koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
begane lage apne aur apne lage begane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
kya hai milna kya bichadna, khel sab takdir ke
ek hoke kyu hai lagte rang do taswir ke
waqt badle badle chehre, kab ho ka kisko pata
yahi dunia ki reet hai, koi mane ya na mane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
muskurahat ki lahar me aasuo ki pyas hai
dur dil se dil ki dhadkan, fir bhi aas paas hai
kya wafa kya bewafai, raz ye jane hai hum
koi karta nahi janke hoti hai khata anjane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
begane lage apne aur apne lage begane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane