pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
agar hosh bhi aaya to keh denge hame hosh nahi
agar hosh bhi aaya to keh denge hame hosh nahi
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
hotho ko chum lete hai aankho se jam peete hai
dilbar ki yaad aati hai chahat ke nam pete hai
hum hale dil batlaye kya is pagal ko samjhaye kya
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
agar hosh bhi aaya to keh denge hame hosh nahi
agar hosh bhi aaya to keh denge hame hosh nahi
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
jab bhi nigaah milti hai logo pe pyaar aata hai
jab bhi sarur chadta hai hmko karar aata hai
aise nagme hum gate hai har mahfil pe cha jate hai
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
agar hosh bhi aaya to kah denge hame hosh nahi
agar hosh bhi aaya to kah denge hame hosh nahi
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
pilaya hai pilayenge nachaya hai nachayenge
purab se chali purwai ke cham cham payal bole
purab se chali purwai ke cham cham payal bole
kahi gunj uthi sahnayi ke cham cham payal bole
kahi gunj uthi sahnayi ke cham cham payal bole
purab se chali purwai ke cham cham payal bole
purab se chali purwai ke cham cham payal bole
kahi gunj uthi sahnayi ke cham cham payal bole
kahi gunj uthi sahnayi ke cham cham payal bole
cham cham cham cham cham cham
cham cham cham cham cham cham
cham cham cham cham cham cham
bago me kaliya kaliyo pe shabnam shabnam ki bhawro ko pyas hai
geeto ko mausam mausam me khusbu khusbu ko meri talash hai
bago me kaliya kaliyo pe shabnam shabnam ki bhawro ko pyas hai
geeto ko mausam mausam me khusbu khusbu ko meri talash hai
rut mehki bahare layi ke cham cham payal bole
rut mehki bahare layi ke cham cham payal bole
kahi gunj uthi sahnayi ke cham cham payal bole
kahi gunj uthi sahnayi ke cham cham payal bole
cham cham cham cham cham cham
cham cham cham cham cham cham
cham cham cham cham cham cham
pedo pe dali dali pe koyal koyal me meri awaz hai
nadiya me pani pani me lahre lahro ke hotho pe saj hai
pedo pe dali dali pe koyal koyal me meri awaz hai
nadiya me pani pani me lahre lahro ke hotho pe saj hai
ambar pe ghata hai chayi ke cham cham payal bole
ambar pe ghata hai chayi ke cham cham payal bole
kahi gunj uthi sahnayi ke cham cham payal bole
purab se chali purwai ke cham cham payal bole
purab se chali purwai ke cham cham payal bole
kahi gunj uthi sahnayi ke cham cham payal bole
kahi gunj uthi sahnayi ke cham cham payal bole
cham cham cham cham cham cham
cham cham cham cham cham cham
cham cham cham cham cham cham
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
begane lage apne aur apne lage begane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
kya hai milna kya bichadna, khel sab takdir ke
ek hoke kyu hai lagte rang do taswir ke
waqt badle badle chehre, kab ho ka kisko pata
yahi dunia ki reet hai, koi mane ya na mane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
muskurahat ki lahar me aasuo ki pyas hai
dur dil se dil ki dhadkan, fir bhi aas paas hai
kya wafa kya bewafai, raz ye jane hai hum
koi karta nahi janke hoti hai khata anjane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
begane lage apne aur apne lage begane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
apke karib ham rehte hai, apna nasib tumhe kehte hai
apke karib ham rehte hai, apna nasib tumhe kehte hai
arman bhi hai tumhe pane ka, tum pe dil aur jan lutane ka
