kaddu kategaa to sab me batega
kaddu kategaa to sab me batega
kaddu kategaa to sab me batega
kaddu kategaa to sab me batega
jo man bak sandook me bandook chhupai ke
neeyat me mohabbat ki zara bhookh milai ke
sunsaan se pichwade me jo tang gali hai
uss tang se galiyaare me maashook bulai le
mail tan ke badan se dhulegi
aabroo ki silaayi khulegi
sharm ka bhi lifafa phatega
kaddu kategaa to sab me batega
kaddu kategaa to sab me batega
jo bhi katega wo sab me batega re
kaddu kategaa to sab me batega
rookhi hai, zara sookhi hai zami barso se jisam ki
barsa de, ras barsa de mere hontho pe tu rangi
rookhi hai, zara sookhi hai zami barso se jisam ki
barsa de, ras barsa de mere hontho pe tu rangi
aaj kar de tu aisi tabaahi khaali hote hi poori surahi
khud-b-khud jo badha le ghatega
kaddu kategaa to sab me batega
kaddu kategaa to sab me batega
kaddu kategaa to (aayi)
kaddu kategaa to sab me batega
desi hu mujhe gatka le tujhe bhulwa du vilaaiti
mudde ki phir baate ho badi kar li hai bakaaiti
desi hu mujhe gatka le tujhe bhulwa du vilaaiti
mudde ki phir baate ho badi kar li hai bakaaiti
jaise hi ho khatam kaam tetees
hote hote chhuaare se kismis
naam tu sirf mera ratega
kaddu kategaa to sab me batega
kaddu kategaa to sab me batega
kaddu kategaa to sab me batega
kaddu kategaa to (aayi)
kaddu kategaa to sab me batega