Man strays away into misery and pain, because he loses the sense of value and runs after the temporary and the trivial. He ignores the voice of God which warns and guides him from within; and he pays the penalty for the transgression -Sri Satya Sai Baba
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
Tere Mere Beech Mein Jo Betuki Si Baat Ho Rahi Hai
Aa Rahaa Hai Ji Mazaa
Rukey Na Mere Khwabon Mein Tera Tere Khayaalo Mein
Mera Yu Raat Din Aana Janaa
Ke Ajnaabe They Hum Kabhi Magar Zara Bhi Ab Nahi
Hua Hai Kya Zaraa Humein Ye Samjhaana
Ajeeb Daastaan Hai Ye
Kahaan Shuru Kahaan Khatam
Ye Manzilein Hai Kaunsi
Na Who Samajh Ke Na Hum
Ajeeb Daastaan Hai Ye
Kahaan Shuru Kahaan Khatam
Ye Manzilein Hai Kaunsi
Na Who Samajh Ke Na Hum
Ya Toh Seedha Seedha Mujhse Tu Keh De
Ki Tere Dil Mein Hai Kya
Aise Mujhse Tedhi Medhi Ulti Seedhi
Paheli Toh Na Bujhaa
Tum Se Dil Laga Ke Baithe
Thak Gaye They Sehte Sehte
Tham Gaye Hain Jis Jagah Hai Tu Mila
Koi Toh Wajah Bhi Hogi
Hum Mile Jo Dono Aise
Khama Kha Nahi Humara Silsila
Rukey Na Mere Khwabon Mein Tera Tere Khayaalo Mein
Mera Yu Raat Din Aana Janaa
Ke Ajnaabe They Hum Kabhi Magar Zara Bhi Ab Nahi
Hua Hai Kya Zaraa Humein Ye Samjhaana
Ajeeb Daastaan Hai Ye
Kahaan Shuru Kahaan Khatam
Ye Manzilein Hai Kaunsi
Na Who Samajh Ke Na Hum