jan ki kasam sach kehte hai
jan ki kasam sach kehte hai
apke karib ham rehte hai, apna nasib tumhe kehte hai
apke karib ham rehte hai, apna nasib tumhe kehte hai
arman bhi hai tumhe pane ka, tum pe dil aur jan lutane ka
jan ki kasam sach kehte hai
jan ki kasam sach kehte hai
apke karib ham rehte hai, apna nasib tumhe kehte hai
apse hai hame kitni mohabbat, ap toh yeh nahi jane
ho apko aise kaise bataye, apko ham kya mane
dhadkan pe kya, hamne likha hai
dhadkan pe kya, hamne likha hai, padhlo dil ki nazar se
apke karib ham rehte hai, apna nasib tumhe kehte hai
arman bhi hai tumhe pane ka, tum pe dil aur jan lutane ka
jan ki kasam sach kehte hai
jan ki kasam sach kehte hai
apke karib ham rehte hai, apna nasib tumhe kehte hai
apko sab malum hai dilbar, apko kya batalaye
apne hamko samajh liya hai, apko kya samajhaye
kya hai tamanna, kya khwayish hai
kya hai tamanna, kya khwayish hai, puchho apne jigar se
apke karib ham rehte hai, apna nasib tumhe kehte hai
apke karib ham rehte hai, apna nasib tumhe kehte hai
arman bhi hai tumhe pane ka, tum pe dil aur jan lutane ka
jan ki kasam sach kehte hai
jan ki kasam sach kehte hai
apke karib ham rehte hai, apna nasib tumhe kehte hai
sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
tere bina kya jina ab jina dushwar hai
sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
humne to in aanhko me chehra apna dekha hai
ha humne to in aanhko me chehra apna dekha hai
saajan ki in baho me pyar ka sapna dekha hai
kya aur hum bataye tumse
sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
tere bina kya jina ab jina dushwar hai
dil me kitni chahat hai puchho dil ki dhadkan se
ho dil me kitni chahat hai puchho dil ki dhadkan se
ha jivan bhar jo na tute hum to bandhe us bandhan se
hai jindagi wafa ke dam se
sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
tere bina kya jina ab jina dushwar hai
kitna sukun kitna aaraam hai
kitna sukun kitna aaraam hai
paas main tum ho aur hatho main jaam hai
shaayad meri zindagi ki hassin shaam hai
kitna sukun kitna aaraam hai
kitna sukun kitna aaraam hai
paas main tum ho aur hatho main jaam hai
shaayad meri zindagi ki hassin shaam hai
kitna sukun kitna aaraam hai
keh raha hai yeh dil bekudi me sanam
aur kyaa chaheie zindagi mein sanam
keh raha hai yeh dil bekudi me sanam
aur kyaa chaheie zindagi mein sanam
aashqi ka nasha aise jata nahi
tumko dekhe bina chain aata nahi
kasie zinda rahu
in hoton pe sirf tumhara naam hai
paas main tum ho aur hatho main jaam hai
shaayad meri zindagi ki hassin shaam hai
kitna sukun kitna aaraam hai
dilruba hai kiya meine ye feasla
ab toh jina nahi hai tumare siva
dilruba hai kiya meine ye feasla
ab toh jina nahi hai tumare siva
toda pagal hun me toda diwana hun
bas tumara hun me sab se bighana hun
aur kia me kahu
ishq tera meri chahat ka enam hai
paas main tum ho aur hatho main jaam hai
shaayad meri zindagi ki hassin shaam hai
kitna sukun kitna aaraam hai
paas main tum ho aur hatho main jaam hai
shaayad meri zindagi ki hassin shaam hai
sanjh bhayi dive me baati
yada tumhari pal pal aati
dive me baati
ae ji jhuki jhuki ankhiya aate honge rasiya
ae ji jhuki jhuki ankhiya ji aate honge rasiya
ho jhuki jhuki ankhiya ji aate honge rasiya
birha ki rain lahak gaye gajra
birha ki rain
chamak gayi bijuri, baras gaye badra
chamak gayi bijuri, baras gaye badra
birha ki rain katat nahi ratiya
birha ki rain katat nahi ratiya
birha ki rain
