raam raam tukaaraam
raja raam radhe shyaam
rustam ji pestan ji
bismillah asallam
roni johny antony good morning
satsriya kaal kulwant singh
bam bam bam bambai ki kasam
bambai chhodenge marke na hum
bam bam bam bambai ki kasam
bambai chhodenge marke na hum
koi bhi ho kahin ka ho
aake yahan yahi ka ho
dilli se aaye patna se aaye
aake yahi jaaye jam jam jam
bam bam bam bambai ki kasam
bambai chhodenge marke na hum
bam bam bam bambai ki kasam
bambai chhodenge marke na hum
bam bam bam bambai ki kasam
bam bam bam bambai ki kasam
hain kitne unche mahal
chhute hain jo aasmaan
daulat hain kitni yahan
ye na saka koi jaan
baaho mein taaqat ho
mehanat karein insaan
har sapna sach ho yahan
pure ho sab armaan
aisa sahar hoga kidhar
ruke nahin kahin nazar
shahro mein sabse pyaaa shahar ye
aise shahar honge kam kam kam
bam bam bam bambai ki kasam
bambai chhodenge marke na hum
bam bam bam bambai ki kasam
bambai chhodenge marke na hum
bam bam bam bambai ki kasam
bam bam bam bambai ki kasam
surat ye kya taake kya dekhe meri jaan
aankho me jaadu hai julfe bichhati hai jaal
kaabu kar dil pe jara ye gisa pocket sambhaal
dekha na tune abhi kamli kare kya kamaal
hath me hai aisa hunar hogi nahi tujhe khabar
fisli kahi jo teri najar to dil tera jaayega tham tham tham
bam bam bam bambai ki kasam
bambai chhodenge marke na hum
bam bam bam bambai ki kasam
bambai chhodenge marke na hum
bam bam bam bambai ki kasam
bam bam bam bambai ki kasam
kya kya hain dhandhe yaha
kaise hain kaarobaar
daulat ke badle mein
bikate hain ye insaan yaar
paani mein hain wo asar
buddho ke dil ho jawaan
husn jawa dekhe jaha
kaise chhidakte hain jaan
kya kya hain dhandhe yaha
kya kya hain dhandhe yaha
chakkar pe chakkar chalte hain kaise
ye raaj jaane hum hum hum
bam bam bam bambai ki kasam
bambai chhodenge marke na hum
aga pori bambai nako, mumbai bol
mumbai mumbai
mum mum mum mumbai chi kasam
mumbai chhodenge marke na hum
mum mum mum mumbai chi kasam
mumbai chhodenge marke na hum