There is something in every one of you that waits and listens for the sound of the genuine in yourself. It is the only true guide you will ever have. And if you cannot hear it, you will all of your life spend your days on the ends of strings that somebody else pulls -Howard Thurman
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
tere bare me jab socha nahi tha
tere bare me jab socha nahi tha
main tanha tha magar itna nahi tha
main tanha tha magar itna nahi tha
tere bare me jab socha nahi tha
tere bare me jab socha nahi tha
teri tasveer se karta tha baate
teri tasveer se karta tha baate
mere kamre me aaina nahi tha
mere kamre me aaina nahi tha
mere kamre me aaina nahi tha
main tanha tha magar itna nahi tha
tere bare me jab socha nahi tha
samadar ne mujhe pyasa hi rakha
samadar ne mujhe pyasa hi rakha
main jab sehra me tha pyasa nahi tha
main jab sehra me tha pyasa nahi tha
main jab sehra me tha pyasa nahi tha
main tanha tha magar itna nahi tha
tere bare me jab socha nahi tha
manane ruthne ke khel me hum
manane ruthne ke khel me hum
bichhad jayenge ye socha nahi tha
bichhad jayenge ye socha nahi tha
bichhad jayenge ye socha nahi tha
main tanha tha magar itna nahi tha
tere bare me jab socha nahi tha
suna hai band kar li us ne aankhe
suna hai band kar li us ne aankhe
kai raato se wo soya nahi tha
kai raato se wo soya nahi tha
kai raato se wo soya nahi tha
main tanha tha magar itna nahi tha
tere bare me jab socha nahi tha
tere bare me jab socha nahi tha