re o aaja
aaja re majdhar me, zindagi hai pyar me
tere bina kuch bhi nahi
o dilruba kuch bhi nahi
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
aaja re majdhar me, zindagi hai pyar me
le khabar o bhulne wale tu hai kahan
tu nahi to hans raha hai mujh pe aasma
aah dil ki ho rahi hai aaj beasar
kuch khabar bhi hai tujhe humar bekhabar
aaja re, aaja re
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
aaja re majdhar me, zindagi hai pyar me
mauj milke mauj se chale na jaye dur
kah raha hai dil mera milenge hum jarur
pyar ki pukar sunke koi na ruke
tu jhukana lakh chahe ishq na jhuke
aaja re, aaja re
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
tumhari mohabbat hai ek chees aisi
jise ham kabhi na kabhi le hi lenge
kabhi le hi lenge
chupaoge jisko nigaho ke niche
use ham kabhi na kabhi dekh lenge
kabhi dekh lenge
piche padega jo koi hamare koi hamare
bhulayega hamko karega ishare
jo mangega koi mohabbat hamari
tumhari kasam ham kisi ko na denge
kisi ko na denge
mangenge tumse na galo ki sokhi
mangenge tumse na galo ki sokhi
na hotho ki lali na kajal ki payali
magar ek dil me hai chahat tumhari
jise ham kabhi to puri karenge puri karenge
samjhte ham sab irade tumhare irade tumhare
bahane tumhare ishare tumhare
magar yaad rakhna vaada ye ulfat kisi din kahi to
pura karenge pura karenge
raat aadhi ho gayi, baj gaye paune do
tum bhi so jao, hamko bhi sone do
raat aadhi baki, yun hi na khone do
so kar kya karenge, jo hota hain hone do
madbhari raat hain sath hain tera
madbhari raat hain sath hain tera
sapno ko sach kar le, har pal ko ji le
sabr se kam lo, tham lo dil ko
sabr se kam lo, tham lo dil ko
thoda sa pyaar sanam, kal ke liye chhodo
raat aadhi ho gayi, baj gaye paune do
tum bhi so jao, hamko bhi sone do
raat aadhi baki, yun hi na khone do
so kar kya karenge, jo hota hain hone do
sachcha ho pyar to kam nahi hota
sachcha ho pyar to kam nahi hota
aaj se bhi badhkar kal, ham tum pyar karenge
jaise tum machle, ham nahi aise
jaise tum machle, ham nahi aise
diware sunti hain aadhista bolo
raat aadhi ho gayi, baj gaye paune do
tum bhi so jao, hamko bhi sone do
raat aadhi baki, yun hi na khone do
so kar kya karenge, jo hota hain hone do
aati hain ek baar raat ye aisi
aati hain ek baar raat ye aisi
ham dono ek huye, laaj ye fir kaisi
socho to sharmau, bat ye aisi
socho to sharmau, bat ye aisi
khwabo me sajne laga, chehra koi tum jaisa
raat aadhi ho gayi, baj gaye pure do
tum bhi so jao, hamko bhi sone do
raat aadhi baki, yun hi na khone do
so kar kya karenge, jo hota hain hone do
hey gauri yha
huba huba luba luba duba duba guba guba
maan ya na maan hume
jaan ya na jaan hume
hum hai diwane tere
hum hai mastane tere
saathi hai purane tere
jara pehchan hume ho
teri najar ne mara
tune mujhe pukara
ab na mukhda chupa
firta hu mara mara
aaya saajan tumhara
gauri kahe ko sharma
kahe lajao gauri
aankhe churao gauri
dil me chupa ke hume
muh na churao gauri
firta hu mara mara
dil to hua tumhara
ab na aur sata
teri najar ne mara
tune mujhe pukara
ab na mukhda chupa
mujhse ye baat raja
phir se na kehna
phir se na kehna
laaj to hai raja nari ka gehna
nari ka gehna
apna banake dil me sma ke
kariyo na humpe ghat o
ho raja ho raja ho
aayi milan ki raat raja
aayi milan ki raat o
ho raja ho raja ho
hey gauri
meri baat sun ja
meri baat maan ja
idhar to aaja
ankhiya mila ja
ek do teen char ek baar karlo pyar
panch che sath aath
dekho mere ??
