
husan ka ye jor na dekha
walla yaar lut gaye hum to najar milake
walla yaar lut gaye hum to najar milake
apni ulfat pe jamane ka na pahra hota
to kitna achha hota, to kitna achha hota
pyar ki raat ka koi na sawera hota
to kitna achha hota, to kitna achha hota
apni ulfat pe jamane ka na pahra hota
to kitna achha hota, to kitna achha hota
paas rahkar bhi bahut dur baht dur rahe
ek bandhan me bandhe phir bhi to majbur rahe
paas rahkar bhi bahut dur baht dur rahe
ek bandhan me bandhe phir bhi to majbur rahe
meri raho me na uljhan ka andhera hota
to kitna achha hota, to kitna achha hota
dil mile ankh mili pyar na milne paye
baguba kahta hai do phul na khilne paye
dil mile ankh mili pyar na milne paye
baguba kahta hai do phul na khilne paye
apni manjil ko jo kato ne na ghera hota
to kitna achha hota, to kitna achha hota
ajab sulagti hui lakadiya hai jag wale
mile to aag ugal de kate to dhua kare
ajab sulagti hui lakadiya hai jag wale
mile to aag ugal de kate to dhua kare
apni dunia me bhi sukh chain ka ghera hota
to kitna achha hota, to kitna achha hota
apni ulfat pe jamane ka na pahra hota
to kitna achha hota, to kitna achha hota
sun le meri paylo ke geet sajna
aa bula rahi hai meri preet sajna
aaja re aaja re
sun le meri paylo ke geet sajna
aa bula rahi hai meri preet sajna
aaja re aaja re
wo hasin chand raat yaad kar
tune jo kahi thi baat yaad kar
wo hasin chand raat yaad kar
tune jo kahi thi baat yaad kar
wada ho pyar ka kaise du mai bhula
tu bhi pahli mulakat yad kar
sun le meri paylo ke geet sajna
aa bula rahi hai meri preet sajna
aaja re aaja re
jo thi sham aayi dil dukha gayi
kitni baar chandani jala gayi
jo thi sham aayi dil dukha gayi
kitni baar chandani jala gayi
karke koi jatan ab to aaja sajan
mora mane na man mai ghabara gayi
sun le meri paylo ke geet sajna
aa bula rahi hai meri preet sajna
aaja re aaja re
kya bahar jab talak na aye tu
chand kya agar na muskuraye tu
kya bahar jab talak na aye tu
chand kya agar na muskuraye tu
mori bali umar katte jane jigar
jab tak laut kar aa na jaye tu
sun le meri paylo ke geet sajna
aa bula rahi hai meri preet sajna
aaja re aaja re
sun le meri paylo ke geet sajna
aa bula rahi hai meri preet sajna
aaja re aaja re
jana tumhare pyar me saitan ban gaya hu
kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu
jana jana tumhare pyar me saitan ban gaya hu
kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu
jana jana tumhare pyar me
hum to diwane hai tere nam ke
dil luta baithe hai jigar tham ke
hum to diwane hai tere nam ke
dil luta baithe hai jigar tham ke
ishk ne hamko nikamma kar diya
warna hum bhi admi the kam ke
itna mai gir chuka hu ke haiwan ban gaya hu
kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu
jana jana tumhare pyar me saitan ban gaya hu
kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu
jana jana tumhare pyar me
ab to bas pathar ki ek taswir hu
ya samjh lo ek boot-e-peer hu
ab to bad pathar ki ek taswir hu
ya samjh lo ek boot-e-peerr hu
apne pairo bandh gayi jo pyar me
ek aisi uljhi hui janjir hu
halat ko apni dekh ke hairan ban gaya hu
kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu
jana jana tumhare pyar me saitan ban gaya hu
kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu
jana jana tumhare pyar me
sata le ae jaha kabhi na kholenge juba
sitam tere kabhi to beasar ho jayenge
pukaro lakh tum na phir lautenge hum
ke hum bhi raah ki is dhul me kho jayenge
sata le ae jaha
jalan dil ki to kehti hai ke mai uth jau mahfil se
jalan dil ki to kehti hai ke mai uth jau mahfil se
