People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Gale Mil Lo
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anjaan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aamne-Samne/Gale-Mil-Lo/Gy0-Q
meri pistol ki andar kisi bhi ek goli par
koi paigam likha hai tumhara naam likha hai
gale mil lo ho gale mil lo, o diwano, juda hone ka waqt aaya
gale mil lo, o diwano, juda hone ka waqt aaya
tumhare meherbano ke khafa hone ka waqt aaya
gale mil lo ho ho ho ho ho

tumhari dillagi tauba, bani dil ki lagi tauba
kaha karte the tum aksar, meri jaan main fida tum par
meri jaan main fida tum par
mubarak ho, mubarak ho fida hone ka waqt aaya
gale mil lo, o diwano, juda hone ka waqt aaya
gale mil lo ho ho ho ho ho

sari taslim kam kar du, kaho taklif kam kar du
mujhe hmdard mat samajho, magar bedard mat samajho
magar bedard mat samajho
tumhare sare dardo ki dawa hone ka waqt aaya
gale mil lo, o diwano, juda hone ka waqt aaya
gale mil lo ho ho ho ho ho

jara dil saaf kar dena, hamein tum maaf kar dena
tumhari maut ka gam hai, wafa mein fayada kam hai
wafa mein fayada kam hai
mohabbat mein hamare bewafa hone ka waqt aaya
gale mil lo, o diwano, juda hone ka waqt aaya
gale mil lo ho ho ho ho ho
Mere Awaajke Dosto
Singer: Amit Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anjaan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aamne-Samne/Mere-Awaj-Ke-Dost
ae meri aawaz ke dosto hey ye dosti na tute humari
ye dosti na tute humari
ban jaye dushman ye duniya sari, ye duniya sari, ye duniya sari
ae meri awaz ke dosto hey ye dosti na tute humari
ye dosti na tute humari
ban jaye dushman ye duniya sari, ye duniya sari, ye duniya sari

geeto bhari ye sham hai, chhalka ye dil ka jam hai
geeto bhari ye sham hai, chhalka ye dil ka jam hai
johny hai mera nam yaro, sabko mera salam hai
mehfil ka ye rang na tute, jab tak subah na ho
ae meri aawaz ke dosto hey ye dosti na tute humari
ye dosti na tute humari
ban jaye dushman ye duniya sari, ye duniya sari, ye duniya sari

kitna main khushnaseeb hun, jo apke kareeb hun
kitna main khushnaseeb hun, jo apke kareeb hun
sharma raha hu apno se, main adami ajeeb hun
bas do char mulakatein hone do phir dekho
ae meri aawaz ke dosto hey ye dosti na tute humari
ye dosti na tute humari
ban jaye dushman ye duniya sari, ye duniya sari, ye duniya sari

are jab tak rahe jawaniya, tab tak rahe nishaniya
are jab tak rahe jawaniya, tab tak rahe nishaniya
ban jaye koyi aisi bat, jiski bane kahaniya
main tum sabko yaad karun, sab mujhko yaad karo
ae meri aawaz ke dosto hey ye dosti na tute humari
ye dosti na tute humari
ban jaaye dushman ye duniya sari, ye duniya sari, ye duniya sari
tu main ban gaya, main tu ban gaya
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anjaan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aamne-Samne/Main-Tu-Ban-Gaya/
tu main ban gaya, main tu ban gaya
tu main ban gaya, main tu ban gaya
badal gaye hum bam chik bam bum
badal gaye hum bam chik bam bum
yeh main janu ya tu jane, kaun kaun hai yeh kaun jane
tu main ban gaya, main tu ban gaya
badal gaye hum bam chik bam bum
badal gaye hum bam chik bam bum
yeh main janu ya tu jane, kaun kaun hai yeh kaun jane
are tu main ban gaya, main tu ban gaya

amane samane aye hum aise, dekhata hai koyi aina jaise
amane samane aye hum aise, dekhata hai koyi aina jaise
tu bhi hairan hai, main bhi hairan hu
tu bhi hairan hai, main bhi hairan hu
koyi aye ake hamein pehchane kaun kaun hai yeh kaun jane
are tu main ban gaya, main tu ban gaya

do badan do hansi naujawan dekho
dono mein jaise hai ek jan dekho
do badan do haseen naujawan dekho
dono mein jaise hai ek jaan dekho
jadu sa chha gaya, dhokha main kha gaya
jadu sa chha gaya, dhokha main kha gaya
kya karenge log bhala anjane, kaun kaun hai yeh kaun jane
are tu main ban gaya, main tu ban gaya
badal gaye hum bam chik bam bum
badal gaye hum bam chik bam bum
yeh main janu ya tu jane, kaun kaun hai yeh kaun jane
hey tu main ban gaya, main tu ban gaya