sehra, kabhi gulshan bane jeevan mera
roshan kabhi andhero mein rasta mera
sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
roshan kabhi andhero mein rasta mera
jeene ke liye chahiye sahara sahara
sehra, kabhi gulshan bane jeevan mera
roshan kabhi andhero mein rasta mera
sehra, kabhi gulshan bane jeevan mera
roshan kabhi andhero mein rasta mera
jeene ke liye chahiye sahara sahara
har chehre mein, har aankh mein
zinda hoon par, anjaana hu
duniya se hoke bekhabar
aasmaa ke gun gaata hu
dhool hai, kabhi rango se pur hai ye faza
bulandi, kabhi basti mein hai jeena mera
jeene ke liye chahiye sahara sahara
apnon ka, na begano ka
aazad hu in raaho ka
na koi gham, na hai khushi
jeena hai kya, bas bekhudi
dhoop hai, kabhi chaanv thikana hai mera
phulo mein
kabhi kaanto mein hai daaman mera
jeene ke liye chahiye sahara sahara