People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Ghere Hai
Lyricist: Vayu
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=DDZn6gIlmuc
Video:
Bheje Mein Pehle Koyi
Dang Dang Vajjdi Hain
Hawa Mein Goonjte Hai Rang Kayi

Chup Se Paani Mein
Joh Kankad Pad Gaya
Chhipi Lakeerein Chaal Padi

Arey Din Kahin Dooba Hain
Huyi Kahin Subah Hain
Duniya Chalti Hain Circle Pe

Sar Joh Yeh Utha Hain
Garda Hi Macha Hain
Dhadkanon Ki Jaise Halchal Pe

Dard Hi Dawa Hain
Apna Hi Nasha Hain
Jee Le Zindagi Maar Maar Ke

Sabko Main Nacha Ke
Rakh Doonga Hila Ke
Ab Naa Rehna Hain Dar Dar Ke

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Hain

Aasman Ke Taare Sare Chahe Jhar Gaye
Jugnuon Ne Kari Roshni Hain
Sust The Joh Saale Din Woh Guzar Gaye
Jaagi Hain Sansani

Arey Aag Ne Chhua Hain
Uth Raha Dhuan Hain
Lawa Nikla Hai Patthar Hain
Raasta Naya Hain Ab Ban Gaya Hain
Paaniyon Se Kat Karke

Saamne Joh Aaye Kam Se Woh Jaaye
Chhote Chaal Thoda Bach Karke
Zid Se Hoon Bhara Main
Bijli Sa Gira Main
Baadlon Se Aise Phatt Karke

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj

Ghere Hain

Sawere Se Jyada Andhere Hai
Dikhte Hai Chehre Pe
Ghaav Bade Gehre
Chattan Toot Jaate Hai
Hum Toh Heere Hai
Koyale Mein Pale Hai
Phir Bhi Jee Rahe Hai

Ladenge Toh Shaan Se Imaan Hain Apna
Ladne Se Darte Nahi Kam Hain Apna
Raat Toh Hain Ghere Mein
Akele Hi Jhelenge
Zaroor Khelenege Time Hain Apna

Arrey Din Kahin Dooba Hain
Huyi Kahin Subah Hain
Duniya Chaalti Hain Circle Pe

Sar Joh Yeh Utha Hain
Garda Hi Macha Hain
Dhadkanon Ki Jaise Halchal Pe

Dard Hi Dawa Hain
Apna Hi Nasha Hain
Jee Le Zindagi Maar Maar Ke

Sabko Main Nacha Ke
Rakh Dunga Hila Ke
Ab Na Rehna Hain Dar Dar Ke

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj Ghere Mein

Ghere Mein Ghere Mein
Ghere Mein Ghere Mein
Rakhli Raat Aaj

Ghere Hai
Ghere Hai.