Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hare-Rama-Hare-Krishna/Phoolo
phulo kaa taaro kaa, sabka kahnaa hai
ek hazaaro me meri bahnaa hai
saari, umar, hame sang rahnaa hai
phulo kaa taaro kaa, sabka kahnaa hai
ek hazaaro me meri bahnaa hai
saari, umar, hame sang rahnaa hai
phulo kaa taaro kaa, sabka kahnaa hai
jab se meri aankho se ho gayi tu dur
tab se saare jivan ke sapne hai chur
he jab se meri aankho se ho gayi tu dur
tab se saare jivan ke sapne hai chur
aankho me nind naa, man me chainaa hai
ek hazaaro me meri bahnaa hai
saari, umar, hame sang rahnaa hai
phulo kaa taaro kaa, sabka kahnaa hai
dekho ham tum dono hai ek daali ke phul
mai na bhulaa tu kaise mujhko gayi bhul
ha dekho ham tum dono hai ek daali ke phul
mai na bhulaa tu kaise mujhko gayi bhul
aa mere paas aa, kah jo kahanaa hai
ek hazaaro me meri bahnaa hai
saari, umar, hame sang rahnaa hai
phulo kaa taaro kaa, sabka kahnaa hai
jivan ke dukho se, yun darte nahi hai
aise bachke sach se guzarte nahi hai
he jivan ke dukho se, yun darte nahi hai
aise bachke sach se guzarte nahi hai
sukh ki hai chaah to, dukh bhi sahanaa hai
ek hazaaro me meri bahnaa hai
saari, umar, hame sang rahnaa hai
phulo kaa taaro kaa, sabka kahnaa hai
ek hazaaro me meri bahnaa hai
ek hazaaro me meri bahnaa hai