But innovation comes from people meeting up in the hallways or calling each other at 10:30 at night with a new idea, or because they realized something that shoots holes in how we've been thinking about a problem -Steve Jobs
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
Bulave tujhe yaar ajj meri galiyan
Basaun tere sang main alag duniya
Bulave tujhe yaar ajj meri galiyan
Basaun tere sang main alag duniyaa
Na aayein kabhi dono mein zara bhi faasle
Bas ek tu ho ek main hoon aur koyi na
Hai mera sab kuchh tera tu samajh le
Tu chaahe mere hakk ki zameen rakh le
Tu saanson pe bhi naam tera likh de
Main jiyun jab jab tera dil dhadke
Jis se mera yeh jee nahi bharta
Kuchh bhi nahi asar ab karta
Meri raah tujhse meri chaah tujhse
Mujhe bas yahin reh jaana
Hai tu hi dil jaan hai meri ab se
Na zikra tera na jaaye mere lab se
Bulave tujhe yaar ajj meri galiyan
Basaun tere sang main alag duniya
Jo hove tu dass mujhe dekhe hass ke
Tu chaahe mere hakk ki zameen rakh le
Tu saanson pe bhi naam tera likh de
Main jiyun jab jab tera dil dhadke
Pyar di raawan utte
Yaar tu le aaya
Mainu jeene da matlab
Aaj samajh aaya.