tinak tinak dhin dha
tinak tinak dhin dha
tinak tinak dhin dha ha
ab tohe chhod ke gauri na jaunga
aaye hazaar toofan thokar lagunga
ab tohe chhod ke gauri na jaunga
aaye hajar toofan thokar lagunga
tera jo ho ishara
lau mai chand payara
najro se najre mila
chahu na chand pyara
mujhko tera sahara
dena na humko daga
ho raja ho raja ho
ho raja ho raja ho
pyar ke phulo ki rangat
kyu dikha di bhagban
bas khatam kar de dastan
pyar ke phulo ki rangat
kyu dikha di bhagban
bas khatam kar de dastan
hum samjhate the mohabbat
zindagi ka khel hai
kya khabar thi hans pade do
hum pe jalim aasma
bas khatam kar de dastan
kal inhi raahon pe tha
koi humara humsafar
aaj tanha reh gaya hai
zindagi ka karvan
bas khatam kar de dastan
pyar ki duniya ke parvane
khabar bhi hai tujhe
samme ulfat aaj bhuj kar
ho rahi hai benishan
bas khatam kar de dastan
pyar ke phulo ki rangat
kyu dikha di bhagban
bas khatam kar de dastan
ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
ye ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
ye ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
o hamri sab batiya, o rama sab batiya
hamri sab batiya, o rama sab batiya
ye ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
ye ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
bagiya me lahraye aanchal, pavan chale matvari
o rama re rama
mahak rahe hai lahak rahi hai, har dari har kyari
o rama re rama ho
fir bhi man ki bagiya sukhi
sabse ujadi sabse jhuthi
fir bhi man ki bagiya sukhi ho
fir bhi man ki bagiya sukhi
sabse ujadi sabse jhuthi
sar aaye bhado jaa
par apni hai wahi durgatiya
ye ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
ye ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
chhod chhad ghar baar ko apne, aaye desh paraye
o rama re rama
papi pet ne dekho hamko kya kya rang dikhaye
o rama re rama ho
jab sar ki aag sataye
hamse ek pal raha na jaye
o jab sar ki aag sataye ho
jab sar ki aag sataye
hamse ek pal raha na jaye
nisdin barse nisdin tarse ankhiya
roye sari sari ratiya
ye ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
ye ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
o hamri sab batiya, o rama sab batiya
hamri sab batiya, o daiya sab batiya
ye ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
ye ek kali aur do patiya
jaane hamri sab batiya
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
hamri sab sakhiya ho rama sakhiya
hamri sab sakhiya ho rama sakhiya
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
gali gali lahraye aachal
pawan chale matwari
mahak rahi hai lahak rahi hai
har dali badi pyari
ho rama ho rama ho
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
sare ghar bar pyar ho apne aaye
ho rama ho rama ho
katil dil ko kya kya rang dikhaye
ho rama ho rama ho
jab ghar ki yad sataye
hamse ek pal raha na jaye
jab ghar ki yad sataye
jab ghar ki yad sataye
hamse ek pal raha na jaye
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
hum sab batiya ho rama sab batiya
hum sab batiya ho rama sab batiya
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
ek kali aur patiya jane hum sab batiya
kya kya julm hum pe dhaye re rasiya
kya kya julm hum pe dhaye re rasiya
kya kya julm hum pe dhaye re rasiya
ho rama ho rama ho
ho rama ho rama ho
sun ri sakhi ek bagiya ka unse
kah ma saki bagiya
sun ri sakhi ek bagiya ka unse
kah ma saki bagiya
batihe baithe hukm chalaye re rasiya
batihe baithe hukm chalaye re rasiya
chand so gaya tare so gaye
nind hame na aaye chain kho gaye
chand so gaya tare so gaye
mere pyar se nindiya dular se
badle ki mauj na jane kyu kho gayi
mere pyar se nindiya dular se
badle ki mauj na jane kyu kho gayi
chand so gaya tare so gaye
na jane kab koi gam de de jindagi
dega gum jaha gum dega koi kisi
chand so gaya tare so gaye
nind hame na aaye chain kho gaye
chand so gaya tare so gaye
ek pal ruk jana
o jane wale raahi
ruk jana, ruk jana, ruk jana
ek pal ruk jana ho
ek pal ruk jana
o jane wale raahi
ruk jana, ruk jana, ruk jana
ek pal ruk jana ho
na roke hai raah, tori baiya hamar
na bandhan me bandhe hai, naino ke taar
