Khuda tumhe pranaam hai saadar
Par tune di bas ek hi chaadar
Kya odhe kya bichhayenge…
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Do roti aur ek langoti
Ek langoti aur woh bhi chhoti
Isme kya badan chhupaenge
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Main khaali khaali tha
Main khaali khaali hoon
Main khaali khaali khoya khoya sa
Main khaali khaali tha
Main khaali khaali hoon
Main khaali khaali khoya khoya sa
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Ho…geet nahi yeh mera dard hai, dard hai
Kaise yeh rozana hi gaata jaaun main
Khaali khaali jebon mein khwab hain, khwab hain
Poore jo hote nahin…
Waqt hua nakhoon ke jaisa
Bedardi se jisko main kaantun
Roz zaroorat aur khawaish ke
Bich mein khud ko kaise main baantu
Mere tukde ho jayenge
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Main khaali khaali tha
Main khaali khaali hoon
Main khaali khaali khoya khoya sa
Main khaali khaali tha
Main khaali khaali hoon
Main khaali khaali khoya khoya sa
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Achche din, achche din ho…
Achche din, achche din ho…
Achche din, achche din ho…
Achche din, achche din ho…