magar ummid daman ko mere chhod egi mushkil se
are chhod egi mushkil se
thake hare hai hum jaha tutega dum
bichake sej angaro ki chup ho so jayenge
sata le ae jaha
kisi ke pyar ka chanchal ishara yad aata hai
kisi ke pyar ka chanchal ishara yad aata hai
hai kal ki bat wo har har najara yad aata hai
najara yad aata hai
mera dil tod kar wo honge bekhabar
thi kisko ye khabar wo kya se kya ho jayenge
sata le ae jaha kabhi na kholenge juba
sitam tere kabhi to beasar ho jayenge
sata le ae jaha
kya mil gaya haye kya kho gaya, mujhe mere balam ye kya ho gaya
hum kho gaye aji tum kho gaye, mohabbat ki raho me dil kho gaya
kya mil gaya haye kya kho gaya, mujhe mere balam ye kya ho gaya
hum kho gaye aji tum kho gaye, mohabbat ki raho me dil kho gaya
ye khusiyo ke pyale chalkte chalenge
hawao ke aanchal mahkate chalenge
are naye raste khud-ba-khud khul chalenge
jidhar se bhi hum-tum bahkte chalenge ho bahkte chalenge
kya mil gaya haye kya kho gaya, mujhe mere balam ye kya ho gaya
hum kho gaye aji tum kho gaye, mohabbat ki raho me dil kho gaya
jaha se safar ye suru ho raha hai
naye ek jamane ki wo ibtia hai
kahi hamko bhi tum bhula to na doge
dhadkata hua dil mera puchta hai ho dil mera puchta hai
hum kho gaye aji tum kho gaye, mohabbat ki raho me dil kho gaya
kya mil gaya haye kya kho gaya, mujhe mere balam ye kya ho gaya
har ek bat atito me dhalne lagi hai
har ek arzu phir machalne lagi hai
ho tum apni in ankho ka jadu to dekho
ke dunia hi meri badlane lagi hai o badlne lagi hai
kya mil gaya haye kya kho gaya, mujhe mere balam ye kya ho gaya
hum kho gaye aji tum kho gaye, mohabbat ki raho me dil kho gaya
teri pyari pyari surat ko
kisi ki najar na lage chasme badhhu
mukhade ko chupa lo aachal me
kahi meri najar na lage chasme badhhu
yu na akele fira karo
sabki najar se dara karo
yu na akele fira karo
sabki najar se dara karo
phul se jyada najuk ho tum
yaar sambhal kar chala karo
julfo ko gira lo galo par
mausam ki najar na lage chasme badhhu
teri pyari pyari surat ko
kisi ki najar na lage chasme badhhu
ek jhalak jo pata hai
rahi wahi ruk jata hai
ek jhalak jo pata hai
rahi wahi ruk jata hai
dekh ke tera rup salona
chand bhi sar ko jhukata hai
dekha na karo tum ayina
kahi khud ki najar na lage chasme badhhu
teri pyari pyari surat ko
kisi ki najar na lage chasme badhhu
mukhade ko chupa lo aachal me
kahi meri najar na lage chasme badhhu
ek saval mai karu ek saval tum karo
ek saval mai karu ek saval tum karo
har saval ka saval hi javab ho
ek saval mai karu ek saval tum karo
ek saval mai karu ek saval tum karo
har saval ka saval hi javab ho
ek saval mai karu ek saval tum karo
pyar ki bela sath sajan ka phir kyo dil ghabaraye
naihar se ghar jati dulhan kyo naina chhalakaye
hai malum ki jana hoga duniyan ek saray
phir kyo jate vaqt musafir roye aur rulaye
phir kyo jate vaqt musafir roye aur rulaye
ek saval mai karu ek saval tum karo
chand ke mathe dag hai phir bhi chand ko laj na aaye
uska ghatata badhata chehara kyo sundar kahalaye
kajal se naino ki shobha kyo duguni ho jaye
gore gore gal pe kala til kyo man ko bhaye
gore gore gal pe kala til kyo man ko bhaye
ek saval mai karu ek saval tum karo
ujiyare me jo parachhayi pichhe pichhe aaye
vahi andhera hone par kyo sath chhod chhup jaye
sukh me kyo ghere rahate hai apne aur paraye
buri ghadi me kyo har koi dekh ke bhi qataraye
buri ghadi me kyo har koi dekh ke bhi qataraye
ek saval mai karu ek saval tum karo
ek saval mai karu ek saval tum karo
har saval ka saval hi javab ho
ek saval mai karu ek saval tum karo
ek saval mai karu ek saval tum karo