na roke hai raah, tori baiya hamar
na bandhan me bandhe hai, naino ke taar
roke to roke hai, man ki pukar
ek pal ruk jana
ruk jana, ruk jana
ek pal ruk jana ho
lagaye jo man pe judayi ke teer
chupane lungi apne karejwa me peer
tujhse kahenge ye naino ke neer
ek pal ruk jana
ruk jana, ruk jana
ek pal ruk jana ho
ek pal ruk jana
o jane wale raahi
ruk jana, ruk jana, ruk jana
ek pal ruk jana ho
holi khele nandlala biraj me
holi khele nandlala
holi khele nandlala biraj me
holi khele nandlala
holi khele nandlala biraj me
holi khele nandlala
krishna ke hatho kanak pichkari
krishna ke hatho kanak pichkari
ha radha ke hath abira
ha radha ke hath abira, briaj me
holi khele nandlala
holi khele nandlala biraj me
holi khele nandlala
dampa kahe ko bajaye tarsaye jiyra
dampa kahe ko
dampa kahe ko bajaye tarsaye jiyra
dampa kahe ko
dampa kahe ko bajaye tarsaye jiyra
dampa kahe ko
choti choti naar gazab naina
dampa kahe ko, holi hai
choti choti naar gazab naina
dampa kahe ko
dampa ko bajaye mero man ko lubhaye
dampa ko bajaye mero man ko lubhaye
holi khelenge sang tore angana
dampa kahe ko, holi hai
holi khelenge sang tore angana
dampa kahe ko
dampa kahe ko bajaye tarsaye jiyra
dampa kahe ko
ho rama ho ho rama ho
ho rama ho ho rama ho
mem sahab aayi ban than ke
sahab aaye ban than ke
mem sahab aayi ban than ke
sahab aaye ban than ke
aage aage mem sahab piche firanya
aage aage mem sahab piche firanya
soda ki botal bagal me
soda ki botal bagal me dabaye
sahab aaye ban than ke
ghunghrdaar tere baal ghunghrdaar
ghunghrdaar tere baal
hoth tere laal laal
seb jaisa gol gal wah re vilayti maal
holi hai, holi hai
ho jane vale rahi ek pal ruk jana
ruk jana ruk jana ruk jana
ek pal ruk jana ek pal ruk jana
ruk jana ruk jana ruk jana
na roke hai rah tori baiyan hamar
na bandhan me bandhe hai naino ke tar
na roke hai rah tori baiyan hamar
na bandhan me bandhe hai naino ke tar
jo roke to roke hai man ki pukar
ek pal ruk jana ek pal ruk jana
ruk jana ek pal ruk jana
ruk jana ruk jana ruk jana
bhala tera kya ek pal jayega
mera sara jivan badal jayega
bhala tera kya ek pal jayega
mera sara jivan badal jayega
har ek saaj gito me dhal jayega
ek pal ruk jana ek pal ruk jana
ruk jana ek pal ruk jana
ruk jana ruk jana ruk jana
adhura hai jo git ga lun zara
mai puri kahani suna lun zara
adhura hai jo git ga lun zara
mai puri kahani suna lun zara
tujhe apna kahke bula lun zara
ek pal ruk jana ek pal ruk jana
ruk jana ek pal ruk jana
ruk jana ruk jana ruk jana
ek pal ruk jana ho jane vale rahi
ruk jana ho jane vale rahi
ek pal ruk jana
ruk jana ruk jana ruk jana
ek pal ruk jana ek pal ruk jana
ruk jana ruk jana ruk jana
na roke hai rah tori baiyan hamar
na bandhan me bandhe hai naino ke tar
na roke hai rah tori baiyan hamar
na bandhan me bandhe hai naino ke tar
jo roke to roke hai man ki pukar
ek pal ruk jana ek pal ruk jana
ek pal ruk jana ho
lagaye ja man pe judai ke tir
chhupa lungi apane karejava me pir
na tujhse kahenge ye naino ke nir
ek pal ruk jana ruk jana ruk jana
ek pal ruk jana ho ek pal ruk jana
ho jane vale rahi ruk jana ruk jana
ruk jana ek pal ruk jana ho
tu kya samjhe tu kya jane
dil ke fasane o diwane zara dekh idhar
gati hai zuban roti hai nazar
o sitamgar bekhabar
tu kya samjhe tu kya jane
dil ke fasane o diwane zara dekh idhar
gati hai zuban roti hai nazar
o sitamgar bekhabar tu kya samjhe
pav ke raste hai gardish me tare hai
pav ke raste hai gardish me tare hai
geet ki dhadkan me ikrare hai
dabi dabi aaho se darr bekhabar
tu kya samjhe tu kya jane
dil ke fasane o diwane zara dekh idhar
gati hai zuban roti hai nazar
o sitamgar bekhabar tu kya samjhe
dekho ji khelo na roti jawani se
dekho ji khelo na roti jawani se
uthate hai toofan bhi aankho ke pani se
bhigi bhigi
bhigi bhigi palako se dar bekhabar sitamghar
tu kya samjhe tu kya jane
dil ke fasane o diwane zara dekh idhar
gati hai zuban roti hai nazar
o sitamgar bekhabar
tu kya samjhe tu kya jane
dil ke fasane o diwane zara dekh idhar
gati hai zuban roti hai nazar
o sitamgar bekhabar tu kya samjhe